sawan dil ki khushi hai sawan main suhani yadain janam laiti hain sawan pyara lagta hai sawan pyar daita hai per sawan rula ker jata hai sawan sajan ko cheen laita hai aur sawan dhukh de jata hai umer bhar.
sawan ... ek to nahi hota humari zindagi mein ... senkroo (100) nahi tu kafi sawaan atay hein aur aaj tak agar koi acha sawan nahi aya tu ... aye ga ... zaror aye ga.. aur us ki yadoon ko khud say lagaye rakhna...
sawan jab aata hay tu ek paygaam (message) dayta hay k ... mujhay tab hi yaad rakhna jab tum mujh say koi khushi paoo :) warna mujhay bhool jana ... aur mein fir aoun ga ek naye umeed k saath ek naye sajan k saath aur tum us ko yaad rakhna apnai agay ku umer k liye ...
wol jee kuch sawan bhulaye nahin bhulte sawan jo bhi kahai koi eik sawan boohat pyara hota hai jis ko hum jaan ker yaad rakhte hain chahai woh khushi dai yah dard woh pyara hota hai aur ussko yaad rakh ke hum zindage ka aham pal bana daite hain.
u know kiran ji sab ka apna apna nazriya hota hay but hum tu haar cheez mein khushi dohandtay hein apnay liye bhi aur apnay dostoun k liye bhi :) bas itna sa nazriya hay humara
CHALO PHIR AAJ DARA HI DOON mera naam javad ali hai aur main 22 saal ka hon
karachi rahta thaa but abb sialkot shift hogaya
aur main cargo company main job karta hoon
ye hamara family bussiness hai
abb life bohat boring hai skt bohat boring city hai
ok kiran ji jab kahin jan hoga to chal jaonga
fikar not abb agar aap say kuch share karo to
phir esi hi baten karty hain buss faragi hi kuch samjhta hai