Fairl_Girl’s Collection + OWN

162171 views 2788 replies
Reply to Topic
Fairl_Girl

Age: 124
Total Posts: 26920
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Posted 05 Sep 2004

mmja says
f_g raz ki bat batyion woh mughay bhi samgh nahin ati par kyia hai na jisko jo samgh nahin ata usi say hi impres hota hai ab bhanay na banyio sharafat say atograf do mughay
Posted 18 Nov 2005

Fairl_Girl says
phir to rehnay hi do
Posted 18 Nov 2005

mmja says
main ro donga esay jaldi say atograf do phir main apko aik fanta ki tofi donga
Posted 18 Nov 2005

Fairl_Girl says
FiRdUs loooo
Posted 18 Nov 2005

Fairl_Girl says
fanta ki toffee aphi kah layna
Posted 18 Nov 2005

mmja says
last
Posted 19 Nov 2005

mmja says
FiRdUs yah apka atograf hai kyia or ab meri taraf say dawat udrayio mashaeray kay bad wali
Posted 19 Nov 2005

Fairl_Girl says
han chalay ga
Posted 19 Nov 2005

Aap saath bhaLeY hi na deiN,
Par chaLna hume aaTa hai,
Har aaG auR naFraT seY wakiF haiN,
JaLna hume bHi aaTa hai,
BhaLeY jo beet gaYa woH dauR na aYeGa,
Par waDaaH hai ye haMaRa,
Es diL meiN aaP keY siva koi auR na aYeGa!!
Posted 19 Nov 2005

BhuL tou jaTa tuMhe,maGaR bhuLaYa naHi hai...
HuMneY vadon seY apNa damaN chuRHaYa nahiN hai...
JuDa to ho GaYe huM maGaR, miLne ki tamanNa baki hai...
Esi liYe tou kiSi auR seY, maine DiL laGaYa nahiN hai...
Posted 19 Nov 2005

HearTs chanGe, i know theY do...
BuT this heaRt will aLwaYs beLonG to u...
HeaRts hurT, i know theY do...
But this heaRt hurTs more withouT u.
Posted 19 Nov 2005

When u need someone to be beside u
And no one is around just gaze up in the sky,
You might not see me but be sure
That we are under the same sky...
Posted 19 Nov 2005

Always be Happy, always wear a smile;
Not bcoz life is full of reasons to smile but
Bcoz ur smile itself is a reason
For someone somewhere to smile...
Posted 19 Nov 2005

Fairl_Girl says
mmja yeh mera naam hai to atoghy bhi yehi do gi na
Posted 20 Nov 2005

Fairl_Girl says
jub se shairi ki har shairi tere naam ki
jub se aashqi ki har aashqi tere naam ki
iss liye khoon-e-jigar se tera naam likha karte hain

hazaro taare hain aasma pe magar chand to ak hai
hazaro chehre hain jahan main magar mera dildar to ak hai
tum himsha chand ki tarah chamko yehi dua kiya karte hain

soochte soochte khayal aya ke khayalo main tu hai
mere har jawab aur mere saare sawalo main tu hai
kyun tujh se ittna pyaar hai khud se sawal kiya karte hain



Posted 20 Nov 2005

niCe
Posted 20 Nov 2005

Fairl_Girl says
thx
Posted 20 Nov 2005

Fairl_Girl says

Yaadon se rishta kal bhi tha yaadon se rishta aaj bhi hai,
Dil kal bhi apna dukhta tha or afsurda sa aaj bhi hai.

Woh ishq jo hum tum karte thay woh ishq tu zinda ab bhi hai,
Kal tak jo hijar sataata tha us hijar ka pehra aaj bhi hai.

Tum dur huie majboori mein, hum toot gaye is doori mein,
Kabhi waqt mile tu aa jaana dil ka darwaaza khula aaj bhi hai.

Woh saahil woh geeli mitti, mitti ke gharonde saahil per,
Woh naam darakhtoon per likhna woh khwaab suhaana aaj bhi hai.

Tum khush rehna dil ki duniya apni tu chalo barbaad hoi,
Dil gham ka maara kal bhi thaa aur gham ka maara aaj bhi hai.

Yeh ashk nahi hain aankhoon mein yeh taaray jhilmil karte hain,
In aankhoon mein jo kal tak thaa woh chaand sa chehra aaj bhi hai.

Ab shikwa kisi se kia karna taqdeer mein jo likha thaa mila,
Gham kal bhi mera sarmaaya tha gham mera wirsa aaj bhi hai.
Posted 20 Nov 2005

niCe once aGaiN....
Posted 21 Nov 2005

Fairl_Girl says

~*~Waqat Se Waqat Ki Kya Shikayat Karrein~*~
Waqat Se Waqat Ki Kya Shikayat Karein
Waqat Hi Na Raha Waqat Ki Baat Hai
Uss Ney Dekha Muje Ussney Chaha Muje
Ussnay Thukra Diya Waqat Ki Baat Hai
Koi Mushkil Parri Koi Kaam Aa Gaya
Zehan Mein Usskay Jo Mera Naam Aa Gaya
Baad Muddat Ke Woh Doston Ki Tarrah
Hum Se Huss Ke Milla Waqat Ki Baat Hai
Zindagi Hum Say Anjaan Tu Ho Gai
Ek Rishtay Ki Pehchaan Tu Ho Gayi
Koi Chahat Na Thi Bas Murrawatt Thi
Woh Khud KO Samjha Liya Waqat Ki Baat Hai
Apna Rang-e-Muhabbat Hai Sab Se Juda
Koi Pochhay Tu Rashid Kahon Or Kya

Jiss ko Payaa Nahi Ussko Kho Ker Bhi Main
Kiyon Ussi Ka Raha Waqat Ki Baat Hai
Posted 22 Nov 2005

niCe
F_G n KJB
Posted 23 Nov 2005

Fairl_Girl says
NICE MG
Posted 24 Nov 2005

Fairl_Girl says
Ankhain


Kiya Baat Kahon Un Ankhoon Ke
Jin Ankhoon Pey Main Marta Hoon

Woh Ankhain Jheel Se Ankhain Hain
Jin Main Doob Key Rooz Ubharta Hoon

Mujhey Dekhney Key Liye Uthte Hain
Miltey Hi Nazar Woh Jhukte Hain

Sarey Jahan Main Aise Ankhain Nahi
Jin Ankhoon Pey Main Marta Hoon

In Ankhoon Main Koi Ansoo Na Aye Koi
Kabhi Koi Gham Na Pass Aye Koi

Sada Muskurate Rahain Yeh Ankhain
Har Dam Yeh DUA Main Karta Hoon

Kiya Baat Hai Un Ankhoon Ke
Jin Ankhoon Pey Main Marta Hoon

Posted 24 Nov 2005

Fairl_Girl says
Posted 27 Nov 2005

Fairl_Girl says
DHOSTI........

DHOSTI HAI NAAM BARA,
LEKIN USAI NEEBANA BHI BOHOT BARA KAAM HAI,

DHOSTI KO SAMAJNA PARTA HAI,
DHOSTI KE PAAS BHI DIL HOTA HAI,

US DIL KI KADAR KARNA CHAHIYE,
US DIL KO HAMESHA KHUSH RAKHNA CHAHIYE,

US DIL KO KHABI NA DUKH POHONCHE,
USKI DUA KARNA CHAHIYE,

YEA HEE HAI SACHI DHOSTI.......
Posted 27 Nov 2005

cutefriend says


gud fg
Posted 27 Nov 2005

Fairl_Girl says
Posted 28 Nov 2005

cutefriend says
Posted 28 Nov 2005

Fairl_Girl said:


~*~Waqat Se Waqat Ki Kya Shikayat Karrein~*~
Waqat Se Waqat Ki Kya Shikayat Karein
Waqat Hi Na Raha Waqat Ki Baat Hai
Uss Ney Dekha Muje Ussney Chaha Muje
Ussnay Thukra Diya Waqat Ki Baat Hai
Koi Mushkil Parri Koi Kaam Aa Gaya
Zehan Mein Usskay Jo Mera Naam Aa Gaya
Baad Muddat Ke Woh Doston Ki Tarrah
Hum Se Huss Ke Milla Waqat Ki Baat Hai
Zindagi Hum Say Anjaan Tu Ho Gai
Ek Rishtay Ki Pehchaan Tu Ho Gayi
Koi Chahat Na Thi Bas Murrawatt Thi
Woh Khud KO Samjha Liya Waqat Ki Baat Hai
Apna Rang-e-Muhabbat Hai Sab Se Juda
Koi Pochhay Tu Rashid Kahon Or Kya

Jiss ko Payaa Nahi Ussko Kho Ker Bhi Main
Kiyon Ussi Ka Raha Waqat Ki Baat Hai


kia baat hai waqt ki aur aap ki

thanx 4sharing such as nice poetry
Posted 08 Dec 2005

Fairl_Girl says
thx
aik mudat ki thakaan hai
aur zindagi ke maathay per shikan hai
nazar mein taweel sehra hai
aur paoon mein kantoon ki chubhan hai
sochti hon to guman lagta hai
aur dil mein barabar lagi lagan hai
neend,kaisay manaon,palkein moond na paon
yeh jo totay khuwabon ki chubhan hai
elahi jo aankho mein thair gai hai woh soorat
mita doon ya jaga don yeh uljhan hai
kyon ulajh rahi hoon lehroon se jab ke
jeewan piyaas hai aur piyaas jeewan hai....
Posted 08 Dec 2005

Reply to Topic