~CHANDNI~
Age: 125
7902 days old here
Total Posts: 56416
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
ASSALAT O WASSALAM O ALAIKA YA SAYYEDDI YA RASOOL ALLAH
"Be Shak ALLAH TA'ALA aur Os k Farishte AAP(Sallal lahu Alaih e Wassallam) par Darood o Salam bhejte Rehte hen , Ae Iman Walo ! Tum Bhi AAp (Salla lahu Alaihe Wassallam) par Darood aur Kasrat k Sath Salam bheja karo."
(Al-Ahzab-56)
NABI KAREEM(S allal lahu Alaihe Wassallam) ka Irshad Mobarak Hei :
Jab Koi Ik Bar Darood Parta hei To ALLAH os Par 10 Rehmaten Nazil Karta hei,
10 Darjay Boland Karta hei,
10 Gunah Ma'af karta hei.
(Saheeh Muslim)
HUZOOR PAK (Sallal lahu Aliahe Wassallam) Par   ;DAROOD O SALAM parne ki Farziyyat Is Qadar Ziada Hei K
ALLAH TA'ALA Ki Sab se   ;AFZAL Ebadat "NAMAZ" Bhi is k Beghair Namukammal hei. EBADAT ALLAH ki hei lekin Jab TAk ALLAH k MEHBOOB Par DAROOD O SALAM na para jae , Namaz Mokammal h i Nahi ,MaQabool hi Nahi .
DAROOD O SALAAM ki FAZEELAT is Qadar Ziada hei k Namaz k Beghair Paro Tab Bhi Qabool hei. Mohabbat aur Adab k Sath
para Hua SALAM kabhi Rad Nahi Hota Chahe is ka Parne Wala Gunahgar Ommatti kuen na ho. Kuenk NABI PAK(Sallal lahuAlaihe Wassallam) Ka Irshad Hei:
" Jab Mera Koi Omatti ( Chahe Wo Mashriq Men ho Ya Maghrib Mein) Mujh Par
SALAM parta Hei To Mein Os Ka JAWAB deta Hoon Kuenk ALLAH ne Meri
ROOH Mujay Wapis Lota Di Hei."
(Sonan Abi Daud)
Darood Pak Parne Se &n bsp;SAWAB Milta Hei aur
SALAM Parne Se JAWAB Milta hei
Is Liye ALLAH TA'ALA ne AAQA(Alaih Salam) Par SALAM parne Par Ziada Zor Diya hei.{"WASALLEMOU TASLEEMAN"}
Kuenk SALAM , NABI Aur OMATTI k Darmiyan Talluq ko Mazboot karta hei , Mohabbat ko Barata hei ,Qabr mein HuZOOR PAK (Sallal lahu Alaihe Wassallam) ki Pehchan ka Zarya hei aur Roz e MEHshar , " SHAFA'AT " ka Waseela hei.
~CHANDNI~
Age: 125
7902 days old here
Total Posts: 56416
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
Aap ne suna hai
Aap ne suna hai,
Ya nahi suna,
Waqai nahi suna,
CNN pe, BBC pe,
Ptv pe, Geo pe,
Fm99 pe bhe nahi,
To mujh se sun lo
“I miss U”
Zikar hua jab khuda ki rehmaton ka
Zikar hua jab khuda ki rehmaton ka,
Hamne khud ko khushnaseeb paya,
Tamanna thi ek pyare se dost ki,
Khuda khud dost bankar chala aaya.
Har sagar ke do kinare hote hai
Har sagar ke do kinare hote hai,
Kuch log jaan se bhi pyare hote hai,
Ye zaruri nahi ke har koi pass ho,
Kyunki har subah mein yadoo,
Ke bhi sahare hote hai.
Mera dil hai HUGE
Mera dil hai HUGE,
Isse mat karna USE,
Warna ho jaye ga FUSE,
Aur tum hain paden gai SHOES.
Khusbu teri muje mehka jati hai
Khusbu teri muje mehka jati hai,
Teri har baat muje behka jati hai,
Sans ko bahut der lagti hai aane mein,
Har sans se pehle teri yaad aa jati hai.
Log pyaar ko bhagwan kahete hai
Log pyaar ko bhagwan kahete hai,
Par koi kare to gunah kahete hai.
Kahete he ki patthar dil roya nahi karte,
To fir zarne pahado se hi kyu nikalte hai?
Hamain to ‘SMS’ ne loota
Hamain to ‘SMS’ ne loota
‘CALL’ mein kaha dum tha,
Mere ‘SMS’ bhi wahan pohanchay
Jahan ‘BALANCE’ hi kum tha.
Na kashti na kinara hai koi
Na kashti na kinara hai koi,
Na manjil na jeene ka sahara hai koi,
Na aansu na khushi ka ishara hai koi,
Par aap hai to lagta hai ki hamara hai koi.