Age: 124
7143 days old here
Total Posts: 37
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
hiiiiiiiiiiiiiii kiya hal hy aap kahan ho janab na ata napata kiy ahoi ham sy khta ????? kush rahooooooo
Kya-kya khayaal jee se guzarte haiN subah-o-shaam zakhm naye dil meiN ubharte hain subah-o-shaam sadiyaaN guzar gayiiN haiN tumheiN bewafaa hue hum yaad tumheiN aaj bhi karte haiN subah-o-shaam reh-reh ke ,chauNk-chauNk ke maiN neeNd se jaaguN ban-ban ke mere sapne bikharte haiN subah-o-shaam jab-jab teri yaadon ki ghaTaa dil pe chhaayi hai baadal meri aaNkhoN ke baraste haiN subah-o-shaam pal-pal maiN dekhta huuN uTh ke raahguzar ko naina teri aamad ko taraste haiN subah-o-shaam mat poochiye kya aalam-e-khwaab-o-ummiid hai aNgaar se seene meiN dehakte haiN subah-o-shaam ik baar chhuaa tha tere phuuloN se badan ko ke haath ab bhi mehakte haiN subah-o-shaam
Age: 124
7143 days old here
Total Posts: 37
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
nab aap ky liy ak kalam hiiiiiiiiiiiiiii kiya hal hy aap kahan ho janab na ata napata kiy ahoi ham sy khta ????? kush rahooooooo
Kya-kya khayaal jee se guzarte haiN subah-o-shaam zakhm naye dil meiN ubharte hain subah-o-shaam sadiyaaN guzar gayiiN haiN tumheiN bewafaa hue hum yaad tumheiN aaj bhi karte haiN subah-o-shaam reh-reh ke ,chauNk-chauNk ke maiN neeNd se jaaguN ban-ban ke mere sapne bikharte haiN subah-o-shaam jab-jab teri yaadon ki ghaTaa dil pe chhaayi hai baadal meri aaNkhoN ke baraste haiN subah-o-shaam pal-pal maiN dekhta huuN uTh ke raahguzar ko naina teri aamad ko taraste haiN subah-o-shaam mat poochiye kya aalam-e-khwaab-o-ummiid hai aNgaar se seene meiN dehakte haiN subah-o-shaam ik baar chhuaa tha tere phuuloN se badan ko ke haath ab bhi mehakte haiN subah-o-shaam
Age: 124
7143 days old here
Total Posts: 37
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
MAIN SHOHAR NUMBER 420.
Main Shohar Number 420 Khirki se bahar deikhta hoon rang birangi larkiyon ko, paas se guzarte deikhta hoon.
unke shokh kaprey, unki tight jeans, mujhe jawani ki yaad dilati hain unka chalne ka andaz, unki patli kamar mere seenay ki aag bharkaati hain.
wo kehte hain yeh teri umar nahi Ishq karne ki phir kyun larkiyan muhje paas bulati hain wo kehte hain tera waqt guzar chuka phir kyun wo meri neendein uraati hain.
Main Shohar Number 420 Khirki se bahar deikhta hoon Mere saamne waali chhat par, aik larki ko khara deikhta hoon.
roz chhat pe wo aati hai apni zulfon ko lehrati hai uski adaayen deikh kar, kuchh karne ko jee karta hai.
uske gulabi honton par, aaj marne ko jee karta hai ankhon hi ankhon mein isharon se, baat karne ko jee karta ha.
wo kehte hain yeh kaam chhoR de phir kyun khud yehi kaam karte hain wo kehte hain Biwi ko cheat na kar phir kyun khud cheating karte hain.
Main Shohar Number 420 Khirki se bahar deikhta hoon
Age: 124
7143 days old here
Total Posts: 37
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
salam kiya hal hy aap ka bas janab zindagi ko dhaka lag raha hy sab ki zindagi khas nahi hoti ya hoti hy ???????????????????
khan ho aap aj kal
ak choti si tahrir hy myri shayad pasandh ay
ak mahfil main sab log roo rahy thy kisi k gam main main bhi wahan mojud tha magar roo nahi raha tha .. kuch logon ny mujh sy kaha ky tm kitny sangdil ho sab ro rahy hain tum nahi roo rahy kun? main ny kaha janab myry ansoo bohat qimti hain ,, aap to serf abhi ro rahy ho main apny anso zaya nahi kar sakta !!!!! ( kun k mujhy bar bar roona parta hy !!!!) sada kush raho aap ali raza
Age: 124
7143 days old here
Total Posts: 37
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
leharain jab beqara hoti hain , kashtiya jald parhoti hain khoishoo ka shumar kia kijiya khoishain beshuamr hoti hain .............. PIYAR SERF PIYAR SY HOTA HY PYSON SY NAHIN JANAB ALIRAZA
Age: 124
7143 days old here
Total Posts: 37
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
leharain jab beqara hoti hain , kashtiya jald parhoti hain khoishoo ka shumar kia kijiya khoishain beshuamr hoti hain .............. hi kiya hal hy janab
Age: 124
7143 days old here
Total Posts: 37
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Hello! Hello!Hello!Hello!Hello! NA MYRA THA NA MYRA HY NA MYRA HONA CHAHTA HY JISY MAIN PANA CHAHTA HOIN MUJHY WO KHONA CHAHTA HY JES K LIY RAT BHAR JAG K GUZARI HAM NY HAMAIN WO CHOR KAR TANHA SAKON SY SONA CHAHTA HY