Age: 40
7879 days old here
Total Posts: 47726
Points: 0
Location:
London, United Kingdom
Aslam o Alikum guyz and galz
here we r discusing abt Mukhtaran Mai so here is my ovservation
Mukhtaran Mai Muzafargarh ki aik tehsil main rehnye wali Mukhtaran Mai
mujhye bhi bahut afsos hia jo us ke sath hua per us se bhi zyada afsos hai jo us ne baad main khud ke sath kiya theek hia us ka sath rape hua per is main is ko itna uchalnye ki kiya baat hia i mean on international media yeh hamara national prblm hia is main kisi aur country ko involve honye ki koi zarorat nahi aur jahan tak ke us ko insaaf kyoon nahi mila abhi tak woh is liye ke woh khud nahi chati (not 4 all galz)(aurat ki izat apnye hath main bhi hoti hia) us ko apni publicity chaye pessa chaye hamari govt ne yeh to nahi kaha na ager kisi ke sath yeh sab kuch hota hia ham kuch nahi karyen gayen.... kaha hai kiya ? ager us ko insaaf chaye to usye chaye ke woh nataional courts ,lawyers,Govt se meetings kerye un se insaaf ki appel karye (4xamzple keh ager father ki death ke baad property divide hoti hai to ham khud beth ker apis main sab mamla clear kertye hain ab ager ameriaca ka koi journalist a jaye ke jee main batata hoon kiya kerna hia to ap yeh kahoo gyae na ke bhai tumhyen kis ne kaha hia ke hamrye mamlye mian tang araoo tum hotye kon ho ...and on other hand ager ap hi us ko accept ker lo gaye to phir baqi aur kiya ker sakyen gayen beshak woh ap ke relavtives main se ho ham sab ko yeh baat samjh atti hai to is case main bhi yehi baat hai woh kyoon nahi) ne ke international media ke samnye apni dastan sunaye aur udher ki invitations accept kerye aur foriegn nationalities like canada ap sab ko pata ho ga ke canada ne usye nationality ki offer ki aur canadian govt ko yeh bhi pata hai ke un ke coutry main in sab ki kiya ratio hai ap zara ghor karyen ke woh is ko yeh offer kyoon de rahi hia baqi coutries ki baqi aurtoon ko kyoon nahi including Pak aur jahan tak baat rahi burai ki to burai to rahye gi har waqt har jagha aur yeh khatam nahi ho gi woh is liye ke ham log jab buraye hoti hia to phir us ko investigate kertye hain aur investigation ke liye har baar aik hi jaga se start letyen hian jab flood atta hia to flood ko roknye ke liye kabhi bhi us ki back per band nahi banatye hamesha us se agye banatyen hian ta kye aur nuqsan na ho jab hamye yeh pata hia to yeh baat samjh nahi atti ke ham buraye ko bhi isi nazar se dekhyen.........us ke agye control aur chk rakhyen na ke phir start se investigation start ker dayen aur aik baat ham is tarhan ker bhi layen to ham buraye ko khatam nahi ker saktye han kam zaror ker saktye hain near to dead level..... or may be not.......
abhi tak sab ki post read ker ke yehi baat samjh mian aye jo ap ne read ki
and sorry if any one hurts from this espacially galz