Age: 125
7069 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
yaa you may be right. per us wakt muslim media itna nahi tha jitna aaj kal hain.meray personal experience say main yeh baat keh sakti hoon kay aaj say 5 ya 6 saal pehlay meray mind main tableeg ya dawa ka koi concept nahi tha,mera khayal tha kay jiska jonsa religion hain it doe'nt matter.but i think 9/11 kay baad dunya bilkul badal gayee.ab ja kay logo ko pata chala hay k Tableegh har muslim par farz hain.
Age: 125
7069 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
waisay mainay suna tha kay 1940's main ek christian missionary hindustan aaya tha,jumay ki namaz khatam honay kay baad us nay buhat say muslims ko jama kiya aur kaha kay Islam is tarah ka mazhab hain,is main fala fala hain,us nay islam kay baaray main buhat si ghalat baatein ki laikin itnay muslims main kisi kay paas bhi itna ilm nahi tha kay wo us chrishtian missionary ko jawab deta.phir kaafi der baad majmay(crowd) say aik aadmi utha jiska naam Abdul Rehman tha us nay christian missonary ko aisay jawab diye ka wo dobara hindustan nahi aaya. buhat saal baad Turkey se Hindustan paighaam bhejwaya gaya kay Abdul Rehman nami shaks to Turkey jald bhejo kyunki wo christian missionay Turkey aaya hain.
Age: 125
7069 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
i think aaj hum us daur main kharay hain jahan hamain shukar karna chahiye kay kuch tableeghi groups to hain,jo non-muslims kay saamnay Islam kay nazarye ko sahi tareekay aur hikmat say paish kartay hain. Tamam Prophets ne tabligh ki,unho nay apni zimaydaari buhat zchay tareekay say nibhai,ab yeh humara farz hain.
Age: 125
7069 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
meri ek problem hain neend kay silsilay main kay mujhay neend nahi aati,jab aa jati hain phir jati nahi.kitab parhnay lago to bari zabardast neend aati hain.specially exams main wo bhi maths kay paper main