Lashakir said:
THANKS....Shaista jii and lildude
FOR LIKING POETRY...
ONE IS MORE FROM MY SIDE
,,,,,,,,,,,
Laoon wo tinkay kahin se Ashiyaanay kay liye
Laoon wo tinkay kahin se Ashiyaanay kay liye
Bijliyaan betaab hoon jin ko jalanay kay liye
Wayee Nakaami, Falaq nay taaq kar tora ussay
Meinay jiss dali ko Taarra Aashiyanay kay liye
Aankh mill jati hai hafta do do millat se teri
Aik Pemana tera saray zamanay k liye
Dil mein koi isS Tarah ki Arzoo Peda karooon
Lot jaye Asmaan meray mitanay k liye
Jama kar Harman to pehle dana dana chun kay tuu
Aa hi niklay gi koi bijli jalanay kay liye
Paas tha nakami-e-Saiyyad ka ae hamsafar
Warna mein aur Urr kaay aata aik danay kay liye!
Iss Chaman mein Marg-e-dil gaye na Aazadi ka geet
Aah! ye Gulshan nahe Aisay taranay kay
cheeta said:boys r more hard workers then gals, khudi dekh loo gal ki table hi khali hai yani koi kaam hi nahi