Logo

Wht about our duties???

kis cheez ki gurantee hai rao buddy?? ..

Posted on 8/11/2004 5:40:24 PM

yanee
agar koi kaha hum ko to hum ho chalin sath iss ko
azma kar dekhloooo

Posted on 8/13/2004 5:30:42 PM

hmm kahaan ..?? masjid ?? .. zaroori hai kay koi kahay tu he jana hai waisay hee chlay jana chahyee..

Posted on 8/13/2004 5:34:34 PM

han
lakin bat ho rahi thii kissa ka bulana par janna kiiiii
aur waisa bhi belive me ya muslims qomm mazhab ka anme par hi ikathe ho jatate haaaaa

Posted on 8/14/2004 11:06:44 AM

hmm ye tu hai waisay..

Posted on 8/14/2004 11:15:56 AM

kaisa ha ya to?

Posted on 8/14/2004 11:32:28 AM

hmm .. where is everybody else?? .. sahee to keh rahee the main kay aisay topics main atay huay members ko problem hote hai ..

Posted on 8/15/2004 10:47:58 AM

acha aur naik khyaal hai aur aik sachi haqiqat bhi bas aaj say amal kernay ki zarorat hai aur dosron ko kahay bagair aaj wo wqt agya hai kay mai apnay ap ko thek kerlon aur uskay baad apny gharwalon ko agar theek kernay ki zarorat hai aur phir next step apnay dost aur boht say loog . i think this is life all about many people ask 4rom me what is life just studies then make some money and then shadii no i think lif is not the same as we are thinking and as we 've decided no yaar there are many things to do for the prosperity of mankind?what do u think?

Posted on 8/15/2004 11:23:12 AM

yea i agree with u sirf13 .. life ka hargiz ye matlab nahi hai kay studies .. job aur shadi .. aur bohat kuch hai is life main kernay ko .. ye kaam kernay hum is dunya main nahi aiye thay .. aur jo kaam kernay aiy thay wo tu kisi ko yad he nahi...

Posted on 8/15/2004 12:24:18 PM

F16


bilkull mere dil ki baat
hum logon ki soch,, shadi job and then bache
iss se agay kabhi jati hi nahi
im sure Allah miyan ne sirfffff iss liye paida nahi kiya humein
kiss liye kiya hai yeh sochna aur samajhna sab ka farz hai
par believe me most of ppl iss ko samajhne ki try tak nahi karte aur apni pooorrriii life aise hi guzar dete hein
feel sorry for them

Posted on 8/15/2004 1:01:32 PM

haan sall .. bohat se loog aisay hotay hein jo samjhtay hee nahi hein .. aur kuch jo samjhtay hein wo amal nahi kertay .. .. ajeeb hee loog hein .. aur kuch tu is liay amal nahi kertay coz wo backward ya .. kuch aur kehlawaye jaiy gay .. logoon ki narazgi say der lagta hai par Allah ki narazgi say nahi ..

Posted on 8/15/2004 1:13:14 PM

RITE


beleive me apni poori zindagi mei shayad aise aik bhi paki se nahi mili jo logon se zyada Khuda se darta ho

im unable to understand how can they call their selves good muslims or good human biengs
akal use karte hein but sirf yeh sochne liye k kab kaise kitna paisa kamaya ja sake
kab kaise mera kitna faida hoga
and that s it... iss sab se kiss ka kya nuksan hoga no one think abt it..

aur marne k kareeb ho jao to aik HAJ karo
and Allah Allah kher salllla.. jannat ki reservation pakki
itna easy nahi ho sakta sab kuch,,
NOOOOO..

Posted on 8/15/2004 1:32:21 PM

sall ab aisee bhee baat nahi hai .. bohat see paki aisay hein .. par wo logoon ki nazar main achay nahi samjhay jatay hoon gay .. coz Allah aur insanon dono ko aik saath khush kerna bohat mushkil hai..

log ye samjhtay he nahi kay ye dunya bohat choti say hai yahaan agar loggon kay tanay sunnay ko miltay hein tu koi parwa nahi kernee chahyee.. aur jo asal zindagee hai us ki loggon ko parwa hee nahi..

Posted on 8/15/2004 1:37:27 PM

to ?

Posted on 8/15/2004 1:57:43 PM

to .. ..

to hamain apnay app ko theek kerna chahyee.. aur logoon ki parwa nahi kerne chahye.. simple..

Posted on 8/15/2004 2:05:16 PM

hmm k

Posted on 8/15/2004 2:27:41 PM

seeee.. aik example to samne rahi

itttnniiiiiii lambi takreer k baad bhi
"TO?"



errrghhhh..

Posted on 8/15/2004 2:28:12 PM

masla ye hai kay itnee lambi taqreer kaun parhay ..

Posted on 8/15/2004 2:30:07 PM

itniii lambi film
ittnniiii lambi party
aur ittnniii lambi bipsha
par to kissi ko koi eitraz nahi






Posted on 8/15/2004 2:44:15 PM

hum f16 aik bat kahoon mind na karna
tum ziada hi srik ho rahi ho
yr belive me yahan sab members reply parhta hain aur poora poora parhta hain
rahi bat amal ki to yar aik din main koi nahi badal sakta ha
achi chizaan ya boore chizann ahsaita ahista aate hain hamare zindage main

Posted on 8/16/2004 9:47:34 AM

main parhoon takreer

Posted on 8/16/2004 2:51:06 PM

kya faida
samajh phir bhi nahi aati

Posted on 8/16/2004 2:53:21 PM

rao_buddy:
hum f16 aik bat kahoon mind na karna
tum ziada hi srik ho rahi ho
yr belive me yahan sab members reply parhta hain aur poora poora parhta hain
rahi bat amal ki to yar aik din main koi nahi badal sakta ha
achi chizaan ya boore chizann ahsaita ahista aate hain hamare zindage main


srik?? .. parhtay hein tu reply kyun nahi kertay .. apnay comments kyun nahi post kertay.. ???

Posted on 8/16/2004 4:28:24 PM