mmja

Age: 124
7060 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
apkay khyial main kyia hona chaye
Posted 09 Jul 2007

Topic: LAL MASJID

mmja

Age: 124
7060 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
nikama said:

aslaha shaid un ko khud gov.agencies ne hi provide kia ho.i.s.i ka office masjid k paas hi he,its impossible k mosque main vo sab terrorists jin ka ab gov naam le rahi he,itne sare arms aur ammo k saath aa ker beth gay aur gov. ko pata bh nahin chala


bhai gov ko sab pata tha or pichlay 6 month say gov or molve hazrat ke bat cheet chal rahe the mughay lagta hai gov srif is chez ko sahi time pay use karna chate the is time kaye issues gov kay khalaf hai jis main awam bhe gov kay khalaf hai lakin is mamlay ke wajahs ay woh sab aik side pay ho geyia or gov ko awam ke support bhe mil gaye daykha jaye to gov ko har tarif say fayiada hai
Posted 09 Jul 2007

Topic: LAL MASJID

mmja

Age: 124
7060 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
sun_shine said:

Hum nay yeh nahi kaha k yeh molvi saheb theek hain,Balkay hum yeh keh rahay hain k yeh molvi sahibaan ko badnaam karnay ka ek plan hain.Yeh Govt ki na ehli ka saboot hain aur shayad ek political plan bhi.kyunki jahan Govt nay Bajaur main madrassay pe attack kiya to kya inko yahan pe attack karna koi mushkil lagta hain.Nahi sirf Public ko bewakoof bana rahay hain.


agree kay gov jaan kay kuch nahin kar rahe balkay mamlay ko lambha kar rahi hai takay kaye tarahn kay fayeday uthaye ja sakayn us bat ko main manta hon lakin gov kay ghalit honay say under bethay molve hazrat bhe theek nahin hain woh bhe ghalt kar rahay hain gov jo kuch bhe kar rahe hai kam say kam islam ka naam lay kay to nahin kar rahe na jabkay molve hazrat aik tarif to ghalt kam kar rahay hain dosre tarif islam ka nam lay rahay hain islam kabhe bhe khudkash hamlo or masom bachon ke jano say khelnay ke ijazat nahin dayta chaye woh bachay non muslims he kyion na ho yahan to phir musilms hain
Posted 09 Jul 2007

mmja

Age: 124
7060 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
cong
Posted 09 Jul 2007

Topic: 2007 GAME

mmja

Age: 124
7060 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Q3=the perfect storm
Posted 08 Jul 2007

mmja

Age: 124
7060 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
akelay na jana hamayn chor kay
Posted 08 Jul 2007

mmja

Age: 124
7060 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
ako naye
Posted 08 Jul 2007

mmja

Age: 124
7060 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
rock the world

























Posted 08 Jul 2007

mmja

Age: 124
7060 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
real angel on earth
Posted 08 Jul 2007

mmja

Age: 124
7060 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
inshalah
Posted 08 Jul 2007

mmja

Age: 124
7060 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
TUM AYE TO BHAR AYE
NA NIMKO AYE NA SHARAB AYE
Posted 08 Jul 2007

mmja

Age: 124
7060 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
umeed ke kashte ko duboyia nahin kartay
sahil ager door ho to royia nahin kartay
rakhtay hain jo dil main tarap kisi ki
wo loog to ratoon ko bhe soyia nahin kartay
Posted 08 Jul 2007

mmja

Age: 124
7060 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
London_Girl said:

thanx MMJA..


you most welcome mem
Posted 08 Jul 2007

mmja

Age: 124
7060 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
great work LG especialy second one
Posted 08 Jul 2007

mmja

Age: 124
7060 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
full attack from army
ghazi sahib ko ab marnay kay sawah kuch nahin milayga
mma ko daykhna chaye kay kahin say unkay vote bar sakte hain masharif kay khalaf batay kar kay
Posted 08 Jul 2007

Topic: LAL MASJID

mmja

Age: 124
7060 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
sun_shine said:

Dekhiye.pehlay Aap forum main dekh lejeye.kitnay log in Madrassa aur Molvi hazraat k khilaaaf hain.Kyun?Public agar inhain bura samajhti hain to wo bhi to apni jaga theek hain kyunki wo tasweer ka ek rukh dekh rahay hain.


ss je main apke bat samgh raha hon chelo main apke bat maan layta hon kay molve sahib theek hain lakin ap aik bat batyio under jo zakhime or masom bachay or khuwateen hain unka kyia kasore hai unko to molve sahib janay dayn na bad main apna jahad karayn or aik or bat ap say pochna chata hon 17,18 saal kay student jo islaam ke edgucation laynay aye hain unkay pas itna asla or tarbeyiat kahan say a gaye kay woh 6 dino tak aik army ka mukabla kar rahay hain
Posted 08 Jul 2007

mmja

Age: 124
7060 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Ashii said:

aik line aap banao ge
aik me
aik bush sahab
aik apne taliban bhai

end mei line banane waale hi bachein ge bass


aik masla hai jo line banayega kyia woh khud kisi or ke line main nahin hoga kyia?to bachay ga kon
Posted 08 Jul 2007

mmja

Age: 124
7060 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
bus kyia kars aktay hain lakin molve hazrat ka bhe aik openion hai woh bhe ana zarore hai
woh kehtay hain kay hamayn itnay pesay nahin miltay kay hum apna guzara kar sakay or hamayn madarson or masajid ko bhe chalana parta hai jis kay liay hamayn pesay chaye hotay hain unke bat bhe apne jagha theek hai lakin meray khyila main unka tarika ghalt hai jiske wajah say yeh masla hotsa hai nahin to islaam kay nam pay loogon kay hath or dil aj bhe kholay hain.
Posted 08 Jul 2007

Topic: Welcome Back

mmja

Age: 124
7060 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
sun_shine said:

Thanks alot All of You
Yaa Hum bji exam ki raat ko hi parhtay hain


you most welcome je
aray yeh to ache bat nahin hai na meray jesay students esay karayn to samgh ata hai apko to esay nahin karna chaye na.
Posted 08 Jul 2007

mmja

Age: 124
7060 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
bus kyia kar saktay hain inko daykh kay he to logoon nay inkay khalaf bolna shorow kar deyia hai or phir kehtay hain kay hamayn badnam keyia ja raha hai

badnam hotay hain woh jo ahlay nam hotay hain
unka keyia jinkay namo pay nishaan hotay hain
Posted 08 Jul 2007

mmja

Age: 124
7060 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
angel
Posted 08 Jul 2007

mmja

Age: 124
7060 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
dil dewana bin sajna kay manay na manay na
Posted 08 Jul 2007

mmja

Age: 124
7060 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
dheray jalna dheray dheray jalna
zindge ke lo pay jal na

next

cash
Posted 08 Jul 2007

mmja

Age: 124
7060 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
DHOKA MILA JAB PYIAR MAIN
ZINDGE MAIN UDASE CHA GAYE
SOCHA THA CHOR DAYNGAY IS MAHELAY KO
PAR KYIA KARAYN MAHELAY MAIN DOSRE A GAYE
Posted 08 Jul 2007

mmja

Age: 124
7060 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
MUGHKO APNAY HAZOOR REHNAY DO
KUCH MERA BHE GHAROR REHNAY DO
MUSKRAHIT NA ROKNA APNE
MERI ANKHON MAIN NOOOR REHNAY DO
RASTON KA KHUMAR KAFI HAI
MANZALON KA SAROR REHNAY DO
TOOTNAY MAIN AJEEB LAZAT HAI
TUM MUGHAY CHAKNA CHOOR REHNAY DO
Posted 08 Jul 2007

mmja

Age: 124
7060 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
AY apke dono boht ache hain lakin mguhay second wale zeyiada ache lage
Posted 08 Jul 2007

mmja

Age: 124
7060 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
London_Girl said:

Masoom Mohabbat ka bas itna Fasana hay,

Kaghaz ki Hawaili hay aur Baarish ka Zamana hay...

Kya shart-e-mohabbat hay, kya shart-e-zamana hay,

Awaz bhi Zakhmi hay aur Geet bhi gaana hay...

Us paar utarnay ki Umeed bohat kam hay,

Kashti bhi Puraani hay aur Toofan ko bhi aana hay...

Samjhay ya na samjhay wo Andaaz Mohabbat kay,

Aik shakhs ko Aankhon say Shair sunana hay...

Bholi si Adaa koi phir 'Ishq' ki, zidd par hay,

Phir 'Aag ka Darya' hay aur 'Doob' kay jana hay...!!!


zabardast khas kar bech ke 4 lines
Posted 08 Jul 2007

mmja

Age: 124
7060 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
London_Girl said:

Woh Kehte Hain Bewafa Hum Ko!

Saza Pe Chor Diya Jaza Pe Chor Diya
Har Ek Kam Hum Ne Khuda Pe Chor Diya

Woh Hum Ko Yad Rahkta Ya Bhula Deta
Usi Ka Kam Tha Usi Ki Raza Pe Chor Diya

Us Ki Marzi Bujha De Ya Phir Jala Rakhe
Cheragh Hum Ne Jala Kar Hawa Pe Chor Diya

Us Se Baat Bhi Karte Tu Kis Tarhan Karte
Yeh Masal Dua Ka Tha Dua Pe Chor Diya

Iss Liye Tu Woh Kehte Hain Bewafa Hum Ko
Ke Hum Ne Sara Zamana Wafa Pe Chor Diya


Posted 08 Jul 2007

mmja

Age: 124
7060 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
London_Girl said:

Kabhi hai talkh sa lehja kabhi SABA ki tarhan

Mizaaj apna badalta hai woh hawa ki tarhan

Woh apne aap se begaana kar gaya humko

Ek ajnabi jo mila khaas aashna ki tarhan

Qadam Qadam pe bhatakna qabool hai mujh ko

Agar tu saath rahe mere rehnuma ki tarhan

Hum us ki yaad ko Dil se lagake jee lenge

Bhula sake to bhulade woh bewafa ki tarhan...


2 good specialy last 2 lines
Posted 08 Jul 2007

mmja

Age: 124
7060 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
London_Girl said:

Yaadein us ki...
Kis qadar kaam badha deti hain yaadein us ki
Neend aakhon se uda deti hain yaadein us ki

Mein ne chaha jise usko maaloom nahi
Mujh ko deewana banadeti hain yaadein us ki

Mein bhatakta hoon agar raat ke sannate mein
Hosla aur bhi badha deti hain yaadein us ki

Jab bhi hota hai gumaan us ki rafaqat ka
Faasle aur bhi badha deti hain Yaadein us ki...


wah je wah
Posted 08 Jul 2007