Logo

Interview of Molvi Umar


~Fragi~:
even every rat has a day



Matlab saray Janwaroon (politician) ka ek din hota hai????


lol



Posted on 9/22/2008 2:00:01 PM


khabardaaar jo politician ko janwar kaha...

janwaron main boht se wafadar bhi hotay hain...


Posted on 9/22/2008 2:11:46 PM

Rehan M Din:

khabardaaar jo politician ko janwar kaha...

janwaron main boht se wafadar bhi hotay hain...



sahih baat hai

Posted on 9/22/2008 2:30:41 PM

haan sg waisey janwaroon kee beisti tu na karo na

Posted on 9/22/2008 5:09:29 PM


SG.... yeh tum nay kya kia yaar



Posted on 9/23/2008 10:45:05 AM

dar k bhag gaya

Posted on 9/24/2008 8:19:33 PM


SG... aa jao na yaar... aik to tum bhi na...
foran bura maan jatay ho...

Posted on 9/25/2008 10:50:40 AM