mezabali

Age: 38
7276 days old here
Total Posts: 7
Points: 0

Location:
islamabad, Pakistan
ur sharing is sooooooooo nice keep it uppppppppppp
take care
Posted 21 Sep 2005

mezabali

Age: 38
7276 days old here
Total Posts: 7
Points: 0

Location:
islamabad, Pakistan
zabardast
                shaab ki thanhay main ab to aaksar
                gootogo tujh say raha karty hay   
Posted 15 Feb 2005

mezabali

Age: 38
7276 days old here
Total Posts: 7
Points: 0

Location:
islamabad, Pakistan
hi to all member of janubaba.
Ussay apnay faida ki fiker thi wo jo mera wakif-e-kaar tha
Wo jo us ki subh-e-urooj thi wohi mera wakt-e-zawal tha...

Kahan jao gaye kahan aao gaye mein ye pooch pooch ke thak gaya
Wo jawab mujh ko na day saka wo tu khud hi sarapa sawal tha...

Meri baat kaise wo manta mera derd kaise wo janta
Wo tu khud fana kay safer mein tha ussay rokna bhi mahal tha...

Wo jo us ke samnay agaya wohi roshni mey naha gaya
Ajab us ki hebat-e-ishq thi ajab us ka rung-e-jamal tha...

Dum-e-wapsi arey kya hua na wo roshni na wo taazgi
Wo sitara kaise bikhar gaya wo jo aap apni misal tha...

Wo mila tu sadiyon ke baad bhi mere lub pe koi gila na tha
Ussay meri chup ne rula diya jisay guftugu mein kamal tha...

Mere saath lag ke wo roo diya mujhay sirf itna he keh saka
Jise janta tha mein zindagi wo tu mera wehm-o-khayal tha...

Posted 22 Dec 2004

mezabali

Age: 38
7276 days old here
Total Posts: 7
Points: 0

Location:
islamabad, Pakistan
hi.......
              kaha bhi tha
mohabbat roag hotee hai kaha be tha
rola kar hood be rote hai kaha be tha
kinaray kay kareeb lay ja kar
yeh kashte ko dabote hai kaha be tha
isay tum dil ki dharte ka pata maat do
yeh iss mein dard bote hai kaha be tha
mohabbat mein khushe kay baad gham ki roat
bohat nazdeek hote hai kaha be tha
lota kar dil ko ronay say be kia hasil
bohat nayab mote hai kaha be tha
azaal say is ki fitrat hai zamany ko
jaga kar hood sote hai kaha be tha
yeh sar say paao tak bas rakh kar day gi
bohat baydard hote hai kaha be tha

kaha bhi thakaha bhi tha
Posted 20 Dec 2004

mezabali

Age: 38
7276 days old here
Total Posts: 7
Points: 0

Location:
islamabad, Pakistan
hi to all member of janubaba....
i m a new commer..........this side is very nice and special poetry.
Posted 19 Dec 2004