Age: 124
7547 days old here
Total Posts: 5562
Points: 0
Location:
San Marino, San Marino
Mohabbat ki nahin jaati mohabbat ho jaati hai mere yaar O mere yaar Suna hai maine suna hai tune yehi kehte hain zamaanewaale Sharaarat ki nahin jaati sharaarat ho jaati hai mere yaar Mere yaar
Age: 124
7547 days old here
Total Posts: 5562
Points: 0
Location:
San Marino, San Marino
Main aashiqui, main bekhudi Mera naam hai deewaangi Hey, oh ho ho ho, hey yeah Oh oh, hey yeah, oh Main aashiqui, main bekhudi Mera naam hai deewaangi Jisne mujhe dekha yahan Dil thaamke usne kahan Tu hi to hai
Age: 124
7547 days old here
Total Posts: 5562
Points: 0
Location:
San Marino, San Marino
nahi Allah ka shuker hai hamarey gher ka mohole aisa hai ke parents khuid is baat ka bohut khayal rakhteyhain,ye sirf lips talking nahi hai,balkii Allah ka shuker hai is per amal bhi kiya jata hai.
Age: 124
7547 days old here
Total Posts: 5562
Points: 0
Location:
San Marino, San Marino
Bilkool i agree wese ye feelings hi bohut hai ke hum dard-ed-dil tu rakhtey hain,or naensaafe per kurhtey bhi hain,werna kuch log tu aisa bhi nahi kertey,ye saree naensafeeyan sirf is wjha se hain ke aaj hum ne Islam jo ke mazhab-e-kamil hai us per amal kerna chor diya hai,isee liye Allah tala ne zakat or sadqa kheraat ka hukm diya hai takey koi bhooka na rahey kisee ko malii pareshani bhi naa ho lekin apney khazaney bherney se fursat milay tu aisa sochen naa,ye sab se baree zimmedari hukumat-e-waqt per aayad hotee hai,hazrat Umer Farooq razi Allah Tala ke jese door-e-hukumat ki zaroorat hai jahan aik kalb bhi bhooka nahi sota tha,lekin hum gov.ko blaim kerkey bareuzzmma nahi ho jatey humain zatee tor per bhi amal kerna chahiye,sirf Islam per hi amal kerney se aisee bohut saree problems se nijaat mil saktee hai.