Sall
Dekho har baat par debate karna to theek nahi naat jo musical instruments k saath ajkal chalti hain just nothing iskaa gunnahh hai,
aur Hamary Nabi Hazrat Muhammad Salallah ale wa aliy he wasalm boott aur musical instruments tornay ko,,
aik chez tum note karo to har gana main shirkiaa sentenc hotay hain,,, and u know SHIRKK nothing to explain,
baki esi poetry, musical instrument, dono haram hain,
aur dekho aik chez hamary liye kafi honi chahye being a muslim k Hamary nabi nay kaha hai k MUSIC HARAM HAI ISAY SUNAA GUNNAH HAI AUR MUSIC SUNAY WALON K EARS MAIN GARAM SEESAAA DALA JAIGA,,, aur bhi bohat behanak punishments hain. i think this is not debatable for a muslim.
jahan tak baat azaan ki hai to azan kia hai iska matlab pata hai..? AZAN DAWAT HAI ALLAH KI EBADAT KI
aur Harzrat Bilal Razitala unh jesi azan kisi nay b nahi de jo itni surreli hoti thi k parindy bhi ruk jaty thay,
Aur Quran ki tilawat esay bandy say karwai jati hai jiski awaz achi ho takey log usay sunyyy aur samjhnay ki koshish karen,
Quran ko to ham samjhty hi nahi warna hum har sans lenay say pahly bhi sochen
soryy main to boht late aya
SALL said: hannn to hum keh rahe the
k
.......
we need a tune, rythm, and voice for a naat too
recitation and kiraat is not the same thing
and wot abt azaan
y dont we just "read" it
yar im not trying to compare songs with tilawat / naat
i just wanted to make clear WOT IS HARAM IN MUSIC
musical instruments
or rythme
or poetry
or loud voice
????