dost19 said:Suna hai zindagi mien sirf 4 dor hote hien
pehla intezaar, dusra aitbaar, teesra iqraar, chotha pyaar.
App ka kya khayal hai?
SALL said:aur hum abhi office mei posting k saath saath kaam kar rahe hein
iss k baad hum aik café
phir kaam,, phir yahan se doosri company
wahan ja k sab se pehle khana
aur phir wahan 18:30 tak jhak marein ge
errrghhhhhhhhhhhhhhhh...
![]()
faradiya said:oyee bewakoof kuriyooooo
tum haar wakat hamaray baray mein he kue fikarmand rehti hoo
![]()
larkay ayesay hotay hain larkay vesay hotay hain
![]()
koi ore kaam dhunda nahi hai kya duniya mein