Age: 124
7095 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
mughay gangster ka hi aik song NAJANAY KOI KESI HAI YEH ZINDGANI HAMARI ADHORI KAHANI bhi pasend hai iskay ilawah udit naryian ka film refugi say aik song RAAT KI HATHELI PAY CHAND MUSKRATA HAI boht pasend hai uper wala na karay kay mughay kabhi nasibo lal kay songs pasend hon bus mughay uski dleeri boht pasend hai kay esay ganay gati hai phir bhi sharim nahin ati
Age: 124
7095 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
aray sory kar kay hamayn parayia na karayn je ap sahi keh rahi hain bus kyia karon shoiby kay case main thora jazbati hon isi wajah say aksar walid sahib or bhai say bhi phada ho jata hai wesay apko konsay players pasend hain pak main or world main
Age: 124
7095 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
woh konsay khushnasib dramay hain tell tell yeh to hai insaan apni marzi ki cheez laye or daykh lay par tv pay kuch na kuch time pass ho hi jata hai nahin to boht boreyiat hai life main
Age: 124
7095 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
mughay nahin pasend kyionkay aik to uskay judge chandray hotay hain dosra wahan singing say zeyiada acting hoti hai big bose ap main say kisi nay daykha hai
Age: 124
7095 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
mera case thora different hai mughay samgh bhi a jati hai or jab ghar main karta hon to kar bhi layta hon lakin test or exams main ghalt kar dayta hon sho shad na
Age: 124
7095 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
sun_shine said:
yaa mujhay achay nahi lagtay. laikin main ek baat kehti hoon kay aksar aankhon dekha bhi such nahi hota.aur jaha tak baat hain unki harkaton ki to shayad woh sirf ilzaam ho ya shayad sach ho. per thodi buhat burai to har insaan main hoti hain.
yehi to main kehta hon ager us main boryian hai to apni jagha lakin team main woh cricket khaylnay kay liay hai or jitne woh bechara fight karta hai mainay pak main boht kum players ko utni fight kartay daykha hai bilkul ded pitches pay bechara itna zor lagata hai kaye dafa woh fit bhi nahin hota lakin phir bhi pak kay liay pori jan marta hai ager usko na pasend karna hai to is wajahs ay karo kay woh acha player nahin hai na kay siliay kay us main koi or boraye hai
Age: 124
7095 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
sun_shine said:
college main shayad hi kabhi mujhay mathematics samajh main aaya ho.maths kay period main hum yaa to india pakistan ka match radio pe suntay thay ya to apni friend ko haath dikhatay thay.
is mamlay main main akheer tha jis din match hota tha sab jantay thay kay meri chuti hoge
Age: 124
7095 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
hum apni pori koshish kartay hain agay uper walay ki marzi kay woh milta hai kay nahin ager usnay hamari takder main likha hoga to mehnat karnay say mil jayega ager nahin likha to phir bhi hamayn uska shukar ada karna chaye kyionkay hamari mehnat ka ajar hamayn aik din zaror milayga or han danie je sabar karnay ka yeh matlab nahin hai kay hum hath pay hath dhar kay baith jayen balkay iska matlab hai kay ager koi chezz nahin bhi mili to isko uper walay ki raza samghay or is main bhi hamaray liay koi behter chez he hogi kyionkay jo karta hai woh karta hai or jo woh karta hai sahi karta hai