Age: 124
7060 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
WOH CHAND CHUP GEYIA MUGHAY RAAT SONP KAR ANKHON KO INTEZAR KAY LAMHAT SONP KAR AIK SHAKS THA JO MUGH SAY BICHAR GEYIA ANKHON KO MERI MOSAM-E-BARSAT SONP KAR
Age: 124
7060 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
apki dosti ko hum istrahan mantay hain k isay nibhana apna emaan mantay hain hum woh nahin jo dosti main jaan day dain q k dost ko hum apni jaan mantay hain
Age: 124
7060 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
thanks a lot je lakin masla yeh hai jis subject main meray marks kum aye hain us subject ki mem nay kaha tha kay meray marks class main sabs ay zeyiada ayengay us subject main or usi main achay nahin aye
Age: 124
7060 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
shoib,gul nahin thay uskay alawah asif nay test matches main jitne bowling ki hai ab ager woh bechara ground main bhi a jaye to bari bat hai or jahan tak apno batsmeno ki bat hai to woh becharay dead pitches pay kheel kay player banay hain woh kyia karayn ager result acha chaye to pak main pitches kay standard ko improve karna parayga ya phir shoib akhter kay nakhiray bardasht karnay parayngay nahin to yehi kuch hoga
Age: 124
7060 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
saray hi bata deyiay koi to meray liay bhi chor deyia karo or yeh kyia hum do din nahin aye or ap logon nay larna shorow kar deyia aray jisko chaye is time meray 5 points hi hain woh lay lay or plz laray na
Age: 124
7060 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
KYUN USNE MUJHSE NAATA TORE LIYA, KYUN MERI MOHABBAT SE YUN MUUN MORE LIYA, MAINE USKO KHUD KO BHULA K CHAAHA, USKI HER KHUWAHISH,HER KHUSHI KO SARAAHA, WOH MERE JEENEY KA IK IHSAAS THI, KIYA HUA GAR SAATH NA HO,PHIR BHE MERE PAAS THI, MERA DIL USKE NAAM HE SE TOU DHADAKTA THA, SEENEY MEIN USKI CHAAHAT KA IK SHOLA SAA BHADAKTA THA, MAI KIYA KARUN K AB WOH MUJHSE NARAAZ HAI, MERE ZINDAGI KO AB JEENEY PER BHE AITRAAZ HAI, SAANSON KA YEH SILSILA KAHIN TOOT NA JAAYE, KHUSHI K BAAD AB GHAM BHE KAHIN MIJHSE,ROOTH NA JAAYE, MAALUM HOTA GAR USKI BEWAFAAI KA TOU IN PYAAR KI GALIYON MEIN KABHI JAATA HE NAI, PER JEE BHE NAHIN SAKTA USKE BIN SHAYAD MAI BIN USKE JEENA CHAHTA HE NAI.....
Age: 124
7060 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
yeh bhi hai lakin faslafa har kisi ko pasend nahin ata na uska kyia karayn exams ka to ab result bhi ana shoro ho geyia hai abhi tak to thek hi a raha hai agay daykhay kyia hota hai or apki study and life shife eksi ja rahi hai je