Age: 39
8095 days old here
Total Posts: 4177
Points: 0
Location:
Germany, Germany
it is right baaziger jee...eik baat jo appne ki hai main bhi is per yakeen rakhtin hon ke hazrat essa is not alive he is dead....baaziger ne is ki sahi misal batai hai ke jab humare pyare nabi ne wafat paye amm insanon ki tarah to hazrat essa ne kjun nahin pai???? iska matlab hai hazrat essa sab nabioon ke sardar hain????? can you please explain?
Age: 39
8095 days old here
Total Posts: 4177
Points: 0
Location:
Germany, Germany
it is ok but phir it affects on the real life the movies kjunke woh dhekh ker logoon ke diloon main zayada nafrat paida hoti hai warna normal loog aise nahin sochte...
Age: 39
8095 days old here
Total Posts: 4177
Points: 0
Location:
Germany, Germany
yeh humara kasoor nahin hai i think unko kuch khayal kerna chahiye...pakistani film industry is not so well and famous aur waise bhi pak boohat kam aise filmain banate hain but indian make it every year...aise filmon se donon mulkoon ki filmon per asar perta hai i know i am indian but jo asol ki baat hai woh asol ki hai. unko komon ke rawae theek kerne chahiye ache filmain dhikha ker na ke kharab kerne chahiye it affects in real life.
Age: 39
8095 days old here
Total Posts: 4177
Points: 0
Location:
Germany, Germany
sahi kaha baaziger ne sachai ka rasta hamesha mushkil hota hai aur jhuut ka asaaan naiki ka rasta hamesha mushkil hota hai aur burai ka assan...kuch loog puri zindagi burai ke raste per chal ker ash kerte hain aur kuch loog puri zindagi naiki ke raste per chal ker zindagi khatam hone ke kareeb chain pate hain bas honsla mazboot hona chahiye.