Age: 125
7417 days old here
Total Posts: 4265
Points: 0
Location:
Antarctica, Antarctica
challein iftaari ke din aa rahe hain, bhuukon ko khana khila sakte hain.
waise aaj kal ke maangne waale bhi barra nakhra rakhte hain.... when i was in pakistan for holiday, someone came aur hum ne daal chawal pakaaye the....they did want to have meat!!! yeh sirf daal de rahe hain aap??
Age: 125
7417 days old here
Total Posts: 4265
Points: 0
Location:
Antarctica, Antarctica
nice try. i don't think ke ikhtilaaf itni jaldi duur ho sakte hain... shia sunni eik hi hone chahye... we believe in the same God and His Prophet (pbuh). to ikhtilaaf kis baat ka. but our leaders use shia sunni thing for their own benefit...
Age: 125
7417 days old here
Total Posts: 4265
Points: 0
Location:
Antarctica, Antarctica
great for u Asian. hope u will be happy together for ever
and srk, u can't plan anything. u plan to go on holidays, u plan a meeting but not to fall in love. and whatever u plan, it's up to god if it will come true or not...
Age: 125
7417 days old here
Total Posts: 4265
Points: 0
Location:
Antarctica, Antarctica
SanaSana said:
shab-e-barat ko roza rakhna or ebadut kerna bohut hi accha hai lekin wo jo koondey type chezen hoti hain hamarey yahan wo nahi hoteen coz Islam main is terha ka koi bhi ziker nahi milta... lekin kertey ahin mostly log....
what do u mean by 'koondey type'? i got a book jis main har month ke baare main likha hai aur us main yeh bhi likha hai humaare Rasool (pbuh) shab e baraat ke doosre din roza rakhte hain. mere khayaal main sunnat hai, farz nahin....
Age: 125
7417 days old here
Total Posts: 4265
Points: 0
Location:
Antarctica, Antarctica
hum itni deer tak ramzaan ki tayaari karte hain aur patta hi nahin chalta kab yeh maheena khatam ho jaata hai. to be honest, pehle to yeh soochte hain ke roza kaise rahe ga, kaam, study aur phir roza bhi..... lekin aggar insaan sache dil se rakhe to Khuda madad karta hai...
lekin this week to shab e baraat hai, aur phir 15 days baad ramzaan... shab e baraat ka roza kaun rakh raha hai?
Age: 125
7417 days old here
Total Posts: 4265
Points: 0
Location:
Antarctica, Antarctica
i know sanasana, but u know 'banatay hain' adab se kaha. like u say ke Allah miyaan kareinge etc....
and i know very well ke Allah eik hai aur Uske siwa koi nahin hai... yehi to muslim hote hain jo sirf eik Khuda aur Uske Rasool (pbuh) par yakeen rakhte hain. but thanks that u pointed me at that....
Age: 125
7417 days old here
Total Posts: 4265
Points: 0
Location:
Antarctica, Antarctica
thanks sanasana and jp ka raja....
but first we have shab e baraat next week. to sub ko us mubarek din ki bahut bahut mubarek ho. when r u celebrating shab e baraat and how? we on wednesday inshallah
Age: 125
7417 days old here
Total Posts: 4265
Points: 0
Location:
Antarctica, Antarctica
everyone a blessed and happy ramadan in advance... in holland it starts on 15th october....
hum sub eik hi din start kyon nahin karte? sub muslim hain aur mere khayaal main eik hi chaand hai aur woh eik hi din dikhai deta hai
mere khayaal main uk main kuch years pehle eik hi din main sub muslims ne ramadan start kia but now they again have different days... if we stand together we will be strong, but maybe that's for another topic...