~CHANDNI~
Age: 124
7840 days old here
Total Posts: 56416
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
uth jaata hai sar se
Ungli pakad kar chalna,hajaar khwahisen karna
Gujarti thi unki zindagi , humare hi dagar se
Yaad aati hai o baaten Dil rota hai AAH aksar
Maa Baap ka saaya jab uth jaata hai sar se
wO ruthna humara , wO aansuyen bahana
puri hoti thin khwahise,humare is asar se
Baagh aate hain yaad ,chubhte hain kaante aksar
Maa Baap ka saaya jab uth jaata hai sar se
Dil todna na unka ,na taklif kabhi dena
Nikaalna hai tumhen hi unhen Askon ke sahar se
Yatimon ko dekho unhen ja kar samjho,kya hota hai tab
Maa Baap ka saaya jab uth jaata hai sar se
Wo dhundhli si aankhen,Wo masum sa chehra
Yatimon ko dekhoge , jab unke hi nazar se
Samajh jaaoge AAAH tum bhi ,kya hota hai tab
Maa Baap ka saaya jab uth jaata hai sar se
ALAM ki ek ilteja hai , ek baat meri maano
Apna aasiyana banana,Unke muhabbaton ke asar se
Bahut taklif hoti hai,,hota hai KAAS honoto per aksar
Maa Baap ka saaya jab uth jaata hai sar se
~CHANDNI~
Age: 124
7840 days old here
Total Posts: 56416
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
Phulon ka ghar bana kar kya mila mujhko
Dhup ki Tapish me Jalim Un saath Chhor gaye
Isliye Daman apna ab kaanton se Uljhana hai
Ek khusnuma Kaanton ka ghar banana hai
Maine mana ki ye chubhe gen Aksar
Dard bhi hoga Khun bhi nikle gen Paaon se mere
Saath chhor jayen jo aksar ab saath na unka nibhana hai
Ek khusnuma Kaanton ka ghar banana hai
Siddat-E-Jud aee ka gham kya hota hai
Ashk behisab bahte hain ye kyon hota hai
Phulon ke sang rah kar maine ye jana hai
Ek khusnuma Kaanton ka ghar banana hai
Kaee baar bikhre hain ye Barhan Sameta hai maine
KHun ke katron me dubi hai Ungliyan Aksar
Phir bhi Judaaee ka gham Ta-zindagi uthana hai
Ek khusnuma Kaanton ka ghar banana hai
~CHANDNI~
Age: 124
7840 days old here
Total Posts: 56416
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
Teen Tracker said: Ya Allah
Mujhe aisa banade kay main aap ko pasand aa jaon
Mere father ko mukamal sahetyaab farma
main apne cozin, ami aur abu ko hajj kara doon
Take Time To Laugh
Take time to laugh, it is the music of the soul. Take time to think, it is the source of power. Take time to read, it is the fountain of wisdom. Take time to love and be loved, it is a God-given privilege. Take time to work, it is the price of success.