Age: 124
7548 days old here
Total Posts: 6984
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
exactly subha jub hum yeh jan'nay ki koshish keraingay kay yeh QURAN waqaee main is dunia kay creator ki kitaab hay ya nahin tu hamrey mind mein woh sawaal ayengay jinka aapnay ziker kiya hay..tu INHI SAWAALOON KA JAWAAB HI TU HUMEIN DHOONDNA HAY..TUBHI HAMARA IMMAN MUKAMALL HOGA..ALLAH TALLA NAY INSAAN KO AQAL say nawaza hay...ALLAH talla insaan say kehta hay tum gaor kero is duniya ko kiss nay banay ..yeh kasiey wajood mein ayye,..aur aap nay kaha kay pahlay zamanay kay logon nay muajazaoon ko dekh ker imman laye...,hum logon ko yeh aochna hay kay hum kyun Allah aur uskay rasool per imaan lain..n believe agar aap yeh koshish keroogee tu aapko aaj bhi Allah talla kay mujazaay nazar ayengay quran khud aik kuajazza hay..aap jub iss per research kerogay tu apko ahsaas hoga kay yeh quran koi insaan ki likhi hui kitaab ho hi nahin saktee..aisee kaunsi cheez hay kaun sa sawaal hay jisska jawaab apko quran main na millay..bus apko koshish kernee hay..QURAN AKBHI NAHIN KEHTA KAY USPER ANKHAIN BUND KERKAY BELIVE KERO USMIEN JO KUCH BHI LIKHA HAY WOH SACH HAY...SCIENCE HER US CHEEZ KO PROVE KERTEE HAY JO 1400 YEARZ PAHLAY QURAN NAY KAHI...ALLAH TALLA KHUD INSAAN KO KEHTA HAY KAY MERI AYYATON PER GAUR KERO..
Age: 124
7548 days old here
Total Posts: 6984
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
sall right....hum sab ko yeh sochna chahye kay hum muslim kyun hay juss b coz hum aik muslim family main paida hui.i mean hum jitna shuker kerian woh kum hay kay hum aik muslim family main paida hui, per following what our parents are foloowing..is that enough??..hum kyun maan rahay hian kay sirf Allah hi ibaadat kay laiq hay????? kis sirf iss liye kyunkay hamarey parents yeh mantey hain, PHIR HUM MEIN AUR AIK NON MUSLIM MEIN KAI FARQ REH JAATA HAY..WOH BHI APNAY PARENTS KAY RELIGION KO FOLLOW KER RAHA HAY AUR HUM BHI... humein yeh jannay kia koshish kernee chahyee kay kia waqaee QURAN ALLAH KI BHEJI HUI KITTAB HAY..in sawallon ka jawaab dhoondnay kia koshish keray insaan tu duniya aur akhirat dono usko mil jaingay
AE KHUDDDA AE KHUDDA JISS NAY KI JUSTUJOO MIL GAYA USKO TU SAB KA TU RAHNUMMA