Age: 125
7408 days old here
Total Posts: 4265
Points: 0
Location:
Antarctica, Antarctica
Reema jaisi bhi hai, it's her personal matter. maine usko interview main kehte suna hai ke main apni sisters ki achi upbringing/education aur shadi ke liye yeh sub kar rahi hoon. it's a good thought
waise deely, u go too far sometimes. insaan kissi ke baare main itna bura sooche, chalo maan liya. lekin that u speak it out. bad.
Age: 125
7408 days old here
Total Posts: 4265
Points: 0
Location:
Antarctica, Antarctica
Dil hi dil main tumse pyar kiya karte hain Aankhon se tera deedaar kiya karte hain Yuun to namumkin hai tera kissi rah se guzarna Phir bhi har rah pe tera intezaar kiya karte hain
Age: 125
7408 days old here
Total Posts: 4265
Points: 0
Location:
Antarctica, Antarctica
with haq i wanted to point out the right people should have. yeh nahin ke Quaid ke nawasey hi ko mille wah haq. eik aam aadmi jo aajkal dar dar ki thokarein kha raha hai. politicians apni bungalows bana rahe hain us paise se jis pe ghareeb awaam ka haq hai.
yes, maybe u are right. sirf yeh kafi nahin hai ke u are a grandchild of founder of pakistan to get money, izzat wagaira wagaira. but still, the way he was living, i was a bit shocked to see that. government aggar chahti to eik little sa house gift kar deti, sirf apni pr ke liye hi sahi, kuch to unka kaam ban jata.
humara pakistan gaya guzra nahin hai, uske politicians bahut hi dheed hain. aur bhi ilfaaz istemaal ho sakte hain unke liye, but won't say that. but i think aggar aisa leader kissi aur country ko milta to uski pata nahin kitni naslon ki izzat ki jati.
Age: 125
7408 days old here
Total Posts: 4265
Points: 0
Location:
Antarctica, Antarctica
Challein, no questions but now i will share this, without question. (don't know if it's posted already, aggar hua hai to sorry, but it's never bad to share too much information about Islam)
QURAN N NAMAZ Zaaya na jayegi mehnat namaz ki, Dono jahaan ki khair hai daulat namaz ki, Dil me basalo dosto hasrat namaz ki, Sajde me jaakar lootlo rehmat namaz ki…
RASOOLALLAH( S.A.W) ne farmaya, Jab apne liye dua karo to dusron ko bhi yaad kiya karo, Kya pata uske naseeb ki khushi tumhari dua ke intezar me ho…
These r helpful for our life
1. Sura Yasin --- Relief from azaab in the grave. 2. Sura Ar Rahman --- It'll make us rich in dunia. 3. Sura Al Waqiya --- It'll release u from hunger. 4. Sura al mulk --- Brings light in ur grave… 5. Sura Al Jasiya --- It'll bring peace in ur life
Al Hadees ----- Musalmaan par Musalmaan ke Panch Haq hai,
Salaam ka jawab dena, Mareez ki Eeyadat karna, Janaze ke Hamrah jana, Dawat Khabul karna Cheenk ka Jawab dena
Best : Leader -------- Allah Guide -------- Quran Lyrics -------- Azaan Loyalty -------- Imaan Request -------- Dua Protection -------- Fitra Oath -------- Kalma Exercise -------- Namaz Self Control -------- Roza Charity -------- Zakat Tour -------- Haj
Some Facts about Quraan :---
Quran mein 700 baar Namaz ki dawat di gayi hai. Ayesha (RA) ne sab se pehle Quran ki aayaton ko gina hai. Quran me Surah-Al-Baqarah sabse badi Surah hai, aur Surah-Kausar sab se chhoti Surah hai. Quran ko pura hone me 22 saal, 5 mahine, aur14 din lage. Quraan me ALLAH ka naam 2584 baar hai. Duniya me Quran 103 language me hai.
Age: 125
7408 days old here
Total Posts: 4265
Points: 0
Location:
Antarctica, Antarctica
Yeh na samjho ke tujh ko bhulaye baithe hain Teri yaad ko dil main chupay baithe hain Deikh lete hain jab bhi gi chahta hai surat teri Teri tasweer ko hum aina banaye baithe hain
Age: 125
7408 days old here
Total Posts: 4265
Points: 0
Location:
Antarctica, Antarctica
hmmmm panja hai na... waise seekh lo. aajkal insan aur janwar main kuch khaas fark nahin hai. insaan janwar jaise behave karne laga hai. cheeta should also learn writing is there a teacher in the house?
Age: 125
7408 days old here
Total Posts: 4265
Points: 0
Location:
Antarctica, Antarctica
that's true. yes, i can imagine how u must feel.
woh to apna kaam kar gaye hain, aggar burre the to woh apni zaat ke liye the. lekin eik kaum ke liye bunyaad bana ke gaye hain. hum hi badkismat hain ke itni achi and strong bunyaad ko hila ke rakh diya..