~CHANDNI~
Age: 125
7922 days old here
Total Posts: 56416
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
I'm really not looking forward
To sleeping tonight
I tried my hardest
I put up such a fight
But all that produced
Was one hell of a bite
The morning will bring
The end of our rings
Although they didn't mean much
It will still sting
I tried so hard
But didn't know how
I sceamed and I kicked
I held on real tight
But all I did was give you
One hell of a fright
But now morning is near
And you are going away
I want to hold on
But you won't let me stay
So I will walk back very slow
And allow you to go
On your way home
Gone forever never to be again
The man who once was my very own
Gone forever never to be again
The strength in my life
Disappears again
~CHANDNI~
Age: 125
7922 days old here
Total Posts: 56416
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
Ek din, main lahore pahuncha,
Station pe ek coolie se bahar jane ka rasta pooncha,
Coolie ne kaha "bahar jaake poocho."
Maine khud hi rasta doondh liya,
Bahar jaake taxiwale se pooncha,
"bhai saab minaray pakistan ka kitna loge?"
jawab mila, "bechna nahi hai.."
Taxi chod, maine bus pakad li,
conductor se pooncha, "ji. kya mein cigarette pi sakta hoon?"
wo gurrra kar bola, "hargiz nahi, yaha cigarette pina mana hai."
Maine kaha, "par wo janab to pi rahe hai!"
Phir se gurrrraya, " usne mujhse pooncha nahi hai."
minaray pakistan pahucha, hotel gaya.
Manager se kaha, " mujhe room chahiye, 7th manzil pe."
Manager ne kaha, "rahane ke liye ya koodne ke liye?"
Room pahucha, waiter se kaha, "ek paani ka gilas milega."!
Usne jawab diya, " nahi sahab, yaha to saare kanch ke milte hai."
Hotel se nikla dost ke ghar jaane ke liye,
Raste me ek sahab se pooncha,
"janab, ye sadak kaha ko jaati hai?"
Janab hans kar bole, " peechle bees saal se dekh rahan hoon, yahi padi
hai....kahin nahin jaati"
Dost ke ghar pahucha, to mujhe dekhte hi chownk pada
Usne poocha, "kaise aana hua?"
Ab tak to mujhe bhi aadat pad gayi thi,
Maine bhi jawab diya, "Train se.."
Meri aaobhagat karne ke liye dost ne apni biwi se kaha,
"areeee sunti ho... mera dost pehli baar ghar aaya hai, uuse kuch taza
khilao..
" sunte hi bhabhi ji ne ghar ki sari khidkiya aur darwaze khol diye.
Kaha, "tazi hawa kha lijiye."
Thodi der baad dekha, bhabiji apne grandson ko soola rahi thi,
Saath me lori bhi ga rahi thi, "diploma so ja, diploma so ja."
Lori soon mein hairan hua aur dost se poocha, "yaar ye diploma kya hai?"
Dost ne jawab diya, "mere grandson ka naam,
Beti karachi gayi thi, diploma lene ke liye aur saath mein ise le aayi,
isiliye hamne iska naam diploma rakh diya."
Phir maine pooncha, "aajkal tumhari beti kya kar rahi hai?"
Dost ne jawab diya, "karachi gayi! hai, aub degree lene ke liye...
~CHANDNI~
Age: 125
7922 days old here
Total Posts: 56416
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
This is a conversation that took place between an office girl and a marketing guy from a leading multinational company .
Marketing guy - Which soap do you use?
girl - Hema's
Marketing guy - Which hand wash do you use?
girl - Hema's
Marketing guy - Which deodorant do you use?
girl - Hema's
Marketing guy - Which toothpaste do you use?
girl - Hema's
Marketing guy -Which shampoo do you use?
girl - Hema's
Marketing guy - Which washing powder do you use?
girl - Hema's
Marketing guy - sh*t !!!! Okay,Okay , tell me, What is this
Hema's ? you think it's an international company???
girl - No, she is my roommate.
~CHANDNI~
Age: 125
7922 days old here
Total Posts: 56416
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
Hae afsos ke rasman bhi kisi ne mughe ko
Aan ker eid mubarak na kaha eid ke din
Har aik dil ke kali kuin na muskura uthe
Ke eid le ke bahar-e-jaan umeed aae hai
Sukoon cheen rahi hai jalan nigahoon ki
Ragoon mein daurta hai zehar eid ke din bhi
Bas wahi din hai eid ka apni
Jo teri yaad mein guzarta hai
Laboon pe rang-e-tabassum na dil mein moj-e-sarwar
Mere watan ke garibon ki eid kab kiya kaise hogi?
~CHANDNI~
Age: 125
7922 days old here
Total Posts: 56416
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
Hae afsos ke rasman bhi kisi ne mughe ko
Aan ker eid mubarak na kaha eid ke din
Har aik dil ke kali kuin na muskura uthe
Ke eid le ke bahar-e-jaan umeed aae hai
Sukoon cheen rahi hai jalan nigahoon ki
Ragoon mein daurta hai zehar eid ke din bhi
Bas wahi din hai eid ka apni
Jo teri yaad mein guzarta hai
Laboon pe rang-e-tabassum na dil mein moj-e-sarwar
Mere watan ke garibon ki eid kab kiya kaise hogi?