~Mysteriousgal~

Age: 124
8301 days old here
Total Posts: 6584
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan

How many feet and legs does this elephant have?


Hint
Lol erm no idea. Ahhh amazin huh?
Posted 22 Aug 2004

~Mysteriousgal~

Age: 124
8301 days old here
Total Posts: 6584
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
adiii bhaiya apko bata diya kahan say la rahi hon ya sab tu phir main kiya post karoon gi hehehehehe
Posted 22 Aug 2004

~Mysteriousgal~

Age: 124
8301 days old here
Total Posts: 6584
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan


Which CENTER circle is bigger?


Hint
They're both equally the same HAHA!
Posted 22 Aug 2004

~Mysteriousgal~

Age: 124
8301 days old here
Total Posts: 6584
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan


Is this 1 face or two faces?


Hint
The 1 face is facing forward, the two faces to side views. Move abit rather from the screen to see the 1 face guy.

Posted 22 Aug 2004

~Mysteriousgal~

Age: 124
8301 days old here
Total Posts: 6584
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
lolzzzz u r sooooo rite MG1
Posted 22 Aug 2004

~Mysteriousgal~

Age: 124
8301 days old here
Total Posts: 6584
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
hmmmm
Posted 22 Aug 2004

~Mysteriousgal~

Age: 124
8301 days old here
Total Posts: 6584
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Posted 22 Aug 2004

~Mysteriousgal~

Age: 124
8301 days old here
Total Posts: 6584
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
hey MG1 u have to listen to this song as well i m listening to these 2 songs subha say repeat mode pay so guys u have to listen them as well.... the music is superb
Posted 22 Aug 2004

~Mysteriousgal~

Age: 124
8301 days old here
Total Posts: 6584
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
but hey u have to listen to this song as well ok MG1
Posted 22 Aug 2004

~Mysteriousgal~

Age: 124
8301 days old here
Total Posts: 6584
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
orite MG1
Posted 22 Aug 2004

~Mysteriousgal~

Age: 124
8301 days old here
Total Posts: 6584
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Posted 22 Aug 2004

~Mysteriousgal~

Age: 124
8301 days old here
Total Posts: 6584
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
lolzzzz k MG1
Posted 22 Aug 2004

~Mysteriousgal~

Age: 124
8301 days old here
Total Posts: 6584
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
aha.....nice nice....
Posted 22 Aug 2004

~Mysteriousgal~

Age: 124
8301 days old here
Total Posts: 6584
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
shukriya ji
Posted 22 Aug 2004

~Mysteriousgal~

Age: 124
8301 days old here
Total Posts: 6584
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Ajeeb daastaan hai yeh
Kahan shuru kahan khatam
Yeh manzile hai kaunsi
Na voh samajh sake na hum
Yeh roshni ke saath kyoon
Dhuaan utha chiraag se
Yeh khwaab dekhti hoon main
Ke jag padi hoon khwaab se
Ajeeb daastaan hai yeh
Kahan shuru kahan khatam
Yeh manzile hai kaunsi
Na voh samajh sake na hum
Mubaarakein tumhe ke tum
Kisi ke noor ho gaye
Kisi ke itne paas ho
Ke sab se door ho gaye

Ajeeb daastaan hai yeh
Kahan shuru kahan khatam
Yeh manzile hai kaunsi
Na voh samajh sake na hum
Kisi ka pyaar leke tum
Naya jahan basaaoge
Yeh shaam jab bhi aayegi
Tum humko yaad aaoge
Ajeeb daastaan hai yeh
Kahan shuru kahan khatam
Yeh manzile hai kaunsi
Na voh samajh sake na hum
Posted 22 Aug 2004

~Mysteriousgal~

Age: 124
8301 days old here
Total Posts: 6584
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Na chaahoon sona chaandi, na chaahoon heera moti
Yeh mere kis kaam ke
Na maangoon bangla baadi, na maangoon ghoda gaadi
Yeh to hain bas naam ke
Deti hai dil de badle mein dil ke
(Ghe ghe ghe ghe ghe, ghe re saahiba
Pyaar mein sauda nahin)
Posted 22 Aug 2004

~Mysteriousgal~

Age: 124
8301 days old here
Total Posts: 6584
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Yeh kahan aa gaye hum
Yunhi saath saath chalte
Teri baahon mein hai jaanam
Mere jism-o-jaan pighalte
Yeh kahan aa gaye hum
Yunhi saath saath chalte

aha
Posted 22 Aug 2004

~Mysteriousgal~

Age: 124
8301 days old here
Total Posts: 6584
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Dekha Ek Khwaab To Yeh Silsile Hue
Door Tak Nigahon Mein Hain Gul Khile Hue
Yeh Gila Hai Aapki Nigahon Se
Phool Bhi Ho Darmiyaan To Faasle Hue
Dekha Ek Khwaab...

Meri Saanson Mein Basi Khushboo Teri
Yeh Tere Pyaar Ki Hai Jadugari
Teri Aawaz Hai Havaaon Mein
Pyar Ka Rang Hai Phizaaon
Dhadkanon Mein Tere Geet Hain Mile Hue
Kya Kahun Ke Sharm Se Hain Lub Sile Hue
Dekha Ek Khwaab...

Mera Dil Hai Teri Panaahon
Aa Chhupa Loon Tujhe Maein Baahon Mein
Teri Tasveer Hai Nigaahon Mein
Door Tak Roshni Hai Raahon Mein
Kal Agar Na Roshni Ke Kaafile Hue
Pyar Ke Hazaar Deep Hain Jale Hue
Dekha Ek Khwaab...
Posted 22 Aug 2004

~Mysteriousgal~

Age: 124
8301 days old here
Total Posts: 6584
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
I'VE POSTED THE LYRICS OF BOTH THE SONG N ITS SAD VERSION IN THE LYRICS SECTION HEY GUYS ITZ A REQUEST DO LISTEN TO THESE SONGS PLLLLLLLZZZZZZZZZZZZZZZZZZZZZZZZZZZZZZZZ
Posted 22 Aug 2004

~Mysteriousgal~

Age: 124
8301 days old here
Total Posts: 6584
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
I'VE LOOKED FOR ITS LYRICS BUT DINT FIND IT BUT I M GOING TO WRITE THEM BY MYSELF WHILE LISTENING TO THE SONG SO JUST WAIT N DO LOOK FOR IT IN THE LYRICS SECTION....THEY WILL BE THERE SOON...
Posted 22 Aug 2004

~Mysteriousgal~

Age: 124
8301 days old here
Total Posts: 6584
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
hmmmmmm
Posted 20 Aug 2004

~Mysteriousgal~

Age: 124
8301 days old here
Total Posts: 6584
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
jeeti thi jis kay liyay....
jis kay liyay marti thi...
ik aaisa ladka tha....
jisay main pyar karti thi....
(hoon)
Posted 18 Aug 2004

~Mysteriousgal~

Age: 124
8301 days old here
Total Posts: 6584
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
jis nay ap say pyar kiya fragi ap nay us say pocha kay woh aapkay ghar main set ho jaay gi adjust ho jay gi ya nahin...jab maa baap ladki ki shadi kartay hain tu ladki aik different mahol say entirely different mahool main chali jati hai tab bhi tu adjust karti hai... ap us ladki say mashwara tu kartay pochtay tu sahi... woh ladki adjust honay kay liyay tayar thi na.... but ap nay tu apni aur us ki zindagi ka aikalay hi faisala kar diya... us ko pyar karkay chor diya.... woh yah nahin kahti ap nay dhoka diya but woh yah kahti hai ap usay sath chalnay ko kahtay tu... agar us nay ap say pyar kiya hai tu sath bhi zaror daiti....

but khair apki batoon say yahi lagta hai k woh ladki theek nahin thi apkay liyay... us main buhat si khamiyan theen shaid... shaid us kay pyar main uskay jazboon main banawat thi....

but kash ap sahi say usko pyar ko pahchan laitay....
duniya main kuch loog buhat toot kay chahtay hain shaid woh unheen main say aik hai.... ab tak us ki ankhoon kay ansoo nahin rukay....

ya bhi banawat hai kiya fragi?
Posted 18 Aug 2004

~Mysteriousgal~

Age: 124
8301 days old here
Total Posts: 6584
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
nice fragi
Posted 16 Aug 2004

~Mysteriousgal~

Age: 124
8301 days old here
Total Posts: 6584
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
n hey fragi i m sorry if i was harsh but i guess i wasnt but still i m sorry
Posted 16 Aug 2004

~Mysteriousgal~

Age: 124
8301 days old here
Total Posts: 6584
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
~Fragi~ said:

SanaSana said:

~Fragi~ said:

shadi k khawab galz dekh leti hain .. boyz nahi kehtey k meray sey hee karo shadi



qais ney koi gunnah tu nahi kiya tha bus mohabat kee thee
but kiya bana us k saath

yeh sab larkiayon kee pb hai k .. "dekho jani mujhe ko tum sey mohabat hai per meri mummy nahi mantee.. mein kiya karoon .. bus tum mujhe bhool jayo ... "



aab bhala amee ko kabhi kaha hee na hoo .. per stand lenay sey tu jaan jati hai na galz kee .. tu pehlay boyz ko mohabat mein itna agey kiyoon latee hian k wapsi k rastey na hotey hoye bhi un ko wapis bhejtee hain





well,it's not quite true ke lerkiyan hi ye khuwab dekhtee hain...
or lerkiyan dekhtee bhi hain tu isee liye na ke wo sincere hote hain us bandey ke sath...
or real main apnana chahtee hain
but tum log unko dhoka de ker peechey hut jatey ho tum logo apni family or mother father unkey der se peechey qadam huta letye ho...coz unkii pasand bilkool change hotee hai
or wo accept hi nahi kerteen...though shadi hi kiyon na ho jaye..
lerkiyan tu gher s ebhagney tuk ka step leletee hain
eventhough unko bakhubi elm hota hai ke phir koi bhi wapsi ka imkaan nahi hai...
or tum log kiya kertey ho unko beech rastey main chor ke chal detey ho...
bohut saree misalen aye din news paper main ate rehtee hain.....
tum log sirf time pass ke liye gals ko choose kertey ho..
is terha ke wo bhi kafee involve ho jaye...aise batein kerkey...unko apney mutabiq sochney per majboor ker detey ho
is main tu no doubt gals kamzor mind ki hotee hain
is main mostly unki sadgi ka kasoor hota hai
or isee liye khud ho involve ker letee hain
lekin end time per tum unse mazrut ker letey ho....

asal reason ye hai ke jab insaan khud aise situation se guzerta hai tab andaza hota hai...
ab tum bhi aise situation face ker rahey ho tu
saree lerkiyon ku qusoor war keh rahey ho!




baat yeh nahi hia k mein kiya feel kar raha hoon aaj kal

mein tu sirf eik sach ko samney la raha hoon ... kiya kabhi galz ko ager boyz sey itnee dushmani hai tu woh boyz k fone ka kiyoon intezar kartee hain .. . yehi galz hoti hain jo eik dam care kartee hain k boys ko aur kuch yaad nahi rehta... yehi galz ka style hota hai jo boyz ko attract karta hai .. per jab boyz ney feeling bana lee .. galz ko apnee majboorian yaad ajati hain ... aisa kiyooon hotah ia ???

boyz i think ziada sincere hotey hain aur sachey hotey hain . kamazkam woh jhoot tu nahi boltey na ...
jabkey galz ka tu kaam hee ..........



fragi aik baat kahon if u dont mind....u said ladkiyan jhoot bolti hain rite.... n u said k GALZ ko apna past daikh laina chahiyay.... agar koi ladki ap say itna pyar karti ho k bas is dar say kay kaheen aur say apko us kay past kay baray main pata chalay ga tu ap naraz ho gay woh khud hi bata day apko sab kuch aur ap kaho k FORGET DA PAST I M U PRESENT tu kiya khayal hai is baat ka...
aik aur baat agar us waqat woh ladki chupa lay apna past aur baad main apko kaheen say pata chalay tu ap us say naraz ho gay na kay tum nay jhoot bola..... ab ladi kiya karay dono tarhan say pahns gayee ladki

batati hai tu baad main past ka tana diya jata hai....
nahin batati tu kahtay hain kay jhoot bola...

aik baat bataon ladkiyan kabhi kisi say jhoot main ya nahin kahti kay i love u.....woh jab i love u kahti hai tu sachay dil say kahti hai..... ladki tu apnay parents kay samnay stand lainay ko bhi tayar ho jaay but agar ladka usay bholnay ko kah day tu woh kiya karay....

main manti hoon ap apni jagha theek ho but kiya sara kasoor ladki ka hai....

kiya ladki apnay pyar ko bant ta hoa daikh sakti hai nahin kabhi nahin....

but haan ab kuch ladkiyan sirf ladkay ki khushi kay liyay yahan tak kah daiti hain k theek hai tum khush raho tumhain agar us say pyar hai tu theek hai main tumhara sath daiti hain aur khud ko bas aik frn bana kay khamosh ho jati hain.... kiya tab ladki ka dil nahin dhokta.... dhokta hai fragi but bas woh ladkay ki khushi kay agay khamosh ho jati hai...

fragi kabhi kabhi ladkay ami abu kay samnay tu kiya bahan kay samny bhi kuch nahin kah patay.... achi baat hai main ya nahin kahti kay ghar waloon say laro kabhi nahin kahon gi coz woh woh loog hotay hain jo apko paltay hain paida kartay hain ap say sab say zada pyar kartay hain but aik dil aur bhi hai jo ap say bay panah pyar karta hai but apni kismat maan kay aur apnay naseeb ko maan kay chup ho jata hai....

ya maray views hain u might not agree n i wont force u to agree wid me....

but haan u dont worry i will pray k jo ladki apko chahiyay woh apko zaror milay inshallah aur ap say bay panah pyar karay kay ap apni life kay kuch bad days bilkul bhool jain aur unka saya bhi kaheen aur kabhi bhi nazar na aay Ameen Suma Ameen
Posted 16 Aug 2004

~Mysteriousgal~

Age: 124
8301 days old here
Total Posts: 6584
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
sanasana ki posts......>hmmmmm
Posted 16 Aug 2004

~Mysteriousgal~

Age: 124
8301 days old here
Total Posts: 6584
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
shahrukh khan said:

lolz...even us ki sis bhi kahe wo nahi aiye gie




BET U FOR THIS.... ORITE?
Posted 16 Aug 2004

Topic: ~~~~

~Mysteriousgal~

Age: 124
8301 days old here
Total Posts: 6584
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Posted 16 Aug 2004

~Mysteriousgal~

Age: 124
8301 days old here
Total Posts: 6584
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
its ok fragi koi baat nahin.... used to it now na is liyay khair i m sorry rafia
Posted 16 Aug 2004