Age: 125
7609 days old here
Total Posts: 9535
Points: 0
Location:
United States, United States
mila hai aik inaam mila hai hameen Kuhda se aik naam mila hai hamara pakistan mila hai 14 august ka din jo aaiye har gali main parcham lahraiye dekho kitna maan mila hai watan ye aaileshan mila hai pyara pakistan mila hai
Age: 125
7609 days old here
Total Posts: 9535
Points: 0
Location:
United States, United States
Usay Panay Ki Khwoish Bertey Chaly Gay Woh Inkar Pay Inkar Kartey Chaly Gay Mohabat Ka Yeh Tareeqa Anokha Hi Sahi Mein Us Say Pyar Woh Mujh Say Nafrat Karty Chaly Gay Tooti Hoi Door Say Udata Raha Patang Phir Bhi Mohabat Ki Woh Patang Udti Chaly Gay Phool Ban Kay Woh Meri Zindagi Mein Aye Khushboo Ban Kay Woh Meri Zindagi Say Chaly Gay Dil Mein Basa Kay Rakh Loon Mein Tujahy Oh Meray Yara Par Nafrat Teri Dil Barty Chaly Gay Dil Tujhay Yaad Kar Kay Roota Hai Is Tarah Teri Dooli Meray Aankhoon Kay Samanay Chali Gay
Age: 125
7609 days old here
Total Posts: 9535
Points: 0
Location:
United States, United States
i love this one
main nain KHUDA se ek dua mangi dua main apni maut mangi khuda nain kaha maut to main tujhy doonga phir uss ka kiakron jis nain dua main teri lambhi umer manghi
Age: 125
7609 days old here
Total Posts: 9535
Points: 0
Location:
United States, United States
Rishtoon ki zanjeeron ma jakre paon Bebasi k siwah rakha kia Ajnabi hai raste Darare pare dewaren Nah khatam honey wala aik lamba Manzil ki talash me sargardan musafir Tanha musafir Muhabat k mare Nafratoon ma jalen Kahan ka hai yeh insaf Yeh ristoon k bandhan Kartey hai juda Tarey marey raste Hai dua yeh marey Rab kare ahsan ho jewan Terah naam rahe mujh se rooshan Jab dam nikley to Qadmoo ma tarey Rishton ka kia hai Khune kabhi juda howa?? Muhabat kabhi fana hoey?? Rishtoon ki zanjeeron ma jakre paon Bebas nahi hotey Tanha nahi hotey Manzilen mushkil sahen Magar judah nahi hoten