Age: 125
7107 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
koi chance wance nahin dayna chance insaan ko dosri ghalti ki taraf mayel karta hai jabkay saza usay batati hai kay uski ghalti say usay kia nuksan hosakta hai.
Age: 125
7107 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
meray name kay to sakhi bantay hain or yeh fifty fifty hai. jahan tak main nay is topic kay baray main padrha hai us say to lagta hai kay padrtay hain lekin kahli meanings say kuch nahin hota han albata name kay spelings or date of birth say albata padrta hai.
Age: 125
7107 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
mr_janah har insan kay apnay khyalat hotay hain or kabhi apnay nazryiay say dosray insan ko nahin napna chaye kiynkay hosakta hai ap khud 5years kay hon agay ap samghdar hain. main allah kay fazal say paki hon or rahon ga par jo haqiqat hai woh haqiqat hai. azem woh hotay hain jo qurbanyia dayn na kay a c main beth kar tarkrirayn gharayn or fight kay waqat khud ghayeb hojatay hain hazor pak say to koi bhadr kar nahin hai na jab woh khulay madan main doshmano say ladrkay zakhmi ho saktay hain to quid ko kia hota hai takrirayn jhadr kar apna ulho sedha kia hai or kuch nahin.
Age: 125
7107 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
meray nazriay say to( bhagat singh)azadi ki ladraye main or uskay bad pak main esa koi bhi nahin sawaye meray jo greatest ho.saray apnay matlab kay thay specialy quid-eazem srif leadri chamkaye hai or kuch nahin.
Age: 125
7107 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
yar mughay tumhari batayn padr kay lagha tha kay tum imran series padrtay ho. or urdu ki baat isliay ki kay ajkal sab ko toti photi english bolnay ka boht shooq hai lekin lagta hai tum is say bacha huway ho.