Logo

talaash karti thi


Posted on 8/17/2007 7:21:03 AM

Fairl_Girl:

Khushio ka ek sansar lekar ayenge,
Patjhar main bhi bahar lekar ayenge,
Jab bhi aap pyar se pukaroge,
Marte huye bhi saanse udhar lekar ayenge.






Posted on 8/18/2007 3:39:22 AM

HAN DUSHMAN HAS LO

Posted on 8/19/2007 8:30:55 AM



Aansoo ankhon sey behtey jatey hain,
Aur tujhey hum yaad kiye jatey hain,
Najaney yeh kaun si manzil hai pyar ki,
key Hum dewaney terey huwey jatey hain,
Na din ki khabar hai na hamein raat ka pata,
Hum to basss yaddon ki mehfil sajayein jatey hain,

Posted on 8/19/2007 8:35:16 AM


Posted on 8/23/2007 12:12:00 PM

KING OF JB:
wah jee wah
thxx

Posted on 8/26/2007 6:01:10 AM

~tasha~:
thxx

Posted on 8/26/2007 6:01:52 AM

KING OF JB:
Fg
main to apko kuch nahi kia to yeh ankh kaise

Posted on 8/26/2007 6:02:12 AM


Asma k tare aksar pooch te hai humse, ” kya aaj bhi intezar hai uske laut aane ka” aur ye dil muskuraker kaheta hai, “mujhe to ab tak yakeen na hua us ke chale jaane ka..”

Posted on 8/26/2007 6:18:24 AM

THXXXX


* Tere jaane ki aaahat hui to**
maine socha ki main bhi tanha hoon
main chala tha pakad ke haath tera
tu nahi hai
na jaane main kaha hoon*

* tere jaane ki jab aaahat hui to**
maine socha ki main bhi tanha hoon*

* maine dekha use u jaate huye**
maine dekha use u jaate huye
kya kahon main
ye bata ki main kya karooon*

* tere jaane ki jab*

* aaahat hui to**
maine socha ki main bhi tanha hoon*

Posted on 8/28/2007 3:48:00 AM

Fairl_Girl:


* Tere jaane ki aaahat hui to**
maine socha ki main bhi tanha hoon
main chala tha pakad ke haath tera
tu nahi hai
na jaane main kaha hoon*

* tere jaane ki jab aaahat hui to**
maine socha ki main bhi tanha hoon*

* maine dekha use u jaate huye**
maine dekha use u jaate huye
kya kahon main
ye bata ki main kya karooon*

* tere jaane ki jab*

* aaahat hui to**
maine socha ki main bhi tanha hoon*



lovely

Posted on 8/28/2007 9:43:37 PM

"Ab tek gayee rutonn ka jinhainn intezaar hay"
"Bastay hainn aisay aisay bhi nadaan shehar mainn"

Posted on 8/31/2007 11:12:26 PM

nice work fg

Posted on 9/1/2007 3:43:03 AM

Mohabbat Hi Majbori Hai..
Mohabbat Hi Kamzori Hai...!!! Khushi Mili To Has Na Sake
Ghum Mile To Roo Na Sake
Zindagi Ka Kya Yehi Dastoor Hai..!
Jise Chaha Use Pa Na Sake Jise Paya Use Chaha Na Sake

Posted on 12/1/2007 8:48:06 AM

KING OF JB:
fg kidhargai ub
han ji main yehn

Posted on 12/3/2007 8:22:26 AM

Main ab khayalon main teri tasweer banaoon magar kaise...
Tu hi bata haal-e- Dil tujhe sunaon magar kaise...

Jo mehal banaye the khuwabon main humne...
In mehlon main Wafa ke deep jalaoon magar kaise...

Mohabbat Wafa Chahat sab toot chuke hain...
Ab main khud ko kisi khilone se behlaoon magar kaise...

Kitne chiraagh jalaye tere intezaar ki aas main...
Is Dil pe main aur sitam dhaoon magar kaise...

Apne gird jo tanhaiyon ke mele dekhe to khayaal aaya...
Tumhari tarhan main bhi bewafa banjaoon magar kaise............!!!!!!!




Posted on 12/3/2007 8:25:32 AM

nice sharings.

Posted on 12/3/2007 12:56:42 PM

Mr Twisty:
nice sharings.
thxxx mt

Posted on 12/5/2007 10:43:47 PM

koi baat nahi mg its ok

Posted on 12/5/2007 10:44:27 PM

tune jo phool zulfon main saja rakha hai

ek diya hai jo andehron main jala rakha hai

jeet le jai mujhe koi naseebon wala

zindagi ne mujhe dao pe laga rakha hai

imtehan aur mere zabt ka tum kiya lo ge?

main ne dharken ko bhi seene main chupa rakha hai

dil tha aik shola magar beet gai din wo QATEEL

ab kuredo na ese, raakh main kiya rakha hai

Posted on 12/14/2007 6:02:28 AM

thanks mg kg

Posted on 12/16/2007 7:52:27 AM