SALL said:
aLoN3_iN_WiNd said:n NO BLA BLA BLA COZ u r in serious corner... newys none of my business
areyyyyyy
serious corner mei sir khapa khapa k mera matha ghooom gaya,,,,, no response
abhi aik silly mail kar di to..............
~khushi~ said:
brok3n_dr3ams said:you can't hate the person you love.
absolutely rite
JANUBABY said:Angel Of Love
Today, I saw an angel,
A blue sad angel, crying
I watched him
I realised he's trying
To be me
An angel trying to be me!!!
Don't you think this is stupid?
But the heart from his arms
Made me think he's a cupid
-another angel of love suffering-
I see his broken bow on the ground
No more arrows, no more love stories
And that broken heart from his hand
It makes me act like I don't want understand
That, that is my heart
Bleeding in the light of the dark
Of my world
But he's crying for me...
He cares!
In a changing wind,
in my own world,
I sit around unmoving,
lost in my thoughts.
Times that have passed,
Things yet unseen,
I travel through the shadows
lost, somewhere in between.
I view far off places,
yet nothing do I gain,
I look back upon my life,
and I remember pain
JANUBABY said:hai hi n ahi koi yahan main post band kar rahe hoon
aur alone to na pm na post pata na hikaha hai
JANUBABY said:Kash hum say Bhe itni wafa karay koee
Raah niklay KHuda karay koee
chashm e lutf o ataa karay koee
chaara gar na umeed lagta hay
mout hee ab dawaa karay koee
hay garaaN baar nafs ki zanjeer
KHatam yeh silsila karay koee
hum nay dil daydiya , rakhay, toRay
ab wahee faisla karay koee
mustahiq hum sazaa kay Tehrengay
gar KHataa doosra karay koee
jab muaiyan hay mout ka lamhaa
kiyoN dawaa o duaa karay koee
chahiye dil ko saya e gaisoo
kab talak youN jala karay koee
Hum Dostoo.n duaa ki deiN soGHaat
laakh chahay bura karay koee
Her wafaa ka jafaa say day day jawaab
Kash hum say Bhe itni wafa karay koee
JANUBABY said:
Dil ye veeraan kis liye hai aaj
raah veeraan kis liye hai aaj
dost anjaan kis liye hai aaj
aaj kyuN jhoomti nahin titli
gul pareshan kis liye hai aaj
chandni bhi lage hai madham si
chaand Hairaan kis liye hai aaj
kyuN nigaaheN badal gayeeN sab ki
rishta bejaan kis liye hai aaj
darmiaaN faasle haiN kyuN itne
waqt Hairaan kis liye hai aaj
teri aankhoN meiN khaamoshi kaisi
Dil ye veeraan kis liye hai aaj
Dost tum badal gayee ho kyuN
Wo bhi anjaan kis liye hai aaj
JANUBABY said:
WOH JO PAL BHAR MEIN
woh jo pal bhar mein chala gaya
itne durr ke phir na laut saka...
uske yaad is dil mein basee hai
us ke khushbooo is fiza mein mehak rahe hai...
mujhe pyaar hai us haseen shakaar se
jo kudrat ka anmool tauhfa tha...
jo mujhe kismat se mila thaa
bas aab intezaar hai us lamhe ka...
jis lamhe mein woh aaie ga
mujhe apnaa keh jaye ga...
woh jo lamha ho ga mere zindage ka
woh lamha mere zindage ka yaad gaar...
JANUBABY said:
aLoN3_iN_WiNd said:WELCOME BACKwowww kya baat hai... cool everyone ...
okkk im back now
friend_16 said:rite Sall isee liay tu hum dertay hein kuch bolnay say .. .. kaheen koi naraz he na hoo jai..
aur rahee baat fahad ki tu Alhumduillah majority kay parents muslims he hotay hein laiken hum muslims hoo ker bhee bht say ghalat kaam , boht say ghalat tradtions tu apna laitay hein un ko roknay ki baat ker rahee thee .. coz Quran main aur Hadit main boht ziada parents ka khayal un ki baat mannay par zooor hai .. tu hum dertay hein kaheen koi naraz he na hoo jai ..
SALL said:to daaaaant kyun rahe hoooooo
me ne kya kaha hai
har aik naimat ka hak adaa karna hota hai,,,, sirf mu se keh dena kafi nahi hota
yep i know quran pak mei me ne kahin parha tha k dua aajzi se mangte hein,, yeh nahi k sir hi char jao
ab daaaanta na toooooooooo
batau gi me tumheinnn
SALL said:
ZEESHANAHMED said:haan zaroor hoon khudgharz thora ya ziada magar faraiz poora karnay ka yeh matlab tu nahi na ab aap ki gharz poori karna Uska farz ho gya hai?
nahi,,, yeh nahi kaha me ne
par phir humein iss baat ka yakeen kyun dilaya jata hai k niyyat saaf rakho,, amaal theek rakho,, har khahish poori hogi ??
read bazu's mail
he might b wrong,,, par hum jab tak kissi aisi situation se khud nahi guzarte doosron ko tasalli dena bohot asaan hota hai..
mera khyal mei dunya ki khahish rakhna galt nahi hai,, par isse hamari priority nahi hona chaiye.... dunyavi khahish hamesha materialist nahi hoti, some ppl need a spiritual satisfaction in this world,,, we sometimes need answer to few questions
agar khahish karna galt hai to phir dua ki kya hesiyat hai ??
so far away said:HAHAHAHAHAHAHAHAHAH
U HAVE SHOWN UR SELF. NOW IT IS EASY TO DECIDE WHO IS GHATIYA .HHHHHHHHH
. R UR PARENTS BELONG TO PAKISTAN OR THEY FROM FRENCH. IF THEY R FROM PAK. IT MEANS THEY R...... AS U SAID. HAHAHAHA
I AM SORRY TO KNOW. U R LIMITED, OVERCONFIDENCE AND WHAT EVER I AM NOT INTERESTED...
IF I M GHATIYA CZ OF PAK THEN I M PROUD TO BE LIKE THIS. BUT PEOPLE LIKE U DONT HAVE ANY IDENTIFICATION. HAHAHHA I MEAN INBETWEEN ......
DHOBI KA K*U.T*A GHAR KA NA GHAT KA
VERY FUNNY PERSONALITY.
N HOW CAN I INTERESTED IN THE TOPICS OF SUCH TYPE OF PERSON. HAHHHHAHAHAHAHAHAHAHHH
Balich said:Tv Ti Baat Talen Chall to Wo To PatA hi Hay tay Dusey Channels Ti Copy Kartey Hain Na,,, And Puri Koshish Main Hotay Hain Khud Ko Farangi Sabit Talnay Main
Jahan Tak aam Logon Ti baat hay To Wo Bi Media Tay asar main Hain,,, English Lang Fasion Ti Tarha Use Hoti Hay Ab To Na ,,, Ab Paki Tion Pichay Lahain
Jahan Tak Baher Ti Countries Ti Baat Hay To
Wo To Ziada Kasoor Parents Ta hota hay ,,,
Hamari Family Main To Ghar Par Kids To Toi Norwegian Nahi Bolnay Deta Tay URDU BOLOOO khekhe APNI zuban Bi Nahi Ati etc Etc
Norwegian Sirf School And Friends Tay Saath
To Aicha Talain Chab To Kion Nahin Bolain Gay Thek Urdu Sab
Jin Logon Ko Apni Rawaeton Ki Kadar Hay And Payar Hay Wohi Urdu To Zinda rakhain Gay Na Chall
Khekhe Main Thak Dai Ab To