~CHANDNI~
Age: 125
7922 days old here
Total Posts: 56416
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
Keh Do Jo Bhi Kehdo jo bhee mun mai aye Aisa na ho khamoshee mai Sunne wala hee kho jaye Kehdo jo bhee mun mai aaye Mun jangal mai aag lage tau Mun hee nehee tan bhee jal jaye Kitne zamane bethe reho Phir sawan kee aas lagaye Sawan ka kiya aye na aye Aye na aye Kehdo jo bhee mun mai aaye Aisa na ho hum jaayein tau Tan sulge aur mun tarpaye Keh do jo bhee mun mai aaye Mun kee batain keh dene se Chain aaye gaa neend aaye gee Roothe huai mun jayein ge Khushiyon bhare din aayein ge Sapne liye raat aaye gee Raat aaye gee Kehdo jo bhee mun mai aye Aisa na ho Khamoshee mai Sunne wala hee kho jaaye Kehdo jo bhee mun mai aaye ************************************************************ ************ Aankhon Ko Aankhon Ne, Ankon ko ankon ne jo sapna dekhya hai dekho kaheen toot jayee nah itney zamno mein jo laut ker aya hai phir kaheen root jayee na chere per tumharey pe jo rang hai bahar ka pichli bahroon mein na tha lehjey bol laga hai kuhmar sa kal tak batoon mein na tha kal tzk batoon mein na tha chere per tumharey pe jo rang hai bahar ka lehjey bol laga hai kuhmar sa kal tak batoon mein na tha Ankon ko ankon ne jo sapna dekhya hai dekho kaheen toot jayee nah itney zamno mein jo laut ker aya hai phir kaheen root jayee na pal do pal dil milney ke baat hai rastey nikal ayeen gaye beeti howi batoon ka woh kubar dul jayee ga fasley simat jayeen gaye rasety nikal ayeen gaye pal do pal dil milney ke baat hai rastey nikal ayeen gaye beeti howi batoon ka woh kubar dul jayee ga fasley simat jayeen gaye Ankon ko ankon ne jo sapna dekhya hai dekho kaheen toot jayee nah itney zamno mein jo laut ker aya hai phir kaheen root jayee na ************************************************************ ***** Tum Kehti Ho TUm kahti ho meray khat mujh ko wapis kar doo .. wapis kar doo beghi shamian khushbu yaadain .. sari baatain tum kahti ho .. wapis kar dooo.. kuch soohkay phoo kitabo mian aik chehra hai meray khuwaabon mian kutch tuhfay hain tasveerain hain meray daman main yehi cheezain hain .. jo tanhaye ki sathi hain.. sari yaadain .. tum kahti ho wapis kar doo.. wapis kar doo.. meray khat mujh ko , um kahti ho wapis kar doo. khushiyan saari ho ghum saray.. waday qasmain mausam saray jo sath bahay.. woh sab ansoo beetay lamhoon kay sab jugnu jo tanhaye .. ki saathi hian .. sari yaadain .. tum kahti ho wapis kar do ************************************************************ ************ Aashna BY JUNAID JAMSHED Kyun Bantay Ho Aashna Lamha Bhar Ko Kabhi Kabhi Jeena Hai Gar Umr Bhar Humain Ban Kar Ajnabi Kyun Bantay Ho Aashna Lamha Bhar Ko Kabhi Kabhi Jeena Hai Gar Umr Bhar Humain Ban Kar Ajnabi Tanha Rehnay Do Mujhay Tanha Rehnay Do Bura Ya Bhala Jee To Raha Hoon Zinda Rehnay Do Tanha Rehnay Do Mujhay Tanha Rehnay Do Bura Ya Bhala Jee To Raha Hoon Zinda Rehnay Do Kyun Bantay Ho Aashna Lamha Bhar Ko Kabhi Kabhi Jeena Hai Gar Umr Bhar Humain Ban Kar Ajnabi Koi Hal Nahin Ab Koi Hal Nahin Nazar Main Meri Humara Tumhara Koi Kal Nahin Koi Hal Nahin Ab Koi Hal Nahin Nazar Main Meri Humara Tumhara Koi Kal Nahin Kyun Bantay Ho Aashna Lamha Bhar Ko Kabhi Kabhi Jeena Hai Gar Umr Bhar Humain Ban Kar Ajnabi Kyun Bantay Ho Aashna Lamha Bhar Ko Kabhi Kabhi Jeena Hai Gar Umr Bhar Humain Ban Kar Ajnabi
~CHANDNI~
Age: 125
7922 days old here
Total Posts: 56416
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
IK lerki ko dakha tu aesa laga ,
JESAY khilta gulab, jesay shaair ka khuaab jasy , JESAY ujhLi kiran,Jesay chandni raat,Jesay nagmy ke raat, JESAY mandir maien hoo ik jalta diyaaaaaaa, IK lerki ko dakha tu aesa laga , Jesay subho ka roop,jasy serdi ke dhoop, JESAY beena ke chaal, Jasy RANGOO KE JAAN , JESAY bal khaay rail , jesay lehroo ka khail, JESAY kushbo liya ay THANDI hawa, IK LERKI KO DAKHA TU AESA LAGA, JESAY nachta moor ,jasy raisham ke door , JESAY periyoo ka raag ,jesay sandal ke raag, JESAY soola singhaar,jesay ras ke pukaar , AHISTA ahista barhta nasha , O IK LERKI KO DAKHA TU AESA LAGA , TU muskaray tu subha tujhe salam kary, TU roo pary tu zamany ke ankh bahr ay .SONU,,,,
~CHANDNI~
Age: 125
7922 days old here
Total Posts: 56416
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
IK lerki ko dakha tu aesa laga ,
JESAY khilta gulab, jesay shaair ka khuaab jasy , JESAY ujhLi kiran,Jesay chandni raat,Jesay nagmy ke raat, JESAY mandir maien hoo ik jalta diyaaaaaaa, IK lerki ko dakha tu aesa laga , Jesay subho ka roop,jasy serdi ke dhoop, JESAY beena ke chaal, Jasy RANGOO KE JAAN , JESAY bal khaay rail , jesay lehroo ka khail, JESAY kushbo liya ay THANDI hawa, IK LERKI KO DAKHA TU AESA LAGA, JESAY nachta moor ,jasy raisham ke door , JESAY periyoo ka raag ,jesay sandal ke raag, JESAY soola singhaar,jesay ras ke pukaar , AHISTA ahista barhta nasha , O IK LERKI KO DAKHA TU AESA LAGA , TU muskaray tu subha tujhe salam kary, TU roo pary tu zamany ke ankh bahr ay .SONU
~CHANDNI~
Age: 125
7922 days old here
Total Posts: 56416
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
"Kaise Bataaoon Main Tumhe Mere Liye Kaun Ho Kaise bataaoon main tumhe Mere liye tum kaun ho, kaise bataaoon Kaise bataaoon main tumhe Tum dhadkanon ka geet ho Jeevan ka tum sangeet ho Tum zindagi tum bandagi Tum roshni tum taazgi Tum har khushi tum pyaar ho Tum preet ho manmeet ho Aankhon mein tum yaadon mein tum Saanson mein tum aahon mein tum Neendon mein tum khwaabon mein tum Tum ho meri har baat mein Tum ho mere din raat mein Tum subaah mein tum shyaam mein Tum soch mein tum kaam mein Mere liye paana bhi tum Mere liye khona bhi tum Mere liye hasna bhi tum Mere liye rona bhi tum Aur jaagna sona bhi tum Jaaoon kahin dekhoon kahin Tum ho vahan, tum ho vahin Kaise bataaoon main tumhe Tum bin to main kuch bhi nahin Kaise bataaoon main tumhe Mere liye tum kaun ho Yeh jo tumhaara roop hai Yeh zindagi ki dhoop hai Chandan se tarsha hai badan Behti hai jis mein ek agan Yeh shokhiyaan yeh mastiyaan Tumko hawaaon se mili Zulfein ghataaon se mili Honton mein kaliyaan khil gayi Aankhon ko jheele mil gayi Chehre mein simti chaandni Aawaaz mein hai raagini Sheeshe ke jaisa ang hai Phoolon ke jaisa rang hai Nadiyon ke jaisi chaal hai Kya husn hai kya haal hai Yeh jism ki rangeeniyaan Jaise hazaaron titliyaan Baahon ki yeh golaaiyaan Aanchal mein yeh parchhaaiyaan Yeh nagriyaan hai khwaab ki Kaise bataaoon main tumhe Haalat dil-e-betaab ki Kaise bataaoon main tumhe Mere liye tum kaun ho Kaise bataaoon, kaise bataaoon Kaise bataaoon main tumhe Mere liye tum dharam ho Mere liye imaan ho Tum hi ibaadat ho meri Tum hi to chaahat ho meri Tum hi mera armaan ho Takta hoon main har pal jisse Tum hi to voh tasveer ho Tum hi meri taqdeer ho Tum hi sitaara ho mera Tum hi nazaara ho mera Yudhyaan mein mere ho tum Jaise mujhe ghere ho tum Purab mein tum pachhim mein tum Utar mein tum dakshin mein tum Saare mere jeevan mein tum Har pal mein tum har chir mein tum Mere liye rasta bhi tum Mere liye manzil bhi tum Mere liye saagar bhi tum Mere liye saahil bhi tum Main dekhta bas tumko hoon Main sochta bas tumko hoon Main jaanta bas tumko hoon Main maanta bas tumko hoon Tum hi meri pehchaan ho Kaise bataaoon main tumhe Devi ho tum mere liye Mere liye bhagwaan ho Kaise bataaoon main tumhe Mere liye tum kaun ho Kaise...........