Age: 124
7255 days old here
Total Posts: 114
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Jaa Rahe Hoo Phir Se Mujhe Rula Rahe Hoo Sapne Deekha K Deep Bujha Rahe Hooo Kion Suna Rahe Hoo Aur Ab Kion Tarpa Rahe Hoo Humari Zindagi Le Ke Kahan Jaa Rahe Hoo
Bata To Doo K Humien Chorh Kar Konsa Sagar Pa Rahe Ho Sagar To Hi Hai Meri Zindagi Bhii Ab Kisko Sagar Bana Rahe Hooo Na Jao Kahien Ke Ab To Hai Andaz E Ravan Aur
Kion Itne Kadam Door Jaa Rahe Hoooo Pass Ana Hai Mushkil Gar Tera Mujhe Phir Kion Nahi Bula Rahe Hoo Mien Pass Ana Chata Hoon Tere
Mujhe Kion Doori Ka Ehsas Dila Rahe Hoo Kion Door Jaa Rahe Hoo Kion Muskura Rahe Hoo Kiya Khush Hoo Tum Bhi Ya Meri Tarah Ansoon Baha Rahe Ho
Dil Mien Kiya Hai Tere Yeh Janta Hoon Mien Bhi Par Lagta Hai K Tum Bhi Meri Trah Kuch Chupa Rahe Ho Pyar Hai Humari Zindagi Par Chor Ke Ja Rahe Ho Kion Ajj Mujhe Is Gham Mien Ab Aur Tarpa Rahe Ho
Ajana Jaldi Se ,K Dil Lagta Nahi Hai Tere Bin Humien To Tum Udass Karke Ja Rahe Hoo Pyar To Hai Magar ,Is Pyar Mien Tarpa Rahe Ho
Age: 124
7255 days old here
Total Posts: 114
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
What Good Is Love
I waited for your love in hope, That ours would come again, And make me feel the things I felt, When we were one, back then.
But time and distance have erased, The things I wished anew, And now I find myself alone, Though I am here with you.
What good is love, that does not touch, What good is love, that gives you pain. What good is love, that makes you run, And makes you lost out in the rain.
I traveled to another world, Out far beyond the one we knew, I thought that I could live again, And now I find I'm back with you.
But what of hearts that beat as one, And what of passion and embrace, Is it too much to ask of you, To make these tears of mine erase.
What good is love, that does not touch, What good is love, that gives you pain. What good is love, that makes you run, And makes you lost out in the rain.
Too painful this - to journey back, To times of love and laughter free, The times we lay together with A sense of you , a sense of me.
So now, I journey on alone, Forever wandering, in my thoughts, And I shall ask you once again, What good is love.
Age: 124
7255 days old here
Total Posts: 114
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
guzartay lamho main thak gaya hoon, bikhar gaya hoon main saathiyon say bichar gaya hoon ye saathion kee mufarqat bhee ajeeb shay hay kay jitna arsa ye saath chaltay hain chotee chotee fuzool baaton pay rooth jatay hain aur lartay hain doston kay jawaan iraday shikast kartay hain raastay kee saaoobaton say inhain daratay hain aap dartay hain manzilon ko pukartay hain magar inhee kay wujood hain jo musafaton ko nikhartay hain guzartay lamho main sathion say bichar gaya hoon main apnee tanhaee kay tahayyur say dar gaya hoon main wo musafir hoon jis kay paaon main manzilain hain na rehgyzar hay.............
Age: 124
7255 days old here
Total Posts: 114
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Apni soi hoi dunya ko jagalon to chaloon Apne gham khane mai ik dhoom machalon to chaloon Aur ik jAm`mai Talkh charhalon to chalon Abhi chalta hoon zara khud ko sambhalon to chaloon Jane kab pi thi abhi tak hai Mai`Gham ka khumar Dhondla dhondla nazer ata hai jahan bedar AAndhyan chalti hain dunya hoi jati hai ghubaar Ankh to mal lon zara hosh mai ajaon to chalon Wo saher wo Ejaz kahan hai Lana Meri khoi hoi awaz kahan hai lana Mera tota hua saaz kahan hai lana Ik zara Geet bhi is saaz pe galon to chalon Mai thaka hara tha itne mai jo aye badal Kisi matwale ne chupke se barhadi bottle Uf wo rangeen porasrar khayalon k mahal Aise do chaar mahal aur banalon to chaloon Mughse kuch kehne ko ai hai mere dil ki jalan kya kia maine zamane mai nahi jis ka chalan Anso tum ne to baar bhigoya daman Apne bheege how daman ko sokhalon to chaloon Meri aankhon mai abhi tak hai mohabbat ka ghoror Mere honton ko abhi tak hai sadaqat ka ghoror Mere maathe pe abhi tak hai sharafat ka ghoror Aise wehmon se bhi ab khud ko nikalon to chalon
Age: 124
7255 days old here
Total Posts: 114
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Mairy Dil ki Rakh
Mairy dil ki rakh kareed mat ussy muskra key hawa na dey Yea charag to phir charag hai kehin tera hath jala na dey Ney door key ney kheab hain,Ney mosmoo key gulab hain.............. Yea mohabbton key charag hain,inko nafrtoo ki hawa na dey
Zara dekh chand ki paytyoon ney bikher bikher key tumam shab Tera naam likha hai rayt(sand) par,koi lehar aa kar mita na dey Main udasyian saja na sakon iss jismo-i-jahan k mazar par Na diye jaley mairi ankh main mujhy itni sakhat saza na dey
Mairy sath sath chulney key shooq main bari dhoop uthey ga Tera naak naqasha hai moom ka,kehen gham ki aag jhula na dey Main ghazal ki shabnami ankh say dokhoon k phool chuna karoon Mairy saltnat maira fun hai Mujhy taj-o-takhat Khuda na dey
Age: 124
7255 days old here
Total Posts: 114
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Tu kahin bhi rahe sar pe tere ilzaam to hai tere haathon ki lakiiron mein mera naam to hai ....... Mujhko tu apnaa bana ya na bana teri Khushi tu zamaane mein mere naam se badnaam to hai ..... Mere hisse mein koi jaam na aayaa na sahi teri mehfil mein mere naam koi shaam to hai .... Dekh kar log mujhe naam tera lete hain is pe main Khush hoon muhabbat ka ye anjaam to hai ..... Woh sitamagar hi sahi dekh ke usko Sib shukr is dil-e-bimaar ko aaraam to hai ...
Age: 124
7255 days old here
Total Posts: 114
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
AapKAy NAam JB (JANUBABY)
Dosti Ka Pehla Pegam Apkay Naam Zandagi Ki Akhri Sham Apkay NAam Iss Safar main hUmsafar Hain hUm DOnn0 IS Dosti Ko Nibhana Hain Apka Naam
IS Qadar hUmari Chahhat Ka Imtehan Na LiJiye kyUn hO hUmSay KhaFaa Bayaan tO KiJiyE KAr DeJiye MAf Agar hOgaye hUmSay Khataa Yu YAad Na KArke Saza Na DiJiye
RishTo0n Ki Yeh Duniya Hai NiraLi Sab Rishto0n Say Pyari Hai dOSti tUmhari ManZo0r Hai AanSu Bhi AanKho0n Main HumaRe Agar Aah JAye MusKan hout Pe TumhaRay
KHUDA SaY Tho0ra RaHam KhaReed LaitaY Aap Kay ZakhMo0 Ka MArham Khareed LaiTay Agar Kahi Bikhti Kushiyaan Meri tU Sari Bech Kar Apka haR Ghum KhaReed LAiTay
Jaam PAy Jaam Peenay Say Kia Faida ShaM kO Pi sUbha Utar JAhayGi Aray dO Bo0nd aPni dOSti Ki PiLa DaY ZandaGi Sarri NAshe Main GhuzAr JayeGi
FiZa Main Mehakti Ek Sham hO0 tUm Pyar Main ChaLakta JAam ho0 tUm SeeNay ChuPayEe PhirTay Hain hUm YAad tUmhaRi Meri ZandaGi Ka Do0sara Naam ho0 tUm
WadAy PAy wOh AaetBAr Nahi KArTay Hum Zikr-e-MoHabbat Sare BAazar Nahi KArTay Darta Hai Dil Unki Ruswai Say aUr wOh SoChTay Hain hUm UnSay PyaR Nahi KartaY
HAr KAdam Per ImteHAn Laiti Hai ZandaGi HAr Waqt NAyaa Sadma DEti Hai Zandagi hUm zandagi Say Kia ShikWa KArain Aap JAiSay Dost Bhi Tu Daitay hain ZandaGi
KAsh wOh NagMAe HumaY sUnayee Na hOte Aaj Unko SUn KAr AanSo0 Na Aye hoTay Agar Issi Tarha Bho0l HEe Jaana thA tU Itni Gehrai Saay DiL Main SAmayEe Naa hOtaY
Age: 124
7255 days old here
Total Posts: 114
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Loneliness
Loneliness is about talking to the winds and walls
Calling out to the deaf
Watching the wraiths and the unapparent
Accompanying solitude
Sensing the tumult of intellect
Sharing grief with sorrow
Observing joy from afar
Listening to the silence
Spending tears as flowing rivers of enigmatic emotion
Celebrating eternal winters
Awaiting the sound of crunching leaves
Recognizing lost visages in the clouds
Counting heartbeats
Reckoning raindrops
Wandering into the mist from where none returns
Replying to the meandering echoes
Loneliness is about every soul being a faraway island connected by abysmal bridges
Looking beyond the void of life to find shadows of the soul’s reflection
Finding ecstasy in the mundane seasons of life
Dreaming of unachievable pleasure
Hallucinating by daylight
Dreaming past midnight
Waking to the whispering winds
Rising to race the sun
Crying out to the dawns and twilights in praise
Walking to the heights of earth in pursuit of desire
Loneliness is about standing on a high vacant cliff bathed by moonlight, and screaming out a name; and hearing your name being called out as you fall – fall in the abyss of predicament.
Age: 124
7255 days old here
Total Posts: 114
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Mere Jeenay ke Liye Tera Arman Hi Kafi Hai Dil Ke Kalam Se Likhi Ye Dastan Hi Kafi Hai... Tir-E-Talwaar Ki Tujhe Kia Zaroorat-E-Nazneen Qatl Karne Ke Liye Teri Muskaan hi Kafi Hai...
Guzare Huve Kal Ki Yaad Aati Hai Kuch Lamho Se Aakhen Bhar Aati Hai... Woh Rangeen Shaam Nirali Doob Jati Hai Jab Aap Jaise Dost Ki Yaad Aati Hai...
aap ne apni aankhoon mein noor chupa rakha hai hosh waloon ko dewana bana rakha hai... naaz kesay na karoon aap ki dosti per mujh jaisi NACHIZ ko khas bana rakha hai..
Age: 124
7255 days old here
Total Posts: 114
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
JO CHAHO AGAR TUM TO AISA KARO! Jo chaho agar to tum aisa karo!
Ahsaas kay saray rishtay tor do Piyaar kay saray bandhan khol do Dil say apnay bhula do mujhay Aur phir kabhi na yaad aaoo mujhay
Dua hai meri khuda say kayh!
Har qadam tumhara manzil ki taraf uthay Aakash kay sitaro ko choo lo tum Khushiyan har dam tumhari raha takay Jugnuoo ki tarah jhilmilaoo tum
Kaash kay aisa ho jaye!
Kisi qadam par mehsoos na ho kami meri Kisi maqam per mujh ko yaad na karo tum Khushiyo may aisay apni magan raho Kabhi mazi kay warq na palto tum
Magar yeh bhi yaad rakhna!
Agar kisi manzil per pahaunch kar koi dard mil jaye Aankh tumhari jo kabhi pur nam ho jaye Kabhi kisi apnay ki kami mehsoos karo to To tum mujhay pukar laina
Aur agar yeh bhi na kar pao to!
Dil ko apnay simayt laina Aur bas yaad mujhay tum kar laina Aankho kay duwaro ko band kar laina Mehsoos mujhay tum kar laina
Aur phir yun karna kay!
Saray raaz apnay dil kay Tum mujh say keh laina Saray dard apnay dil kay Tum mujh say baant laina
Bas meri ek aakhri khuwaish yaad rakhna!
Jab meri hayat ka safar tamam honay lagay Meray qadam meri akhri manzil ki taraf rawan honay lagay Mujhay lahayd tak lay janay walay chaar apnay kandho may Ek kanhdha tumhara bhi ho
Age: 124
7255 days old here
Total Posts: 114
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Bohat khoob arzoo !!
Mairy dil ki rakh kareed mat ussy muskra key hawa na dey Yea charag to phir charag hai kehin tera hath jala na dey Ney door key ney kheab hain,Ney mosmoo key gulab hain.... Yea mohabbton key charag hain,inko nafrtoo ki hawa na dey
Zara dekh chand ki paytyoon ney bikher bikher key tumam shab Tera naam likha hai rayt(sand) par,koi lehar aa kar mita na dey Main udasyian saja na sakon iss jismo-i-jahan k mazar par Na diye jaley mairi ankh main mujhy itni sakhat saza na dey
Mairy sath sath chulney key shooq main bari dhoop uthey ga Tera naak naqasha hai moom ka,kehen gham ki aag jhula na dey Main ghazal ki shabnami ankh say dokhoon k phool chuna karoon Mairy saltnat maira fun hai Mujhy taj-o-takhat Khuda na dey
Age: 124
7255 days old here
Total Posts: 114
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Aik aur achi kaawish hai aap ki aarzoo, acha kalam tau kayee jaga aik jaiesa maqaam rakhta hai, agar aap ki ye posting match kargayee hai tau kiya huwa, achi cheez baaz aukaat aik se ziyada baar parhi jaati hai aur baies-s-pazeeraii ban jaati hai, kuch aap ke liyee
[CENTRE]Woh Bara Raheem-o-Kareem Hai, Mujhe Yeh Sifat Bhi Ata Karein Tujhe Bhoolne Ki Dua Karoon, To Dua Mein Meri Asar Na Ho Woh Bara Raheem-o-Kareem Hai,
Age: 124
7255 days old here
Total Posts: 114
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Buhat hi dilkash aur seher angaiz nazm hai,
Milnay chalay aao
sabhi udaas mosam hain kabhi milnay chalay aao dukhon main hum to gum sum hain kabhi milnay chalay aao tumharay baad kesi ronaqain is dil ki nagri main sabhi charagh madham hain kabhi milnay chalay aao tumharay paas to hon gi zamanay bher ki sab khushian hamaray paas to bus gham hain kabhi milnay chalay aao tumhari yaad ab dil ko bohat taklif deti hai nigahain bhi to purnam hain kabhi milnay chalay aao lagay hain zakham kitnay bay baha dil pay mohabbat main tumharay lafz merham hain kabhi milnay chalay aao bohat hamderd hain yun to hamaray bhi zamanay main mager phir bhi bohat kam hain kabhi milnay chalay aao yeh pather hi na ho jaain nigahain dekhtay rasta k khushian bhi to berham hain kabhi milnay chalay aao na janay kab yeh larka haar day saanson ki bazi ko isay lahaq tere gham hain kabhi milnay chlay aao
Age: 124
7255 days old here
Total Posts: 114
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Buhat hi acha intikhaab hai aap ka aarzoo, umeed hai aiesee hi achi tehreerein aap ki taraf se mosool hoti rahengi, kuch aap ke liyee
Mohabbat is terha chora nahi kertay Talluk is terha tora nahi kertay Keh phir se jorna dushwar ho jaye Hayat aik zehr mey dobi hui talwar ki manind Mohabbat is terha chora nahi kertay Rawadari ka hergiz raasta chora nahi kertay Mohabbat mey sabhi aik dosre ko aazmatay hain Mager aisa nahi kertay Keh her umeed her amkaan toot jaye Kahan tuk khinchi ho dor ye andaza rukhtay hain Hamesha chaar dewaari mey aik derwaza rukhtay hain Judayi mustakil ho tow zindagi zindaan ho jaye Tow suno! Jeenay se mo mora nahi kertay Mohabbat is terha chora nahi kertay