Age: 124
6873 days old here
Total Posts: 211
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
jin khawahishoon ko dekhta rehta tha khawab mein ab likh raha hon in ko haqeeqat key khawab mein ab jheel key kinarey parindoon key darmiyaan souraj ko hotey dekha hai tehleel mein khawabon peh ikhtiyaar na yadoon peh zoor hai kab zindagi guzar di apney hisaab mein ik haath us ka jaal mein patwar eik mein or doobta wajood seeney aab mein purwai chal key or bhi wehshat berha gai halki si aai thi kami izteraab mein
Age: 124
6873 days old here
Total Posts: 211
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
~~~ YEH ZINDAGI ~~~~
Yeh zindagi bari ajeeb si Kabhi gulzar si kabhi bezar si Kabhi khushi hamaray sath sath Kabhi gammon ki barsat si Yeh zindagi bari ajeeb si Kabhi tofanon main bhi hain rastay Kabhi manzilon ka pata nahi Kabhi do kadam pay zindagi Kabhi saddeuon tak intizar si Yeh zindagi bari ajeeb si Kabhi her pal emtihan hai Kabhi bin mangay enam hai Kabhi kuch nahi Kabhi sab kuch si Yeh zindagi bari ajeeb si Kabhi gulzar si kabhi bezar
Age: 124
6873 days old here
Total Posts: 211
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
tu ney dekhey hi nahi paun kay chaley merey tum ko aya hi nahi pyar mein pagal huna tum akeley hi nahi dukh per afsurda.. tumharey chaney waley bhi sog kertey hein
Age: 124
6873 days old here
Total Posts: 211
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
kitni baar batana hai hai yeh sab? or kis ko bta rahi hooo ? bhains key agey been bjaney wala hisab hai apna hi demagh lkharaab kerney wali baat hai is liye behas kerney ka koi faida nhi un ka crow white hai
Age: 124
6873 days old here
Total Posts: 211
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Assalam-o-ALekum!
how ru Ayesha jee? ap mujhay yeh batayen key ap ka name kya hai? ap kab sey JB ki member hain? ap key kitney dost hain? ap sara din kya kerti hain? ap ki hobbies kya hain? ap kahan rehti hain? ap kya kerti hain? ap ki nature kesi hai? kesey dost banana pasand kerti hain?
ap ka star kya hai? ap ki DOB kya hai? ap kiutney family member ho? kitney bro n sis ho?
or kya kya pochoon jo kuch apney barey mein bta sakti hain bta dein . wesey yeh bhi bta dein kabhi kissi sey LOVE hua hai ya nhi
Age: 124
6873 days old here
Total Posts: 211
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
yeh to ap ney theek kaha samreen jii dunya mein wakey hi her kisam key loog hotey hain. kuch achey or kuch bureyy lekin pata lagana buhat mushkil ho gaya hai key kon acha hai or kon bura kyon key aaj kal to burai buhat hi ziyada phail chuki hai loog shadi ka bahana bana ker apna ulloo seedhi kertey hain or baad mein jab kaam nikal gaya to choor detey hain.... or dubara koi kissi per trust nhi kerta....
Age: 124
6873 days old here
Total Posts: 211
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
hum bewafa her giz na thayyyy per hum wafa ker na sakey hum ko mili us ki sazaaaaaa jo hum khata ker na sakeyyyy tum ney jo daikha suna sach tha magar.... kitna tha sach yeh tum ko pataa... janey main ney tum ko koi dhooka diyaaa ... janey tumhein koi dhooka hua....
Age: 124
6873 days old here
Total Posts: 211
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
jab kissi ki taraf dil jhukney lageyyyy baat aa ker zuban tak rukney lageyyyyyyy aankhoo aankhoon mein iqraar honey lagey bool doon ger tumhein pyaar honey lageyyy...
Age: 124
6873 days old here
Total Posts: 211
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
teriiiiiiiiiii yaad aayee jab mujh koo ...main loot aaon gaaaa ... fasleyyy simat na sakeyyy ,rasteyyy jo mil na sakeyyy in rastoon ko milna hai ,..... in fasloon ko simatna haiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiii
Age: 124
6873 days old here
Total Posts: 211
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
koi to hoo .. jis key liyeeeeeeeeee jeena ho to merna pareyy,, arey merna ho to jeena pareyyy ... bari mushkil hai yeh dil wil yeh dil wil uff Allahhhhhhhh.........
Age: 124
6873 days old here
Total Posts: 211
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Ansoo" her khushi or ghum mein insaan ka saath detein hein, Ansoo" bahane se dil ka boejh halka hota hai, Ansoo' khushi ke moqe per bhi nikle ate hein or khshi ka izhaar karte hein,
Ansoo" dost bichRne per ankhoun se moteoun ki tarah behne lagte hein, Ansoo" se pyar karo kiun ke yeh bin mange mil jate hein.