Age: 39
8126 days old here
Total Posts: 4177
Points: 0
Location:
Germany, Germany
Is dunya main ache bure donon tarahe ke Mard rehte hain aur Aurtain bhi achi buri donon tarah ki rehti hain. Leekin yeh ghalat hai ke app kisi ko dhekh ker yeh keh dain ke usne talak ka right ghalat use kiya hai app kisi ke ander ke halat jaan nahin sakte.
Zaher jahan ache log hote hain wahan bure bhi hote hain. Ager kuch Mard Talaq ka ghalat faida uthate hain to kuch boohat bardasht bhi kerte hain appni biwi ki ghalat batoon ko aur ajj kal to donon hi eik tarah ho gae hain abb koi aurat mazloom nahin hai. kjunke abb islami tareeke se rehni wali aurtain boohat kam reh gai hain.
Is liye hum bas appni raye de sakte hain aur kuch nahin.
Age: 39
8126 days old here
Total Posts: 4177
Points: 0
Location:
Germany, Germany
Yeh Daulat bhi lelo Yeh Shohrat bhi lelo Bhale Cheen Lo mughse mere jawani Mager mughko lauta go bachpan ka sawan Woh Kaghaz ki Kashti woh barish ka pani
Muhale ki sabse Purani Nishane Woh Budhriya Jisse bache kehte thai Nani Woh Nani ki batoon main Paryoon Ka daira Woh chehre ki jhudhioon Main Sadiyoon Ka Phaira Bhulae nahin bhul sakta hai koi woh chooti si raatain woh lambi kahani
Kari dhoop main appne gher se nikalna woh chirya woh bulbul woh titli pakrna woh gurya ki shaadi pe larna jhagrna woh jhuloon se girna gir ker sambhalna woh pital ke chaloon ke pyare se tofe woh tuti hui chooriyoon ki nishane woh kaghaz ki kashti woh barish ka pani
Age: 39
8126 days old here
Total Posts: 4177
Points: 0
Location:
Germany, Germany
me too
Us Mod se Shuroon Karain Phir Yeh Zindagi Her Shai Jahan haseen thi hum tum thai Ajnabee
Leker chale thai hum jinhain janat ke khawab thai Phuloon ke khawab thai woh mohabbet ke khawab thai Leekin Kahan hai in main woh pehli si dilkashi Us Mod se shuroon karain phir yeh zindagi
Rehte thai hum haseen khayalon ki bheer main uljhe hue hain ajj sawaloon ki bheer main Ane lagi hain yaad woh fursat ki her gharee Us Mod se shuroon karain phir yeh zindagi her shai jahan haseen thi hum tum thai Ajnabee
Shayed yeh waqat humse koi chal chal gea Rishta wafa ka aur hi rangon main dhal gea Ashkon ki chandni se to behter woh dhoop thi Us Mod se shuroon karain Phir yeh zindagi Her Shai Jahan haseen thi hum tum thai Ajnabee