Logo

ap ka sher plz sher chain

Yar Arbab kider hai

Posted on 2/21/2005 2:35:55 AM

thats what i was asking na

Posted on 2/21/2005 3:13:27 AM

Arbab sir kahan hain app...

Posted on 2/21/2005 3:30:44 AM

Aaa jay gha juld he hum hain na

Posted on 2/21/2005 12:00:27 PM

Aab tu uss kay piyar ka aandaz bhi dhoka laga
Uss ki batoon ka woh jadoo bhi mujhay jhoota laga

Suntay aay thay muhabt umer bher ka roog hay
Uss ko perkha tu yeh sara aik afsana laga


Waqat-e-rukhaset kuch na bola daykhta hi reh gaya
appni surakh aankhoon say sari raat ka jaga laga


Muskura ker uss nay champa kay mujhay jagray diyah
Appni bahoon main mehkta tufaa yeh acha laga


Loat ker aai main junhi apnay dill kash khaab say
Uss ghari tu chaand ka chyehra mujhay utra laga!!!


Main bhi saada dilly say uss ko apna keh diya
Uss ka maasoom chyehra jana pehchana laga

Posted on 2/21/2005 12:00:47 PM


Posted on 2/22/2005 12:34:54 AM

wafakadard:
Aaa jay gha juld he hum hain na

hmm okay

Posted on 2/22/2005 12:35:13 AM


Posted on 2/22/2005 1:38:29 AM

paki_fan:
wafakadard:
Aaa jay gha juld he hum hain na

hmm okay

HUM HAIN isi bat ka to dar hai

Posted on 2/22/2005 1:38:55 AM

Rahnay do kam az kam roh ko is jisam may
Umeed kay setaroon say sajaon ga is ko

Posted on 2/22/2005 1:39:12 AM

wafakadard:
paki_fan:
wafakadard:
Aaa jay gha juld he hum hain na

hmm okay

HUM HAIN isi bat ka to dar hai



Posted on 2/22/2005 1:52:39 AM

Teri fitrat mein wafa nahi tum Payar kaya Karoge?
Tumhe jeena nahi aata tum mujhe kaya maroge?

Kya arzo hai tumhari mein jaanti hoon,
Tumhari badli nighahon ko mein pehchanti hoon
Mujhko barbaad karke u he mujhko ruswa karoge

Tumhe Jeena nahi aata ..................

[%

Posted on 2/22/2005 11:52:09 AM

geetanjali:
Teri fitrat mein wafa nahi tum Payar kaya Karoge?
Tumhe jeena nahi aata tum mujhe kaya maroge?

Kya arzo hai tumhari mein jaanti hoon,
Tumhari badli nighahon ko mein pehchanti hoon
Mujhko barbaad karke u he mujhko ruswa karoge

Tumhe Jeena nahi aata ..................

[%
WOW

Posted on 2/24/2005 3:48:50 AM

geetanjali:
Teri fitrat mein wafa nahi tum Payar kaya Karoge?
Tumhe jeena nahi aata tum mujhe kaya maroge?


[%

Apne seene mein samaitey huwe laakhon toofaan
Main hoon khaamosh zamaane mein samander ki tarha

Posted on 2/24/2005 3:49:35 AM

hum aagay
kiya khayal hay
ji
haan to chain kahan tak pohoncha

Posted on 2/24/2005 6:03:31 AM

Jhoot tu qatil he is ka kiya rona
Such ne bhi insaan ka khoon bahaya he

Posted on 2/24/2005 6:04:17 AM

very nice sunny and anjali thaks
great job

Posted on 2/24/2005 6:05:04 AM

oooooooo welcome Back janab
we missed to you a lots

Posted on 2/24/2005 7:22:07 AM

ONLYARBAB:
very nice sunny and anjali thaks
great job
Thanks

Posted on 2/24/2005 7:22:19 AM

Is bewafa duniya mein pyar pana mushkil hota hai,
itna aasaan na samajh, ye har kisi ko kahan haasil hota hai

Posted on 2/24/2005 11:09:05 PM

YEh pyar karna aasaan nahi hota...
iss dard se nikalna bhi aasaan nahi hota...
jo log nibhate hain pyar ko...
unhi to keun pyar naseeb nahi hota...?

Posted on 2/24/2005 11:09:25 PM

bohat achey shairs hain arbab n suuny
keep it up

Posted on 2/25/2005 1:22:48 AM

acha kia letter tha a...
hmmm

"Apne milne se mana mat kar ,
ke is main beikhtyar hain hum"

Posted on 2/25/2005 1:23:07 AM

paki_fan:
bohat achey shairs hain arbab n suuny
keep it up
sukria

Posted on 2/25/2005 3:39:59 AM

khud pyas ka sehra hoon magar dil ki ye zidd hai
har dasht par sawan ki traha toott kar barsoon

Posted on 2/25/2005 3:40:53 AM

Bewafa ki humney,
Humari bewafa maat samaj,
Yeh hamari mohabbat hai,
Ese jahallat na samaj.

Posted on 2/25/2005 3:42:21 AM

Humari apni hi chahat
humare dil ka zakham bun gai !
Jis shraab se rahte they door
wahi shraab ab marham ban gai !!

Posted on 2/25/2005 3:42:37 AM

very nice ji very nice

Posted on 2/25/2005 4:48:33 AM

musalsal hoon mulaqatain to dilchaspi nahi rehti
yeh baytarteeb yaraney barey dilchasp hotey hain

Posted on 2/25/2005 4:49:41 AM


Posted on 2/26/2005 4:21:57 AM