Age: 124
7661 days old here
Total Posts: 1648
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
yaar javad main tum sya naraz hoon is liay nahin atta tum nay manaya hi nahin main aya hi nahin ...wah wah yehtu shair ho gia tum nay manya hi main aur main ayya hi nahin hahahahha
Age: 124
7661 days old here
Total Posts: 1648
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
thank u so much all people,thank u devil,thank u y mahmood,thank u theif,thank u qv,thank u wafa,thank u tarash,thank u hooray,thank u j.babe,thank u so much wol.app sub ki mohabbatoon ka behud shukria.
Age: 124
7661 days old here
Total Posts: 1648
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
thank u so much shy,aur tum aur main alag alag thori hain yaar is main jeet haar ki konsi baat hai.aur tumhari batoon ka reply kar kar kay tu main nay itni posts ki hain tum posts na kartein tu meri bhi na hotein.
Age: 124
7661 days old here
Total Posts: 1648
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
khowahishoon ka bhanwar hai,chahatoon ka sailaab hai. woh ik shakhs hi bus meray liay mahtaab haiiiiiiiii. sochnay ki hud tuk hai bus rasaii mujh koooooo. woh shakhs khushboo ya shaid phir koi sarab hai. raat raat bhar rahta hoon uss ki qurbat main. meri ankhoon main busa bus wohi ik khowab hai. bus ik shakhs kay liay bhool gia hoon sub kuch. na dostoon ka pata na dushmanoon ka hisab hai kabhi tu ho nazar -a-karam kabhi tu qarar millay hazar pardoon main chupa janay quon shabab hai. ankhoon main nazar saaf meri tasveer atti hai hontoon say kahnay main magar ussay hijab hai. baat anna ki warna hum khud hi pooch laitay. quon ho khamosh itnay? yeh kia azab hai??? shajar say saya mango aur woh saya na day. jawab ka hai quon intezar,quon itna betaab hai? hum nazrana aqedat key keh ankhoon say lagain loog kahain khareed lo yeh shairi ki kitab hai. mohabbat kay asoloon main hai umeed-a-wafa karna. nouman kay pehlo main dil us lamhay ko betaab hai