~Fragi~ said: shadi k khawab galz dekh leti hain .. boyz nahi kehtey k meray sey hee karo shadi
qais ney koi gunnah tu nahi kiya tha bus mohabat kee thee
but kiya bana us k saath
yeh sab larkiayon kee pb hai k .. "dekho jani mujhe ko tum sey mohabat hai per meri mummy nahi mantee.. mein kiya karoon .. bus tum mujhe bhool jayo ... "
aab bhala amee ko kabhi kaha hee na hoo .. per stand lenay sey tu jaan jati hai na galz kee .. tu pehlay boyz ko mohabat mein itna agey kiyoon latee hian k wapsi k rastey na hotey hoye bhi un ko wapis bhejtee hain
well,it's not quite true ke lerkiyan hi ye khuwab dekhtee hain...
or lerkiyan dekhtee bhi hain tu isee liye na ke wo sincere hote hain us bandey ke sath...
or real main apnana chahtee hain
but tum log unko dhoka de ker peechey hut jatey ho tum logo apni family or mother father unkey der se peechey qadam huta letye ho...coz unkii pasand bilkool change hotee hai
or wo accept hi nahi kerteen...though shadi hi kiyon na ho jaye..
lerkiyan tu gher s ebhagney tuk ka step leletee hain
eventhough unko bakhubi elm hota hai ke phir koi bhi wapsi ka imkaan nahi hai...
or tum log kiya kertey ho unko beech rastey main chor ke chal detey ho...
bohut saree misalen aye din news paper main ate rehtee hain.....
tum log sirf time pass ke liye gals ko choose kertey ho..
is terha ke wo bhi kafee involve ho jaye...aise batein kerkey...unko apney mutabiq sochney per majboor ker detey ho
is main tu no doubt gals kamzor mind ki hotee hain
is main mostly unki sadgi ka kasoor hota hai
or isee liye khud ho involve ker letee hain
lekin end time per tum unse mazrut ker letey ho....
asal reason ye hai ke jab insaan khud aise situation se guzerta hai tab andaza hota hai...
ab tum bhi aise situation face ker rahey ho tu
saree lerkiyon ku qusoor war keh rahey ho!