Age: 125
7098 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
cutefriend said:
Fairl_Girl said:
mmja said:
fg thanko yara aik bat pehlay he bata don yeh zara mody hai isay josh main nahin pata chalta kay yeh kis taraif firing kar rahe hai bad main na kehna khabar na hoye
thx kis liye
arye FG kiya ker rahi ho yarrrrr apun ki jaan khatrye main hai
Age: 125
7098 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Fairl_Girl said:
mmja said:
fg thanko yara aik bat pehlay he bata don yeh zara mody hai isay josh main nahin pata chalta kay yeh kis taraif firing kar rahe hai bad main na kehna khabar na hoye
thx kis liye
lol kenay kay liay akhir apnay itne mehnat say likha hoga
Age: 125
7098 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
sun_shine said:
yaa i think songs jinka music buhat fast hota hain jaisay himesh reshammiya kay songs ka hota hain woh insaan 5 minutes se ziyada bardasht nahi karsakta. AR Rehman ki music buhat achi aur change hoti hain.
hum ar rehman ka musci badra diffrent hota hai khas kar uskay songs main jo talyian bajte hain woh badre achi lagte hai or fast song to bus shogal melay kay liay hi hotay hian
Age: 125
7098 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
humm ap bhi apnay point pay ticky hoye hain ok m.yousif nay aj phir sabit kar deyia sukay sath na insafi hoye hai ap pathan ya youghrag kay haq main kyia points dayngi
Age: 125
7098 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
ap sahi keh rahi hain mughay khud shoiby srif bowling karta hi pasend hai dil karta hai usay daykhta hi rahon par yahan case zara diffrent hai na ager uski saza maf ya kam na hoye to uska cricket khaylna ka agay koi chance nahin rahayga isliay kaha kay movies maintry mar lay
Age: 125
7098 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
kuch khuwab hai jinko likhna hai tabeer ke sorat dayne hai kuch loog hain ujadray dil walay jinhay apne mohbat dayne hai kuch phool hai jinko chunna hai or har ke sorat dayne hai kcuh apne nainday baqe hain jinhay bantana hai kuch logoon main unko ko bhe to rahit dayne hai aye umar rawah ahista chal abhe khasa qarz chukana hai
Age: 125
7098 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
asaneyion say poch na manzal ka rasta apnay safar main rah kay pathar talash kar zaray say kayenat ke tafser poch lay qatray ke waston main samndar talash kar
Age: 125
7098 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
yaro esay na kaho aglay ki ghalfrieng usay chor kay bhag gaye thi uskay dukh main hi dukhi rehta hai har waqt par apni ghaltfriend ka badla hum logoon say pata nahin kyion lay raha hai
Age: 125
7098 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
dopahir ko repeat hota hai orignal timing wohi hain jo sunshine nay bataye shukryia je mughay bhi nahin pata tha wesay is dafa price money pehlay say kum ho gaye hai sho shad na halakay is dafa to increase honi chaye thi
Age: 125
7098 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
i agree with vin lakin ager zarori hai to karni chaye lakinager srif time pas kay liay hai to nahin karni chaye or is bat ka khas khyial rakhna chaye ay apki family is say hurt na ho kyionkay ajkal esa daykha geyia hai kay after marriage bhe khuwateen srif apna carrer banay kay liay jobs karti hian jiske wajah say unki families or khas kar bachay hurt hotay hain to esi halit main nahin karni chaye ager koi majbori hai ya woh samghti hain kay woh jobs kay sath apna ghar bhi manage kar sakti hain to us main koi boraye nahin hai balkay main to kehta hon is sorat main unhay karni chaye takay woh apnay bachon ki behtar tarbeyiat kar sakayn kyionkay woh dunyia ko face kar chuki hongi or apnay bachon ko sahi tor pay guide kar sakayngi yeh decision soch samgh kay layna wala hai or koshish karni chaye kay rite decisin ho
Age: 125
7098 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
kuch bhe hai mughay nahin lagta pak or india ki dosti ho sakay uski boht sir reasons hain lakjin ameed ki ja sakti hai kay shayed kabhi ho jaye wesay hamayn chaye kay hum musilms pehlay apis main to dosti kar layn sheyia soni say soni wzabi say weghaira weghiara apis main ladrtay rehtay hain bachon wali baton pay pehlay apis kay in mamlat ko soljhayia jaye phir india say dosti ki bari ayege ager iskay beghair hum dosti kay liay jaynengay to kuch fayiada nahin kyionkay jab hum apis main hi dost nahin to phir dosron kay kesay ho saktay hain isi tarahn indians ko bhi apnay ghalt kisim kay samagi farik ko matana hoga or apis main aik dpsray say nafrat khatum karni hogi nahin to hum kuch bhi kar layn koi fayiada nahin hai