~Mysteriousgal~
Age: 124
8249 days old here
Total Posts: 6584
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
MsaeedBarkat said: According to Islamic Leaders
women cannot be an Imam
coz
women are required to offer prayer in their house and even more better if they offer in a room.
and if required she can be imam of women only but not daily only in rare occasions like for Jumma or Eid prayer
but in house.
lemme clear a point here.... women cant be an imam... as she is not allowed to do imamat of any namaz whether it be namaz-i-jummah or eid.... but yeah she is allowed to do so while standing in the SUF.... woh taraveeh parha sakti hain but suf main khari ho kay but only to women.... eid ki namaz bhi suf main khari ho kay she can read the verses.... jis tarhan mard imam suf say agay khara ho kay parhata hai waisay aurat ko ijazat nahin hai.... aurtain ghar main tarveeh parha sakti hain but suf main khari rah kay.... is cheez ko imamt nahin kahtay....is liyay a woman cant be an imam....
n jo hoa hai k aik aurat nay imamt ki hai woh galat hoa hai....
lemma share one thing....Hazrat Muhammad Salalaho ailahi wasalam kay zamanay main kabhi kisi aurat nay imamt ki? nahin na ya Hazrat Muhammad Salalaho ailahi wasalam nay kabhi kisi aurrat ko kaha kay imamat karwao nahin... tu kaisay is aurat nay ya kiya.... aurtoon ko islam nay buhat rights diyay hain aur agar ya right nahin diya tu yaqeenan is main Allah aur us kay Rasool Salalaho ailahi wasalam ki koi maslehat ho gi....
IT IS WRONG FOR A WOMEN TO BE AN IMAM....dats it
Allah ji if i wrote sumthing wrong tu mujhay bakhsh daina....AMEEN SUMA AMEEN
~Mysteriousgal~
Age: 124
8249 days old here
Total Posts: 6584
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
this song's lyrics was demanded by sum1 really special to me ... n here are the lyrics...
Hum hain iss pal yahan, Jaane ho kal kahan
Hum miley na miley, Hum rahey na rahey
Rahegi sadaa yahan, Pyar ki ye dastan
Sunenge sadaa jise,Yeh Zameen asmaan
Hum hain iss pal yahan, Jaane ho kal kahan
Hum miley Na miley, Hum rahey na rahey
Rahegi sadaa yahan, Pyar ki ye dastan
Sunenge sadaa jise,Yeh Zameen asmaan
Rang dhal jaate hai, Din badal jaate hai
Raatein so jati hai, Raahen kho jaati hai
Pyar khota nahin, Pyar sota nahin
Pyar dhalta nahin, Haan badalta nahin
Hum hain iss pal yahan, Jaane ho kal kahan
Hum miley Na miley, Hum rahey na rahey
Rahegi sadaa yahan, Pyar ki ye dastan
Sunenge sadaa jise,Yeh Zameen asmaan
Hum jahan aaye hain, Meherbaan saaye hain
Hum yahaan khwaabon ke, karwaan laaye hain
Dhadkane hain jawaan, Ga raha hain samaa
Pighli pighli si hain, Mehki tanhaiyan
Hum hain iss pal yahan, Jaane ho kal kahan
Hum miley Na miley, Hum rahey na rahey
Rahegi sadaa yahan, Pyar ki ye dastan
Sunenge sadaa jise,Yeh Zameen asmaan
Hmmmm....mmmmmm....mmmmmmmm
ya song bas maray shweeto kay liyay hai.... maray pyar say cutu say janu bachay my sweet heart.... bas unkay liyay hai.....