tarash

Age: 63
7651 days old here
Total Posts: 6376
Points: 0

Location:
Jauharabad, Pakistan
SanaSana said:

gud...



shukria
Posted 10 Oct 2004

tarash

Age: 63
7651 days old here
Total Posts: 6376
Points: 0

Location:
Jauharabad, Pakistan
ijazat ka shukria
Posted 10 Oct 2004

Topic: did u know..?

tarash

Age: 63
7651 days old here
Total Posts: 6376
Points: 0

Location:
Jauharabad, Pakistan
bari information di hai sana nein
Posted 10 Oct 2004

tarash

Age: 63
7651 days old here
Total Posts: 6376
Points: 0

Location:
Jauharabad, Pakistan
new_beau said:

"Jb ka Admin Bannay ka Khuwab ?? "




new_beau ka khawab
Posted 10 Oct 2004

tarash

Age: 63
7651 days old here
Total Posts: 6376
Points: 0

Location:
Jauharabad, Pakistan
aap jis attention ki umeed rakhtey hain aur woh na milay
i think its ignorance
Posted 10 Oct 2004

tarash

Age: 63
7651 days old here
Total Posts: 6376
Points: 0

Location:
Jauharabad, Pakistan
friend_16 said:

us nay wada kia hai kay He will definately help us .. but we don't trust Him .. if we do.. to y don't we share our problems with Him?

ignorance kisi ko bhee nahi achee lagtee .. i agree

the imp thing is whose is our fav personality?? .. it could b ur friend. ;) .. it could b ur crush .. it could b ur mom dad .. anybody ..
being a MUSLIM.. kabhee soocha hai kay who should b our fav personality?? .. Allah .. n His Prophet (peace b upon him)… hmm kehnay tu tu we do really luv them … laiken jab hum Allah kay saamnay hotay hein .. i.e. in Namaz… (pehlay ye kay hardly he partay hein ) aur agar parh lein tu hamaree attention .. our concentration is somewhere else .. is namaz ka faida? Aisee mulaqat ka faida?? ..
agar ye kahein na kay taiz namaz na parhoo aur concentration say parhoo tu loog kehtay hein kay don’t interfere in our matters … atleast hum parhtay tu hein na … just imagine u r standing infront of ur fav personality (He is not only ur fav personality but He is the one Who has given u everything in ur life) n thinking of some other matter!?!? Some other person..? someother wordly thing?? Wht does this means .. we doesn’t luv Him anymore?? We don’t care from wht HE has given us?? Is this the way of thanking somebody?? … Do think..



u r absolutely rite
Posted 10 Oct 2004

tarash

Age: 63
7651 days old here
Total Posts: 6376
Points: 0

Location:
Jauharabad, Pakistan
ab aap ki is muskarahat par mujhay shukria bhi kehna parey ga
Posted 10 Oct 2004

tarash

Age: 63
7651 days old here
Total Posts: 6376
Points: 0

Location:
Jauharabad, Pakistan
saaf zahir hai
main nein post hi isi leeay ki hai
Posted 10 Oct 2004

tarash

Age: 63
7651 days old here
Total Posts: 6376
Points: 0

Location:
Jauharabad, Pakistan
aao koi baat karen

aankh ki seep main jo band hey

us khawab ki baat

hijr ke khuf se sehmi hey jo

us raat ki baat

lab pe aa ke jo ruk jati hey

us baat ki baat

aao koi baat karen

is se pehlay ke ghuttan barh jaye

hont khamosh rahen aur

thakan barh jaye

lamha-e-iqrar guzar jaye

harf mar jayen

kiun zamaney se daren

aao koi baat karen
Posted 10 Oct 2004

tarash

Age: 63
7651 days old here
Total Posts: 6376
Points: 0

Location:
Jauharabad, Pakistan
Humesha muskura kay aansooun ko chupaya
Ghum ko chupanay ka yehi rasta nazar aaya

Kis kis ko batatey behtey ashkon ka sabab
Kay derd-e-dil dil main kis nay jagaya

Mehfilon main kahin bhi maza na raha
Rakha dil pay pather to khud ko sajaya

Baat bay baat apni aahain daba ker
Yaron kay dermiyan kis qadar muskuraya

Na thi chah kabhi mujahy mankashi ki
Jaam-e-wafa kisi bay wafa nay pilaya

Kya muqadar say shikwa kertey rahain
Jo qismat main tha wohi kuch to paaya

Yeh kis mor pay aagaee hain umeedain
Kay saaya-e-manzil nazar main na aaya

Apnoon nay palat kay daykha tak nahin
Ghairon nay aaker galay say lagaaya

Acha hua kay raaz khul hi gaya
Dil-e-nadaan pay khanjar kis nay chalaya

Shab-o-roz chahat sila yeh hay shaiki
Dil kay tukrey huay wo chunney na aaya
Posted 10 Oct 2004

tarash

Age: 63
7651 days old here
Total Posts: 6376
Points: 0

Location:
Jauharabad, Pakistan
nahin yeh ksi aur ka chehra nahin hai........
Posted 10 Oct 2004

tarash

Age: 63
7651 days old here
Total Posts: 6376
Points: 0

Location:
Jauharabad, Pakistan
Ik Khawab

Janay kaun saa Khaab Chupaa hai

Maree inn pur num aankhoun main

ik ajeeb si khushboo rachee hai

maree inn chund saansoun main

na janay kioun mera dil khou saa jata hai

bahaar kay rangeen nazaaroun main

yaa shayed yeh koi weham hai mera

in khoubsourat shaamoun main

jaisay koi chahyaa houaa hai

Khaaboun main khayaloun main

yaa shayed kisi ki yaad ka rang hai

bikhraa hai phir say inn aankhoun main

jaanay kaun saa khaab chupaa hai

maree inn pur num aankhoun main .........


Posted 10 Oct 2004

tarash

Age: 63
7651 days old here
Total Posts: 6376
Points: 0

Location:
Jauharabad, Pakistan
     
Muskaratay Raho



Dard kaisa bhi ho ankh nam na karo
Raat kaali sahi koi gham na karo


Ik sitara bano jagmagatay raho
Zindagii mein sada muskaratay raho

Baant'ni hai agar baant lo har khushi
Gham na zahir karo tum kisi per kabhi


Dil ki gehraai mein ghum chupatay raho
Zindagii mein sada muskaratay raho

Ashk anmool hain kho na dena kahin
In ki har boond hai motiyoon se haseen


In ko har ankh se tum churatay raho
Zindagii mein sada muskaratay raho

Faaslay kam karo dil milatay raho
Zindagii mein sada muskaratay raho

Posted 10 Oct 2004

tarash

Age: 63
7651 days old here
Total Posts: 6376
Points: 0

Location:
Jauharabad, Pakistan
Wo apni bay gunahion ka jawaz danay laga hai
Humain bhi iss pay thora yaqeen honay laga hai

Pehlay wo kabhi youn deikhta na tha
Mager ab mera bhi khial honay laga hai

Chahatain hummari dum torr chukki thi
Sahara hummain aab woo danay laga hai

Tanhayian muskrahatain theen char soo meray
Shehnayoon ka saman aab too honay laga hai

Hoi khushi hummain ya sunn kay bohat
Baray mai woo meray her ek say pochnay laga hai

Hoo gaya hai abb hummain iss baat per yaqeen
Dheiray dheirya usay bhi piyar honay laga hai

Posted 10 Oct 2004

tarash

Age: 63
7651 days old here
Total Posts: 6376
Points: 0

Location:
Jauharabad, Pakistan
While you are reading this mail, if someone appears in
your mind, then u are in love with her.

__________________


Posted 10 Oct 2004

tarash

Age: 63
7651 days old here
Total Posts: 6376
Points: 0

Location:
Jauharabad, Pakistan
shukar hai ab to pata chal gya na
Posted 10 Oct 2004

Topic: OCT N JB

tarash

Age: 63
7651 days old here
Total Posts: 6376
Points: 0

Location:
Jauharabad, Pakistan
yeh to hai
Posted 10 Oct 2004

tarash

Age: 63
7651 days old here
Total Posts: 6376
Points: 0

Location:
Jauharabad, Pakistan
You Hold All Of My Hopes And Dreams Inside Of You;
And For That I Love You!!



yeah
Posted 10 Oct 2004

tarash

Age: 63
7651 days old here
Total Posts: 6376
Points: 0

Location:
Jauharabad, Pakistan
Mein Tumhare Beghair Bhi Jee Loon Ga

Ye Dua Bud,Dua sa Lagti Hai




Posted 10 Oct 2004

tarash

Age: 63
7651 days old here
Total Posts: 6376
Points: 0

Location:
Jauharabad, Pakistan
weldone new beau and rani
Posted 10 Oct 2004

Topic: OCT N JB

tarash

Age: 63
7651 days old here
Total Posts: 6376
Points: 0

Location:
Jauharabad, Pakistan
halankeh sab se cute aap hain
hai na yehi baat
Posted 10 Oct 2004

Topic: HusBanD

tarash

Age: 63
7651 days old here
Total Posts: 6376
Points: 0

Location:
Jauharabad, Pakistan
rani kya baat hai u r
Posted 10 Oct 2004

tarash

Age: 63
7651 days old here
Total Posts: 6376
Points: 0

Location:
Jauharabad, Pakistan
JANUBABY said:

NICE TARASH




good janu
Posted 10 Oct 2004

tarash

Age: 63
7651 days old here
Total Posts: 6376
Points: 0

Location:
Jauharabad, Pakistan
pinky said:

sub boyzz Tarash k jese hi hote hein,Jhoot bolne mein mahir





yeh sab aap ki mehrbani hai
Posted 10 Oct 2004

Topic: cUTe bAbiEs

tarash

Age: 63
7651 days old here
Total Posts: 6376
Points: 0

Location:
Jauharabad, Pakistan
main nein 11 mukamal kar deay hain
takeh cricket ki teanm ban sakay
Posted 10 Oct 2004

Topic: cUTe bAbiEs

tarash

Age: 63
7651 days old here
Total Posts: 6376
Points: 0

Location:
Jauharabad, Pakistan
JANUBABY said:

main lay lon sub




sab
Posted 10 Oct 2004

Topic: cUTe bAbiEs

tarash

Age: 63
7651 days old here
Total Posts: 6376
Points: 0

Location:
Jauharabad, Pakistan
Posted 10 Oct 2004

Topic: HusBanD

tarash

Age: 63
7651 days old here
Total Posts: 6376
Points: 0

Location:
Jauharabad, Pakistan
us becharey ka kya haal hoa ho ga yeh soch k
Posted 10 Oct 2004

tarash

Age: 63
7651 days old here
Total Posts: 6376
Points: 0

Location:
Jauharabad, Pakistan
server down ho gya hai
Posted 10 Oct 2004

Topic: A Letter

tarash

Age: 63
7651 days old here
Total Posts: 6376
Points: 0

Location:
Jauharabad, Pakistan
nottttttttttttt
Posted 10 Oct 2004