Age: 40
8138 days old here
Total Posts: 4177
Points: 0
Location:
Germany, Germany
kuch nahin uncle jee appko abb hamesha hum uncle hi kahain gai kjun ke ager aunty kehne main haraj nahin to uncle kehne main bhi haraj nahin hona chahiye
Age: 40
8138 days old here
Total Posts: 4177
Points: 0
Location:
Germany, Germany
kiya hua qasir jee ache baje rote nahin hain hanste hain king jee se kuch sabak lo jinke dant kabhi ander nahin jaate main to darti hi rehti hon ke kab gir jaeen
Age: 40
8138 days old here
Total Posts: 4177
Points: 0
Location:
Germany, Germany
wah wah lg maza a gaya kiya jazab diya hai king jee abb yeh bhi man lo ke app bas bongy marne main sab ke sardar ho aur app ke chailon main shamil hai Javad bhaya, TT etc.
Age: 40
8138 days old here
Total Posts: 4177
Points: 0
Location:
Germany, Germany
what qisar what do you mean with bazari ladki, her ladki to bazari nahin hoti ager appko milli to appki ghalti hai insaan ko insaan pehchaan kerni chahiye appne usko nahin pehchaana is main bechaare pyar ka kiya kassor hai
Age: 40
8138 days old here
Total Posts: 4177
Points: 0
Location:
Germany, Germany
woh bechare tumhare anokhe aur draune dant dhekh chuke hain is liye unko aur kisse ke dhekhne ki tamana nahin hain woh to eik bar hi dhekh ker darr gae hain
waise mughse kisi ne kaha hai ke tum sarkoon per samose khate phirte ho aur phir dossron per ilzaam ligate ho