Logo

ap ka sher plz sher chain

ONLYARBAB:
    yeh acha hay k aapsa k bharam tootnay na payin
   kabhi bhi doston ko aazma kar kuch nahi milta


sun lo sunny kuch nahi milata mujhay yay may mat aazmao


Posted on 2/2/2005 7:15:55 AM

kiyon kiya howa sunny

Posted on 2/2/2005 7:19:24 AM

wow good job

Posted on 2/2/2005 7:43:11 AM

KHAMOSH DIL KI SADA KISI KO SUNANA CHAHTI THI MEIN
RAZDAR APNI ZINDAGI KA BHI KOI BANANA CHAHTI THI MEIN

JAANTI THI KI DIL TOOTNE SE DARD HOTA HAI BAHUT
PHIR BHI UNHI SE DIL LAGANA CHAHTI THI MEIN

GHAMON SE ACHHI NIBHTI THI PEHLE BHI MERI
PHIR KAYON KHUSHION KO DAAMAN THAMAANA CHAHTI THI MEIN

MAINE ARZOO BHI KAISE KI KISI HASIN KHAAB KI
ISI ARZOO KE LIYE TO AB PACHHTANA CHAHTI THI MEIN

Posted on 2/2/2005 3:18:22 PM

nice anjali very good

Posted on 2/3/2005 2:59:07 AM

Arbab dear shair ki koi chain to banata nahi tum hi koi shair likh diya karo.


Ek pal ko agar mein likhoon
Ek pahar ko tu bhi likh
Ek saanjh ko mein likhti hoon
Ek sahar to tu bhi likh.

Posted on 2/4/2005 1:40:31 PM

sahar ghamoon ke baad kabhi nahin hoti
hoti to kabhi zindagi main shaam na hoti

Posted on 2/4/2005 11:17:37 PM


Posted on 2/5/2005 12:05:12 AM

Jab dekha oono nay tirchhi nazar se, to hum madhosh ho gaye,
Par jab pata chala ki nazare hi tirchhi hai, to hum behosh ho gaye...

Posted on 2/5/2005 7:57:06 AM

WAAAO good shair
(Kahin pe nigahe kahin pe nishana)


Door tak sahar ka namo nishan nahi hai magar
Dil ko ummeed hai badi ki ujala hoga.

Posted on 2/5/2005 1:32:37 PM

    rasme ulfat hi ijazat nahi deti warna
    hum bhi aisa tumhey bhulain k sada yaad karo

Posted on 2/5/2005 7:02:41 PM

bas kya bataye aysay hehot ahai dost



aap dil ka qrar ho gaye
aap humary pyar ho gaye
aap humari zindgi ho agye
aap humaray ghumgusar ho agye

Posted on 2/5/2005 8:39:03 PM


Posted on 2/5/2005 9:48:41 PM


woh bewafa hai...hum yeh manna nahi chahte..
per uss ki berukhi bhi to hum seh nahi pate...

Posted on 2/5/2005 10:22:39 PM


Posted on 2/6/2005 2:39:55 AM

nice

Posted on 2/6/2005 5:18:17 AM

kiyon zindagi ki rah may majboor ho gay
itney howe qareeb k hum door ho gay

Posted on 2/6/2005 5:19:08 AM

   mujhey duniya ki dolat na zar cahiye
   bas sabz gumbad k say may ghar cahiye

Posted on 2/6/2005 5:19:57 AM

    fariyad kar rahi hay tarsi howi nigah
    dekhey howe kisi ko bohot din guzar gay

Posted on 2/6/2005 5:20:39 AM

nice

Posted on 2/6/2005 10:25:25 PM

thanks janubaby

Posted on 2/7/2005 5:17:25 AM

sher kahan hay janubaby

Posted on 2/7/2005 5:17:55 AM


Posted on 2/7/2005 5:19:09 AM

Aiye Zindagi to kahi tasvir to nahi
Waqt ke haatho ki lakir to nahi
Kahi waqt tumko mujhse chura na le jaaye
Aisi kahi meri takdir to nahi

Aiye Zindagi to kahi tasvir to nahi
Mujhe zarroat hai tere sahaare ki
Kahi too mujhe de jaaye daga
Aisi kahi teri soch to nahi
Mujhe yu hi akela chhod jaaye
Kahi ye tera armaan to nahi

Aiye Zindagi kahi too tasvir to nahi
Ye sach hai ki mai kucch bhi nahi
Tere bina yah kucch to nahi lekin
Ye bhi to hai ki mai ,mai hoo teri gulaam to nahi
Aiye Zindagi to kahi tasvir to nahi

Posted on 2/7/2005 5:19:18 AM

nice

Posted on 2/7/2005 6:09:55 AM

NICE DEARS very good creations
Chaand Tanha asmaan tanha dil mile hain kaya kaya tanha
Zindagi kaya isiko kahte hain jism tanha hai aur jaan tanha.
Jalti bujhti si roshni se pare simta simta sa ek muqam tanha.
Raah dekha karoge sadiyo tak chhor jaayenge ye jahaan tanha.

Posted on 2/7/2005 11:09:02 AM

tanhai main dil sajte hain
tanhai main dil ujarte hain

tanhai zulam dhati hai herbar
tanhai main loog marte hain

tanhai hai achi saheli bhi
tanhai main doost milte hain

Posted on 2/7/2005 11:30:38 PM

waisey anjali aur kiran aap kuch ziada hi tanha ho gai hain i think

Posted on 2/8/2005 4:40:16 AM

hum phool hain auron k liye lay hain khusbo
apney liy lay day k bas ek daag bacha hay

Posted on 2/8/2005 4:41:17 AM

ONLYARBAB:
waisey anjali aur kiran aap kuch ziada hi tanha ho gai hain i think
Sunny ke baray main poochooo naa

Posted on 2/8/2005 5:36:00 AM