Age: 124
7658 days old here
Total Posts: 1648
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
cf yara mera janubaba ka id tu sari dunya ko atta hai na aur bunday ka accident honay wala ho ya bunda bemar bed pay para ho tu kia pehlay batay keh main bemar honay wala hoon ya mera accident honay wala hoon aur biker you right dunya bari zalim hai?>
Age: 124
7658 days old here
Total Posts: 1648
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
wellcome sister wellcome to the jb and people she is my sister ego,s sister so kissi nay kuch ghalat kaha tu tangain toor dalay ga apun .......aray bhaiooo plz insult na karna is kay samnay izzat ka sawal hai u know lolz hahahahaha
Age: 124
7658 days old here
Total Posts: 1648
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
ok very good thank u jk(jut kurri).and wellcome to jb and wellcome to forum and wellcome to this topic.aur shy daikha aisi hoti hain sisters aur aisay hotay hain qadar daan.ub daikho daikho jealous ho rahi hai baba khud main khobian paida karo jjealous honay kay bajay.
Age: 124
7658 days old here
Total Posts: 1648
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
aay maan good main apni mujhko sula buhat thuk gia hoon. mohabbat mujh ko bhi kar attaaaaa buhat thuk gia hon. ghum bhulanay ki har dawa janay quon beasar lugti haiii. mohabbat say apni day sub bhula buhat thuk gia hoooonnn. KHUDA ki janat main janay juga millay na millay...... apnoon qadmoon kay talay day juga buhat thuk gia hoonn. janay kitni ratein guzar gain taray gintay gintay tu loory day kar mujhko day sula buhat thuk gia hoon... tera dil tu shaid buhat bara hai aaay maan magar main kar kar kay khataaaaaa buhat thuk gia hoon. main tujh say door jana bhi chahoon jaaa na sakoon day mujhko aisi koi duaaaaaa buhat thuk gia hoon ik taraf tu zindagi ka boojh liay phirta hooonnn aur phir ghamoon ka yeh silsala buhat thuk gia hoon. mohabbat kay peechay bhagtay guzar gai ik umar-a-lahasil mohabat karna,mohabbat pana day sikha buhat thuk gia hoon sagar~ kal phir say kahin bhatak na jayyyyy tu isko ajj gohar day bana buhat thuk gia hoon.
Age: 124
7658 days old here
Total Posts: 1648
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
wel thankx sana sana aur j.babe tumhain kia woh muskuratay rahain tum agar nuk chirri ho tu is main humara kia qasoor hai ub hum na muskuraiiin kia. quon cf bhai
Age: 124
7658 days old here
Total Posts: 1648
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Dil-o-nigah main basi hoi hai. Tu chandni ki buni hoi hai….. Ghazali ankhein hain saro qamat Gulab chehra hai ball khushboo Tu boll uthay tu lafz khoshbo Tu sooch lay tu khayal khoshbo Teray takulum say bun gia hai Jawab khushbo, sawal khushbo.
Age: 124
7658 days old here
Total Posts: 1648
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Ajab waiiz ki deendari hai ya RUB. Adawat hai usko saray jahan say. Koi ub tuk na samajh saka keh insaan. Kahan jata hai , ata hai kahan say??? Wahin say raat ko zulmat milli hai. Chamak tarray nay pai hai jahan say. Hum apni dardmandi ka fasna. Suna kartay hain apnay raazdaan say. Bari bareek hain waiiz ki chalain. Laraz jata hai awaz-a-azan say.
Age: 124
7658 days old here
Total Posts: 1648
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
woh jo aa jatay thay ankhoon main sitaray lay kar--janay kiss dais gay khowab humaray lay kar--chaoon main bhaithnay walay hi tu sub say pehlay--paird girta hai tu aa jatay hain array lay kar--aisa lugta hai keh har mausum-a-hijran main bahar--hont rukh daiti hain shakhoon pay tumharay lay kar--sheher waloon ko kahan yaad hai woh khowab firoosh--phirta rahta tha jo galiooon main ghubaray lay kar--naqad-a-jaan surf hoa kalfat-a-hasti main faraz--ub jo zinda hain tu kuch sansain udharay lay kar.
Age: 124
7658 days old here
Total Posts: 1648
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
ZINDAGI KAY ANGAN MAIN-TAAR TAAR DAMAN MAIN-DARD AUR HAIRAT-ZAKHM ZAKHM TASWEERAIN-NAFRATOOON KAY MAUSUM KI-BAYGUMAAN TEHREERAIN-JAISAY SARI BATON KA-DARD SAY HO NATA-JAISAY SUB KI ANKHOON SAY-JHANKTA HO SANATA-BUS HAI IK TANHAI-JO DILOON MAIN DAR AYY-MAHFILOON MAIN JA KAR BHI-DIL SAKOON NAHIN PATA-ANGANOON KAY RASTOON MAIN -BOLTA HAI SANATA-PHIR BHI DIL DAMAN MAIN-TAAR TAAR DAMAN MAIN-QABAR JAISI WEERANI-RAT JAISI KHAMOSHI-BUS GIA HAI SANATA-BUS GIA HAI SANATA-DOOR ASMANOON SAY-NOOR SA KOI UTRAY WARNA-ZINDAGI MAIN TU-MALGAJI ANDHAIROON KA-SHAM KAY LUTAIROON KA-BUS GIA HAI SANATA-BUS GIA HAI SANATA-MALGAJI ANDHAIRAY MAIN-ZINDAGI KI SHAM AYY-RAAT AUR SAWAIRA BHI-JAISAY HOON HUM MAINII-ZINDAGI MAIN MERAY TU -BUS GIA HAI SANATA BUS GIA HAI SANATA BUS GIA HAI SANATA.
Age: 124
7658 days old here
Total Posts: 1648
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
chaloo yoon hi sahi lakin yeh tu manoo kay main tum ko nahin mill sakta bongian marnay main apni aur meri posts ki diakh loo tum 2600 above or main just ....
Age: 124
7658 days old here
Total Posts: 1648
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
acha kia hoa yahan koi khanay pakanay ka program chal raha hai j.babe jiss ki tum anchor person hoo aur khana taste karnay kay baad khushi say wow kar rahi hoo????????????????????