Logo

Dil Tootanay tay....

ye jo ham hijr mein deewaar-o-dar ko dekhte hain
kabhee saba ko kabhee naamaabar ko dekhte hain

Posted on 7/17/2005 5:36:18 AM

nice guys

Posted on 7/17/2005 5:36:26 AM


Posted on 7/18/2005 5:04:05 PM

Main saahil pey likhee hoee ibaarat nahee
Jo lehron se mit jaati hay


Main baarish ki barasti boond nahee
Jo baras ker tham jaati hay


Main khwab nahee
Jisey dekha aur bhula dya


Main shama nahee
Jisey phoonka aur bujha dya




Main hawa ka jhonka nahee
Jo aaya aur guzar gaya




Main chand bhi nahee
Jo raat k baad dhal jaye




Main to woh ahsaas hoon
Jo tujh main lahoo ban ker gardish karay




Main to woh rang hoon
Jo teray dil pay charay to kabhi na mitay




Main woh geet hoon
Jo teray labon se juda na hoga




Main to woh parwaana hoon
Jo jalta rahayga magar fana na hoga




Khwab,ibaarat,hawa ki tarah
Chand,boond,shama ki tarah




Meray mitnay ka sawaal nahee
Kyunkay MÄÏN TÖ MÖHÄßßÄT HÖÖN

Aur Mohabbat Koi Sawaal Nahee....!!!!

Posted on 7/20/2005 2:04:48 AM

gud work fg

Posted on 7/20/2005 2:30:52 AM

Dard Ko Kabhi Mittay Nahin Dekha hai Maine
Pyar Ko Ghtay Kabhi Nahin Dekha Hai Maine

Posted on 7/20/2005 7:22:26 AM

Ae Dil Tu Kyun Itna Udaas Ho Gaya
Ek Pal Mein Kaise Koi Itna Khaas Ho Gaya
Jab Yaad Aaye Woh Beete Lamhein To
Gham Mein Bhi Khushi Ka Ehsaas Ho Gaya

Posted on 7/20/2005 7:23:00 AM

nice

Posted on 7/23/2005 2:40:41 AM


Ateet apne aap ko kyun dohrata hai
milkar koi phir kyun kho jata hai
zindagi bhar saath rehne ka vada kyun kiya
jab tumhe sirf bichhadna hi aata hai..

Posted on 7/24/2005 12:59:05 AM

Ankhon ki zuban woh samajh nahin patay
Hoont magar kuch keh nahin patay
Apni bebassi kiiss tarhan kahain hum
Koi hai jis ka bina hum reh nahin patay

Posted on 7/26/2005 8:57:03 AM

wafakadard:
Ae Dil Tu Kyun Itna Udaas Ho Gaya
Ek Pal Mein Kaise Koi Itna Khaas Ho Gaya
Jab Yaad Aaye Woh Beete Lamhein To
Gham Mein Bhi Khushi Ka Ehsaas Ho Gaya


AHAAN NICE

Posted on 7/26/2005 3:03:47 PM

Fairl_Girl:

Ateet apne aap ko kyun dohrata hai
milkar koi phir kyun kho jata hai
zindagi bhar saath rehne ka vada kyun kiya
jab tumhe sirf bichhadna hi aata hai..


AHAAN NICE JI

Posted on 7/26/2005 3:06:06 PM

wafakadard:
Ankhon ki zuban woh samajh nahin patay
Hoont magar kuch keh nahin patay
Apni bebassi kiiss tarhan kahain hum
Koi hai jis ka bina hum reh nahin patay



WOWW VERY NICE

Posted on 7/26/2005 3:08:28 PM

   

Posted on 7/26/2005 3:08:53 PM

Thnaks Maha Raja

Posted on 7/27/2005 1:55:14 AM


Posted on 7/28/2005 2:38:34 AM

WOW FG bahot achay

Posted on 8/1/2005 2:20:14 AM

ilzaam-e- mohobbat zamaane se mili
gham-e- do-jahaan bewafa yaar se mili

bin mange har dard bethahaasha mili
mangi jo maut aye khuda kyun na mili

Posted on 8/1/2005 2:23:17 AM


Posted on 8/1/2005 2:43:32 AM


Posted on 8/2/2005 2:46:31 AM


Posted on 8/2/2005 2:50:57 AM

nice

Posted on 8/3/2005 9:09:55 AM

Matlabi hai yeh duniya yahan kaun kisi ka hota hai
Dhoka bhi wohi deta hai jis pe bharosa hota hai..

Posted on 8/3/2005 9:10:04 AM


Posted on 8/4/2005 12:16:17 AM

nice sunny

Posted on 8/4/2005 11:22:55 PM


Posted on 8/4/2005 11:25:32 PM


Posted on 8/5/2005 1:31:44 AM

wafakadard:
Matlabi hai yeh duniya yahan kaun kisi ka hota hai
Dhoka bhi wohi deta hai jis pe bharosa hota hai..


as usual!
gr888888


Posted on 8/5/2005 6:47:01 PM

Dil kay soye huay zakhmoon ko jaga dati hai


Ab taree yaad bi jeenay ki saza dati hai


Ghar ki deewar bacha lain tu yah chanchal barish


Dil ki deewar pay kuch naqash bana dati hai

Posted on 8/5/2005 6:47:12 PM

AB DILO MAIN MEHKEY HUWEY JAZBAAT NAHI MILTY
YAHAN LOGO KO JENEY K SAHAREY NAHI MILTEY

Q CHUP K SAY DIL MAIN IUTER JATEY HAIN WOH LOG SHEHZEE
JIN SAY APNI KISMAT K SITAREY NAHI MILTEY


Posted on 8/5/2005 6:49:08 PM