Age: 124
6873 days old here
Total Posts: 211
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
i think key chandni ney ayesha ko kaha. ap ayesha ho kya ganey sun ker derta kon hai? han bas kaan theek honey chahiyee wesey bhi jo dar gaya woh mer gaya
Age: 124
6873 days old here
Total Posts: 211
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
jin khawahishoon ko dekhta rehta tha khawab mein ab likh raha hon in ko haqeeqat key khawab mein ab jheel key kinarey parindoon key darmiyaan souraj ko hotey dekha hai tehleel mein khawabon peh ikhtiyaar na yadoon peh zoor hai kab zindagi guzar di apney hisaab mein ik haath us ka jaal mein patwar eik mein or doobta wajood seeney aab mein purwai chal key or bhi wehshat berha gai halki si aai thi kami izteraab mein
Age: 124
6873 days old here
Total Posts: 211
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
meri aankhoon mein thi woh magar mujh sey door thi fasley mein razaa thi uski magar majboor thi shayad main hi khatawar tha jo naraaz thi wo mujh sey gham sey ranjoor thi baat ki koi us ney na kuch kaha daikh ker meri janib eik baar muskurai zaroor thi tum jo rooth gai jaan dey don ga main yaad ho ga tumhein yeh kasam main ney khai zaroor thi shayad main hi khatawar tha jo naraaz thi wo mujh sey gham sey ranjoor thi
Age: 124
6873 days old here
Total Posts: 211
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Yeh Zindagi....
Yeh zindagi bari ajeeb si Kabhi gulzar si kabhi bezar si Kabhi khushi hamaray sath sath Kabhi gammon ki barsat si Yeh zindagi bari ajeeb si Kabhi tofanon main bhi hain rastay Kabhi manzilon ka pata nahi Kabhi do kadam pay zindagi Kabhi saddeuon tak intizar si Yeh zindagi bari ajeeb si Kabhi her pal emtihan hai Kabhi bin mangay enam hai Kabhi kuch nahi Kabhi sab kuch si Yeh zindagi bari ajeeb si Kabhi gulzar si kabhi bezar
Age: 124
6873 days old here
Total Posts: 211
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
oo sanam oo sanam... kaash hota ager , tum nibha jatey yeh zindagi ka safar hum bhi tenha na yehtey younhi umer bhar.. tum saath hoti agar tum saath hoti agare