Logo

Wel Kum Queen Of JB

JB KA RAJA:
Ufff aap yahan bhi hain


kis ki baat kar rahay hain

Posted on 2/24/2005 5:20:43 PM

JB KA RAJA:
Ufff aap yahan bhi hain


ji...hum her jaga hazir hotay hein churail ki tarahn

Posted on 2/24/2005 6:05:01 PM

ZEESHANAHMED:
ankhain band kar kay

kia Ilhaam hota hai aap ko


kyun bataon

Posted on 2/24/2005 6:05:44 PM

kash_beauty:
JB KA RAJA:
Ufff aap yahan bhi hain


ji...hum her jaga hazir hotay hein churail ki tarahn


churail ki tarah ka kia matlab? churail honay main koi shak hai kia

Posted on 2/24/2005 6:07:09 PM

kash_beauty:
ZEESHANAHMED:
ankhain band kar kay

kia Ilhaam hota hai aap ko


kyun bataon


"kyun bataon" kaheen pol hi na khul jaey

Posted on 2/24/2005 6:08:13 PM

shak ho bhi tou app ko batana zarori hai kia

pol khulnay ka kis ko der hai!
jo der gaya woh mer gaya

Posted on 2/24/2005 6:12:48 PM

kash_beauty:
shak ho bhi tou app ko batana zarori hai kia

pol khulnay ka kis ko der hai!
jo der gaya woh mer gaya


mujhay hi nahi yeh tu sab ko pata hai

Posted on 2/24/2005 6:14:21 PM

na bhi pata ho tou hamara kaun sa bill aa raha hai

Posted on 2/24/2005 6:16:11 PM

kash_beauty:
na bhi pata ho tou hamara kaun sa bill aa raha hai


bill tu pata honay par bhi nahi aata hai

Posted on 2/24/2005 6:18:46 PM

tou phir tension kaun lay

Posted on 2/24/2005 6:30:40 PM

King of jb:
nahi ya nahi hay mg wo to land ker chuka hay oper



MGGGGGGGGGGGGG.................

Posted on 2/24/2005 6:32:21 PM

javad:
han ji ghar ki murgi hai


morgi nahi JAVAD JEE MORRRRRRGHAAAAAA


              

Posted on 2/24/2005 6:35:01 PM

Queen of jb:
javad:
han ji ghar ki murgi hai


morgi nahi JAVAD JEE MORRRRRRGHAAAAAA


               


murghi ho ya murgha, hai tu ghar ka hi na

Posted on 2/24/2005 6:42:19 PM

haan ye to hai........


but morghi morghi hotti hai.... aur morgha (MG)...........

Posted on 2/24/2005 6:47:51 PM

Queen of jb:
haan ye to hai........


but morghi morghi hotti hai.... aur morgha (MG)...........


haan yeh baat dil ko lagti hai

Posted on 2/24/2005 6:50:03 PM

hmm

Posted on 2/24/2005 7:52:13 PM

heart__hacker:
hmm


kia aap kay dil ko abhi tak nahi lagi yeh baat

Posted on 2/24/2005 7:55:15 PM


Posted on 2/25/2005 8:55:59 AM

nahii
ZEESHANAHMED:
heart__hacker:
hmm


kia aap kay dil ko abhi tak nahi lagi yeh baat

Posted on 2/25/2005 3:18:31 PM

aankh marna buri baat haiiiiiiiii

Posted on 2/25/2005 9:59:48 PM

kash_beauty:
aankh marna buri baat haiiiiiiiii


kis ne mari aur kis ko lagi?

Posted on 2/25/2005 10:14:44 PM

MG nay mari
or app ki halt dekh kar lag raha hai
app ko lagi hai baray zor ki

Posted on 2/25/2005 10:33:49 PM

mujhay nahi lagi

meri yeh halat tu bas soch kar ho gae jis lo lagi uski kia halat hogi

Posted on 2/25/2005 10:36:34 PM

phir os ka kia ho ga..jis ko lagi ho gi

Posted on 2/25/2005 10:44:17 PM

uska i think ye haal hua hoga

Oooopss

Posted on 2/25/2005 10:47:53 PM

itna bura haal

acha hua app nay koi shararat nahin ki

Posted on 2/25/2005 10:50:08 PM

hmmm Allah ka shukar hai.

Posted on 2/25/2005 10:51:31 PM

issliye kehtay hein
sharartein nahin karni chahieyn

or agar karo bhi na tou
jab maar kahany ki bari aaye ..kisi or ko agay kar do

Posted on 2/25/2005 10:54:45 PM

kash_beauty:
issliye kehtay hein
sharartein nahin karni chahieyn

or agar karo bhi na tou
jab maar kahany ki bari aaye ..kisi or ko agay kar do


aap ki tarah??

Posted on 2/25/2005 11:09:15 PM

na ji!
hum sharart he aisi kartay hein k agla banda marnay k kabil he nahin rehta

Posted on 2/26/2005 1:20:11 PM