Age: 125
7103 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
thanko sir je but i am still not conv apke bat bhe theek hai or meri bhe to mera khyial hai hamaynchaye kay is topic ko close kar daytayn hain kyionkay yeh aik boht lambhe bhes hai abhe eid hai zindge rahe to eid kay bad dobara start karayngay
Age: 125
7103 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
ache bat to hai lakin balage ka har drama lay layta hai koi standard hona chaye na abhe main nay pichlay dino usay kahin to hoga main daykha tha mughay uska rol nahin pasend ayia woh apnays ay ghetyia actors kay samnay chota rol kar raha tha sho shad or han aj kal uske koi movie bhe nahin a rahe lagta haimovies say out ho geyia hai
Age: 125
7103 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
srif yeh he nahin balkay tamam reality shows ka result singing kay hasab say boht bora hota hai awam achay sing ko nahin balkay usay vote karte hai jo ksii wajah say awam main click ho jaye fav judg=sonu nigam fav male sing=karunyia,amay fav female sing=monale,menal jeen
Age: 125
7103 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
aik bat pochne hai apsay jab HAZRAT UMAR say poch geyia kay apkay bad kinko hakomat de jaye to unho nay jin 5 logon kay naam liay thay woh saray mahajer thay kyia HAZRAT ke tablikh ke wajah say koi insaar is qabil nahin tha kay woh hakomat karsakay jabkay unho nay islam kay naam pay jo keyia woh hum sab jantay hain yeh aik farik tha apno main or dosro main ap mere bat manay ya na lakin har insaan ke apne soch hote hai sir ab iska ans bhe day dayn
Age: 125
7103 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
In the times of other caliphates, wars continued in persian and roman lands. At this point, I will ask you a question, do you think, any army of volunteer soldiers, ill equipped, ill trained, and much smaller in number than super powers of that time would dare to militarily challenge them? sir aj main srif iska jawab donga yahan tak to theek tha lakin wahan jakay yeh kaha kay hadyia do ya musilman ho jayio jiske wajah say kuch lalche or gharib loog uper say musilman hogay hadeyiay ke wajah say lakin woh dil say musilman nahin huway thay jiske wajah say unke ayenda nasilayn islam say door hate gaye jo aj kal hamayn saf nazar ata hai