Age: 125
7082 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
*Yaa Right Sir I agree
*Ik baat kay hum kabhi kisi ka Niyyat Judge nahi Kar saktay,Niyyat Bhi saaf Honi chahiye aur Hijab Bhi Follow karna Chahiye. Suppose Agar Hum Hijab nahi kartay aur Jo girls Hijab Ko follow karti hain Tho hum yeh tho nahi kahaingay na kay Hijab Bhi zaroori hain Magar Dil ka Hijab Bhi Tho hona chahiye. Niyyat Allah swt aur Insan kay Beech ka Mamla hain But Hum un Girls pe Ungli tho nahi utha saktay Jo Hijab karti hain woh sahi karti hain aur woh Hum se aik Darjay oper hain.
I wish kay yeh Log Islamic Sharia ka Nafaaz karay May Allah swt Forgive us and Guide us Ameen...!
Age: 125
7082 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
The wadhu shown here includes all acts, both compulsory and lesser important. According to the Quran before you begin salah, you have to do the followings:- 1. Wash your hands upto the elbow. 2. Wash your face. 3. Wipe your head with wet hand. 4.Wash your feet upto the ankle.
Scholars say the prophet consideredthe mouth and the nostrils as parts of the face.
As for bath (ghusl), the compulsory acts are:- 1. Water should reach the whole body even at the root of the hair. 2. Wash the mouth with gargling. 3.Wash the nostrils.
Age: 125
7082 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
Complete Substitute for the Ablution (tayammum)
tayammum or resort to pure earth may substitute for the ablution and even the bath. This is allowed in any of the following cases:
1- When a person is sick and cannot use water; 2- When he has no access to water in sufficient quantity, 3- When the use of water is likely to do him harm or cause any disease;
In any of these instances it is permissible to make tayammum which is performed as follows:
1- Strike both hands slightly on pure earth or sand or stone.
2- Shake the hands off and wipe the face with them once in the same way as done in the ablution.
3-Strike the hands again and wipe the right arm to the elbow with the left hand and the left arm with the right hand.
Age: 125
7082 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
*Yaa Right
*Allah swt jantay hain kay yeh log kaisay hain aur what kind of sharia yeh log implement kar rahay hain. I wish Real Islamic Shari'at ka nafaaz ho,InshAllah
* Yaa Kuch aisay log hain Jinho ne Muslims ka naam kharab kiya hain.Jinho ne Islam kay Image ko Bhi logo kay samnay Kharab kiya.
But sometimes i feel like kya yeh aik Plan nahi hain kay Muslims kay hi nazar main Islam Kay Image ko kharab kiya jaye. Like as You said Mostly Muslims kay Mind main yehi image hain aur woh Muslims bhi kisi had tak theek hain coz hamaray samnay aisi Examples moujood hain chahay woh sahi hain ya ghalat hain,jis se yeh tasur milta hain . like agar aap hijab,Madrassay ka naam laingay Tho sab se pehlay iskay Khilaf muslims hi bolaingay magar hum Muslims hi agar madrassay aur hijab ko bura kahaingay tho hum Non Muslims se kya Gilla kartay hain.
I Know that Islam is Perfect aur Islami Sharia hi hamari kamyaabi hain. Log Islam k khilaaf jitna ghalat kahay ya Islam Ko Ghalat tareekay se pesh karay i am and i'll always be in favour of Madrassa education and Hijab InshAllah...!
Age: 125
7082 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
Assalam O Alaikum
*yaa Right I Agree Wakt bataeyega kay iski Kya haqeeqat hain But Agar yeh True Islamic Sharia Implement karna chahtay hain Tho hamara Full Support in kay sath hain.
Age: 125
7082 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
*Thanks
*Yaa Right Sir Kehtay hain na Kay taleem 2 tarah ki hoti hain. aik Jo hamain Paisa kamana sikhati hain aur dosri woh jo hamain Zindagi Guzarnay ka acha tareeka sikhati hain.
Yaa You are Right I Think yeh tarbiyat ka Asar hota hain. In Our college at a time 300 Students in the same class Hotay hain kabhi kabhar hum sochtay hain kay Really hum 300 students ko taleem ik hi tarah ki mili hain Like From Class one to University hum sab ne aik hi tarha ki taleem pai hain magar Hum sabki Tarbiyat alag alag tarah se hue hain aur yehi Hamara Personality Difference hain...!
Age: 125
7082 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
danie said:
Very nice thought Sun shine. Mere vichar se iski Do vajah hei. 1)Koi bhi action se pahle hum sochate nahi hei ki iska reaction samne vaale par kya hoga. 2)Apni practical life mei hum responsive se jyada reactive hote hei.hame responce aur reaction ke beech ke fark ko samjhna hoga. kisi ne aapse kuch tikhi baat kahi. uske reaction me aap ko gussa aaya. Agar aap reactive honge to aapka reaction bhi teekha jawab hi hoga. Lekin agar aapne apne andar ye samajh develop kar li hei, iski practice karke ki mujhe reaction nahi karna he, responce karna hei to hum kisi bhi teekhi baat ka jawab hum gusse se nahi de sakte. balki aisa jawab denge ki samne wale ka gussa bhi thanda ho jae
In sort, jab ham kisi dusre ke saath transaction initiate kar rahe ho to pahle hame sochna chahiye. Bade log kah kar gaye hein na pahle tol..fir bol!
Agar transaction (baat) kisi aur ne shuru ki hei to hame reaction nahi karna hei responce hi karna hei.
jo log in do baaton ka khayal nahi rakhte vo hi galat kar baithte hei.
Pls give me your views.
*Yaa Right Sir
*Definately hum bina sochay samjhay React kar detay hain.Hum "Eent ka jawab Pathar" wali baat pe Amal kartay hain . I Agree with You Kay Wakai main pehlay Sochna chahiye then us baat ka answer dena chahiye.Hamain Responsive hona chahiye.
*Ek baat jo hamaray mind main hain aur Ap sab Ittefaak Bhi karaingay kay hamaray Asian Society main Log Apki Khamoshi Ko apki majbori samajhtay hain. Agar koi hamain kuch ghalat kahay,Hum Unki baat ka Answer na dey ya Phir in Return of their Anger hum achay tareekay se unhain Treat karay tho Woh yeh samajh baithtay hain kay Shayad samnay walay person ne isliye answer nahi diya coz hum ne unhain la-jawab kar diya woh yeh baat Bhool jatay hain kay samnay wala person Sirf unhain ek chance dey raha hain takay woh theek ho jaye...!
Age: 125
7082 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
Rehan M Din said:
wa-alaikum salam...
Alhamdolillah... Am fi9
sirf soch ki hadd tak to theek hai... jab khud per implement karnay ki baari aati hai to ham log boht si chezon ko ignore kar detay hain... kabhi yeh soch kar k hamaray aisay honay se kya farq parta hai... aur kabhi yeh soch kar k ham mai to aisi koi baat hai hi nahi jis ko burai kaha jae... ya phir kabhi ham apnay aap ko dekhtay hi nahi k ham mai kon kon si achai honi chahiye....
*MashAllah Nice
*Yaa Right Shayad yehi Waja ho sakta hain kay Hum sochtay hain kay Hamaray acha honay se kya fark parta hain. Baki Log in baaton ko follow nahi kartay tho hum kyun karay.
Age: 125
7082 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
Assalam O Alaikum
*Yaa Right Sir Wakt anay pe Maloom hota hain Hamaray parents jahan se hain,Hum Bhi wohi kay Hain My Parents are Afghan and Bhalay Hi Hum Pakistan main Paida huay hain aur isi Society main Baray huay hain But Hum Afghan Hi kehlatay hain aur Afghan Hi hain...!