Forums
Poetry Cafe (URDU)
Fairl_Girl’s Collection + OWN
Reply to Topic
Fairl_Girl
Age: 124
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Fairl_Girl
Age: 124
7561 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
CHAHAT Maine jis ko chaha mujhe woh mil gaya hai Mohabbat ka aisa nagar mil gaya hai Khushi main Jhoomti hoon main aaj kal Maine jis ko chaha woh Hamsafar mil gaya hai DUA maine ki thi Sanam Mujh ko chahe DUA main bhi itna Asar mil gaya hai Dar Dar ke maine maangi thi thori si chahat Mujhe chahaton ka Shajar mil gaya hai
wafakadard
Age: 124
7438 days old here
Total Posts: 6204
Points: 0
Location:
United States, United States
kiya jab humney izhaar e pyaar unse to woh samjhey dillagi muskura ke chal diye hum ro padey apne tootey dil ko dekh ke sab khwaab hamare ansoon mein dhal gaye
cutefriend
Age: 40
7835 days old here
Total Posts: 47726
Points: 0
Location:
London, United Kingdom
gud both of u
Fairl_Girl
Age: 124
7561 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
!!.."Mujhe Ko"..!! Gun Gunaatey Hoye Aanchal Ki Hava De Mujhe Ko Ungliyaan Phair Kar Baloo Mein, Sulaa De Mujhe Ko Hay Jiss Tarah Faaltu Guldaan Parey Rehtey Apney Ghar Key Kisi Koney Sey Laga De Mujhe Ko Yaad Kar Key Mujhey Takleef Hi Hoti Ho Gi Eik Qissa Hoon Purana Sa Bhula De Mujhe Ko Doobtey Doobtey Aawaz Teri Sun Jaouw Aakhri Baar Tu Sahil Sey Sada De Mujhe Ko Main Terey Hijar Mein Chup Chaap Na Mar Jaouw Kahin Main Hoon Saktey Mein Kabhi Aaa Kar Rula De Mujhe Ko Dekh Main Ho Gaya Houn Badnaam Kitboo Ki Tarah Meri Tashreer Na Kar Ab To Jala De Mujhe Ko Roothna Tera Meri Jaan Liye Jata Hi Aisay Naraz Na Ho,Hans Ke Dikha De Mujhe Ko Aur Kuch Nahin Manga Meray Malik Tujhe Se us Ki Galiyoon Ki Khak Bana De Mujhe Ko Log Kehtey Hein Ke Yeh Ishq Nigal Jata Hai Main Bhi Is Ishq Mein Aaya Houn,Duaa De Mujhe Ko Yahi Auqaat Hai Meri Teray Jeevan Mein Koi Kamzoor Sa Lamha Hoo,Bhula De Mujhe ko
cutefriend
Age: 40
7835 days old here
Total Posts: 47726
Points: 0
Location:
London, United Kingdom
kiya baat hia fg gud work
cutefriend
Age: 40
7835 days old here
Total Posts: 47726
Points: 0
Location:
London, United Kingdom
safar tanha nahi kertye suno essa nahi kertye jisye shafaf rakhna ho usye meela nahi kertye teri ankhyen ijazet deyen to ham kiya kiya nahi kartye bahut ujraye huye ghar per bahut socha nahi kertye safar jis ka muqadar ho usye roka nahi kertye jo mil ker khood se kho jaye usye ruswa nahi kertye chalo tum raaz ho apna tumhyen afsaan nahi kertye yeh unchye peer hain kesye kahin saya nahi kertye' jo dhun ho ker guzarnye ki to phir socha nahi kertye kabhi hansanye se dartyen hain kabhi roya nahi kertye seher se pooch lo mohsin keh ham soya nahi kertye
Fairl_Girl
Age: 124
7561 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Fairl_Girl
Age: 124
7561 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Hum nay kuch Is tarhan Muhabat Ki Hai Hum nay kuch Is tarhan Muhabat Ki hai k Muhabat main Tumhari parstish Ki hai ..... Tumharay bageer Zindagi ka Koi tasaver nahin Main Nay kuch is tarahan Se Tumhari tamana Ki hai ..... Hamaray darmiyan Hail rahain Sadiyon Ki Khamoshiyan Main nay Tum Se Kuch is tarahan Guftugu Ki hai..... meray Dil main bas Jao Tum Ruh O Muhabat ban k Main Nay Dil Ki geherai Se ye Ilteja Ki hai..... Tumharay Milnay Se pehelay main Khud Se naashna Tha Samjah Hai Piyar Ko jab Se Muhabat ki hai........ meri Zindagi Ki Khushiyan Tum Se Hi Hain Wabasta Main Nay rab Se Tumhain panay Ki Dua Ki hai....... Main Tumhain Cheen Lon ga Duniya Ki rasmon Se Main Nay Tumharay Liye Zamanay Se Bagawat Ki hai
cutefriend
Age: 40
7835 days old here
Total Posts: 47726
Points: 0
Location:
London, United Kingdom
gud job
Fairl_Girl
Age: 124
7561 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
THXXXXXXXXXXXXXXXXX
cutefriend
Age: 40
7835 days old here
Total Posts: 47726
Points: 0
Location:
London, United Kingdom
welcome welcome
cutefriend
Age: 40
7835 days old here
Total Posts: 47726
Points: 0
Location:
London, United Kingdom
ruswa se kyoon milye ho muhabaat jita ke tum choroon ga ab na main tumhyen ruswa kiye bagher
Shahrukh Khan
Age: 124
7895 days old here
Total Posts: 43596
Points: 0
Location:
Netherlands, Netherlands
Cool work firi
HiRa....
Age: 124
7300 days old here
Total Posts: 714
Points: 0
Location:
,
YUP NICE.. :)
Fairl_Girl
Age: 124
7561 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
NICE CF
Fairl_Girl
Age: 124
7561 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Bhari mehfil main tanha rehna acha lagta hai Terey barey main sochtey rehna acha lagta hai . Kabhi pholon main ,kabhi kaliyon main Tujh ko hi dhontey rehna acha lagta hai Meree zindagi ki khushiyan tumhee say hain wabasta Rab say sirf tumhein hi mangna acha lagta hai Hamarey darmiyan hail rahein sadiyon ki khamoshiyan Kuch is tarhan guftugu karna acha lagta hai Tumhrey baghir zindagi ka koi tasavur nahi hai Kuch is tarhan tumharee tamanna karna acha lagta hai Tum hi ko chaha,tum hi ko chahtey hain Tumhi ko chahtey rehna acha lagta hai Main cheen lon ga tumhein duniya ki rasmon say K mujhye zamaney say baghawat karna acha lagta hai
Fairl_Girl
Age: 124
7561 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
THX GUYS
cutefriend
Age: 40
7835 days old here
Total Posts: 47726
Points: 0
Location:
London, United Kingdom
thx fg
and gud work
cutefriend
Age: 40
7835 days old here
Total Posts: 47726
Points: 0
Location:
London, United Kingdom
halye dil in se na kehna tha ham chok gaye ab koi baat banye bhi to kiya hota hai
Shahrukh Khan
Age: 124
7895 days old here
Total Posts: 43596
Points: 0
Location:
Netherlands, Netherlands
BOSS AAP KABSE SHAIR BAN GAYEE?
cutefriend
Age: 40
7835 days old here
Total Posts: 47726
Points: 0
Location:
London, United Kingdom
shahrukh khan said: BOSS AAP KABSE SHAIR BAN GAYEE?
janab bas ham nahi kertye essye hi jo achi lagye woh post ker detyen hian
woh kiya hia na
dil ki tanhai ko awaz bana letyen hain
dar jab had se guzarta hai to ga letyen hain
wafakadard
Age: 124
7438 days old here
Total Posts: 6204
Points: 0
Location:
United States, United States
nice work
wafakadard
Age: 124
7438 days old here
Total Posts: 6204
Points: 0
Location:
United States, United States
Humesha muskuraa ke aansuo ko chupaaya, Gum ko chupaane ka yahi rasta nazar aaya
cutefriend
Age: 40
7835 days old here
Total Posts: 47726
Points: 0
Location:
London, United Kingdom
kiya baat hai bilal
Fairl_Girl
Age: 124
7561 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
NICE
Fairl_Girl
Age: 124
7561 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Tum ne to keh diya mohabbat nahi mili Mujh ko to yeh bhi kehne ki mohlat mahi mili Neendon k dais jaate koi khawab dekhte Lekin diya jalane se fursat nahi mili Tujh ko to khair shehar k logon ka khouf tha Our mujh ko apne ghar se ijazat nahi mili Be zar yoon huye k tere ehad main hamain Sub kuch mila sakoon ki dolat nahi mili
cutefriend
Age: 40
7835 days old here
Total Posts: 47726
Points: 0
Location:
London, United Kingdom
cutefriend
Age: 40
7835 days old here
Total Posts: 47726
Points: 0
Location:
London, United Kingdom
raat ko chandani jab khilye dil ko nashad kerta hoon main aik bhooli khusi ke liye lakh gham yaad kerta hoon main dekhyen hran ho ker mujhye ab to panchi meri aas ke khud hi pinjrye main daloon inhyen khud hi azad kerta hoon main warta hoon ghazal per gahzal tujh pe aye dil ruba admi jitni dulat merye pass hai yun woh barbad kerta hoon main is se pehlye bhi kuch kam na thye dosti per merye tajarbye aj kal bhi naye se naya dost ijad kerta hoon main mujh se nazryen badalnye ke baad kuch to ho gi nidamet tujhye ja wafaoon ki zanjeer se tujh ko azaad kerta hon main apnye dewar-o-dar se mujhye ab kateel is qadar pyar hai la ke bahi se weraniyan ghar ko abad kerta hoon main
Fairl_Girl
Age: 124
7561 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Fairl_Girl
Age: 124
7561 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
*~*Waday bhala kaab wafa hotay hain*~* Lafzoon ke adayegi hawa k saat parwaaz karte ha.Isilye tu waday toot jatay hain,bikhar jatay hain.Jinheyin hum chahtay hain wo humein nahin miltay aur jo hamare chahat,hamare muhabbat nahin hotay,wo hamara”Naseeb” hamara muqaddar banjatay hain.Aaisa kyon hota ha.shayad isliye k wo jo upper betha ha’wohi sub ka muqaddar likhnay wala ha.Aaisay mein humein phir yehi karna chahiye jo kise Shayar nay kaha ha.
Reply to Topic