Age: 125
7417 days old here
Total Posts: 4265
Points: 0
Location:
Antarctica, Antarctica
is kyon ka jawaab mushkil hai.
bas yehi dunya hai... aur yehi zindagi
jab khuda insaan banane ja rahe tha to farishtoon ne kaha tha ke na karo aisa, hum thore hain aap ki ibadat karne wale. yeh loog fasaad kareinge, hasd kareinge, aur na jaane kia kia kareinge... lekin khuda ne dunya banai, no problem lekin insaan jo hain woh bas.....
kia kaha jaye ab...
eik family thi, bahut hi ameer, har jagga un ke ghar the aur europe main bhi unhon ne naukar rakhe hue the... paisa bahut tha lekin us ghar par jab beemaari aayi to woh paisa kissi kaam ka naheen raha, tab unko paise ki keemat patta challi... hum loog samjhte hain ke humaare paas paisa hai aur hum sub kuch khareed sakte hain lekin khuda humain bata deta hai ke kuch naheen kar sakte aggar main na chahoon
challo yeh bahut sa lecture ho gaya, lekin kyon ka jawaab phir bhi naheen milla....
Age: 125
7417 days old here
Total Posts: 4265
Points: 0
Location:
Antarctica, Antarctica
kehte hain na ke kissi ki aankhon main bhuuk hai... waise hi hote hain woh loog
yeh bhi aksar dekha jaata hai ke paisa to bahut hai lekin sakoon naheen hai, to wohi ameer loog ghareeb ko khush deikh kar apni mehroomi ko roote hain...
yeh khuda ne bhi kia dunya banaayi, eik doosre ko deikh kar soochte hain ke yeh kitna khush hai aur patta naheen ke woh bhi tumhaare baare main yehi soochta hai...
Age: 125
7417 days old here
Total Posts: 4265
Points: 0
Location:
Antarctica, Antarctica
yes that's true. lekin koi khandaan aise bhi hote hain jahan bachpan se hi yeh shadi ka faisla ho jaat hai, i don't know what to think about that. think am against it...it depends on the situation. aggar aap ne bachpan se usko bhai/behn maana to i am against, lekin aggar aap ne usko apna mangeetar maana to theek hai... no problem with it
Age: 125
7417 days old here
Total Posts: 4265
Points: 0
Location:
Antarctica, Antarctica
i don't think so. aggar dekha jaye to humaare culture main kitne loog hain jo cousin se shadi karte hain. aur idher europe main aisa naheen hota lekin un ki aulaad main koi kammi hoti hai, yeh sub khuda ke upar hai.
mere khayaal main zaroori naheen ke aggar aap ki shadi aap ke cousin se ho to aap ke ziada chances hoon ke aap ka bacha theek na paida ho.....
waise dekha jaye to adam (AS) ki aulaad apne brother & sisters se shadi karteen theen. to khuda ne aise kia kyonke woh humain dikhaana chahte hain ke yeh theek hai.... i think
aur waise bhi shadi is shadi, kissi culture main aap cousin se naheen bhi kar sakte, burra jaana jaata hai...
Age: 125
7417 days old here
Total Posts: 4265
Points: 0
Location:
Antarctica, Antarctica
hmm, sorry to hear that.
kabhi kabhi eik kuch khone se sub kuch insaan ka kho jaata hai...
mere khayaal main khuda jo bhi karta hai ache ke liye karta hai. hope ke tum bhi kabhi aisa soocho ke acha hua... i know it's difficult when u loose someone who u love and want to spent ur entire life. lekin kuch khone se insaan kuch paata bhi hai, sirf woh paana kabhi kabhi deer se hota hai...