Age: 39
8093 days old here
Total Posts: 4177
Points: 0
Location:
Germany, Germany
Mera jeevan kora kaagaz kora hi reh gaya -2 Jo likha tha Jo likha tha aansoon sang beh gaya Mera jeevan Mera jeevan kora kaagaz kora hi reh gaya Ik hawa jhoonka aaya -2 Tuut dali se phool -2 Na pavan ki na chaman ki Kiski hai ye bhool -2 Kho gayi kho gayi Khushboo hawa mein kuch na reh gaya Mera jeevan kora kaagaz kora hi reh gaya Udte panchi ka thikana -2 Mera na koijahan -2 Na dagar hai na khabar hai Jana hai mujhko kahan -2 Ban ke sapna -2 Humsafar ka saath reh gaya Mera jeevan kora kaagaz kora hi reh gaya Dukh ke andar sukh ki jyoti Dukh hi sukh ka gyan -2 Dard sah ke janm leta Har koi insan -2 Vo sukhi hai -2 Jo khushi se dard sah gaya Mera jeevan kora kaagaz kora hi reh gaya
Age: 39
8093 days old here
Total Posts: 4177
Points: 0
Location:
Germany, Germany
ager uk national muslim hai to socha ja sakta hai leekin better hota hai apne hi mulak main shaadi kerna kjunke cultural differences boohat a jate hain aur dossra kuch pata nahin woh sahi bhi hotin hain ya nahin
Age: 39
8093 days old here
Total Posts: 4177
Points: 0
Location:
Germany, Germany
you can talk to your cousin about that maybe he will do something tell his parents to wait for atleast one year maybe he will wait you can promise him that you will marry him in future
Age: 39
8093 days old here
Total Posts: 4177
Points: 0
Location:
Germany, Germany
MAA mujhey abhi pata chala ke tumhare gher nana mehman ane wala I am really happy but please rishte daron ki waja se koi tention mat laina in per koi asar nahin bas appne husband ko samjhane ki koshish karo, allah aise rishte daron ko samjhay her jaga yehi haal hai ladkiaan pakistan shaadi ker ke phans jatin hain It is really big prob koi samghta nahin per is ki waja se boohat se gher tootte hain allah reham kare.