Zindagi Shart Hai
Aab Phool Khilen Ya Na Khilen
Tu Sath Chaly Ya Na Chaly
Soraj Ki Suoyaoon Ki Tarha
Kahbon Key Sirabon Ke Tarha
Zindagi Shart Hai
Aab Men Samjha Ki Tery Lams Ki Nisbat Janan
Dil Pey Wo Ankhon Ki Gulabi Ka Nasha Acha Tah
Tu Ne Samjha Men Tery Rang Chora Lon Ga Sabhi
Mery Pindar Sey Wo Tera Gila Acha Laga
Jhulmilaty Hoye Har Sham Ke Durahy Per
Men Ne Dekha Yai Tujhe Chand Sitaron Ki Tarha
Men Ne Chaha Hai Bas Itna Aey Mery Jan-E-Jahan
Tu Mery Pass Rahy Sayia Yazdan Ki Tarha
Tujh Ko Pa Kar Men Kisi Oor Ko Pana Chahon
Moot Ajaye Jo Phir Kabhi Marna Chahon
Aey Mery Dobty Sansoon Ki Ameen
Aey Mery Tottay Taroon Ke Zameen
Aab Zindagi Shart Hai
Aik Hi Baat Hai
Jahan Bhi Rahin Aik Hi Baat Hai
Tum Pass Nahin Aik Hi Baat Hai
Kabhi Bin Tumhary Roya Kartey They
Ab Tum Door Ho Aik Hi Baat Hai
Dil Main Pehlay Wali Baat Nahin
So Jatun Karo Aik Hi Baat Hai
Dil Kay Aaenay Main Tumhin Dekh Liya
Ab Jo Bhi Roop Dharo Aik Hi Baat Hai
Bharum Sarey Ab Tum Nay Toor Diyey
Bahaar Ho Ya Khizaan Aik Hi Baat Hai
Woh Waqat Tah Jab Hum Mila Kartey They
Wadey Sarey Wafa Kay Kiya Kartey They
Rishta Chah Ka Tah Jo Tum Nay Mita Diya
Ab Subha Ho Shaam Aik Hi Baat Hai
Ab Na Hi Woh Dil Hai Na Hi Tum
Jesi Bhi Rut Ho Aik Hi Baat Hai
Bin Tumhary Jeena Bhi Kiya Jeena Hai
Zindagi Ho Ya Mout Ho Aik Hi Baat Hai