Age: 124
7637 days old here
Total Posts: 10089
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
ye bidat hai .. bohat se batein hamaray deen main aisay he added hein .. main ney sentiments main parh lia hai .. laiken yahee na .. jo kisi ki sunta hai agar info paas ker daita hai .. mujhay koi quoted hadit chahyee .. jaisay sahih bukhari nay kaha hai ... or is tarhaan ki koi hadit??? .. i don't believe this .. jo kerta hai keray .. m not stopping anyone ... laiken as far as i know .. there is nothing special in today's nite ...
Age: 124
7637 days old here
Total Posts: 10089
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
she isn't a scholar or something .. y should i ask her ...??? .. she is a muslim like us .. mujhay koi specific quote batayee is raat kay baray main jo main khud parhoon .. i don't believe in anything until m dead sure ... so u guys have to convince me .. (agar is raat ki koi ahmiyaat hai TOOOO... )
Age: 124
7637 days old here
Total Posts: 10089
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
first of all hum saab muslims hein .. n thats it!! ye farqay wagira bohaat baad ki baat hai .. hum saab ki basics ti aik hain na .. 1 Allah .. 1 Quran .. 1 Prophet (PBUH) ..
just think for urself .. agar ye raat itnee imp hote kay is main hamaray saray gunah mauf hoo jatay tu Allah is ko Quran main explain na ker daitay ..?? .. laila-tul-Qader ka zikr hai .. to phir is ka kyun nahi???
Age: 124
7856 days old here
Total Posts: 43596
Points: 0
Location:
Netherlands, Netherlands
Although, the Qur’an mentions only one "Lailat-ul-Qadr" which occurs in the month of Ramadaan, a vast majority of Muslims celebrate another one in the month of Sh‘abaan which is famously known as "Shab-e-Baraat." The Persian term "Shab-e-Baraat" means "Night of Kismet" in English and "Lailat-ul-Qadr" in Arabic. [Generally "Qadr" is translated as destiny. For a more in-depth meaning of "Qadr" please see a two part article on "Taqdir", MONITOR, March/April 1997, pp.6-9; and June/July 1997, pp. 6-9.]
This Night of Kismet or destiny is of special significance in the landscape of Islam especially for Muslims of the Indian subcontinent. My journey towards an understanding of God’s mercy and forgiveness began a long time ago during one such night of "Shab-e-Baraat" that left its indelible marks in my mind forever.
Age: 124
7637 days old here
Total Posts: 10089
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
shahrukh khan said:
as u wish f16
srk its not just about me ..
thousands of muslims belive in this (about the fazeelat of this nite).. even some of my family members .. par this is wrong .. coz jitnee bhee hamaree imp chezain hein wo saab Quran main hein tu ye kyun nahi hai????
Age: 124
7637 days old here
Total Posts: 10089
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
yea i know this its celebrated all over the world .. hum kehtay tu apnay app ko muslim hein par hamain pata kuch hota hai nahi .. ok our Basic thing Quran .. us main mention nahi hai .. then comes or Sunnah .. koi aisee Sunnah jis main is ka detail pata dia hoo?? .. aur us Hadit a reference bhe ho kahaan say hai ye..? so that i can cofirm this !!..
even some or scholars .. sofi .. beleive in this nite .. but i think ye BIDAT hai ...
Age: 124
7637 days old here
Total Posts: 10089
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
har raat ko namaz parhna .. nafal parhnay ka sawab hai .. esp tahajd kat time par .. tu do pray.. i m not stoppping u .. laiken itna saab sooch ker kay is ki bohaat fazeelat hai n something like that to wo to haar raat ko hote hai .. har raat ko Allah .. arsh par aa ker deekhta hai kay kaun us say maang raha hai .. aur gunnah ki bakshis ko kisi bhee raat ko hoo saktee hai .. dua agar yakeen say mangee gaiy hoo ..
Age: 124
7358 days old here
Total Posts: 7
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
assaalm-o-alikum..f-16....just raed all the postss n getting surprised... here i have some hadeetss ..i m coping them from a book...of ."ebn-e-maja".. Hazart "abu hurera" se rawat hai k hazoor (s,a) ne farmaya k nisf shabn ki shab HAZART JIBRAEEL(AS) mere pass tashreef laee or farmaya ayew ALLAH K MEHBOOB apna sir mubarik uttha k dekhiyee .Hazart MUHAMMAD (S,W)NE afrmaya yeh ratt hai..tow is par jibreel(AS) ne wazat karty hoye kaha yeh aisi raat hai k is mai ALLAH TAALH rehmat k 300 darwazay kholltay hain..or har sahib eman shakss ko bakhss dia jatta hai..or bohshat k yeh darwazyy subah honay tak khuly rehttya hain..HADIS PAKK mai hai hazart Muahmmad (s,w,a) ne farmaya shaban ki 15 ko ALLAH TALH pehaly aasman pay jalwa afrooz hotta hai..jissay asaman-e-dunai kaha jata hai..wahan se ahel dunai par kasosi rehmat ka nazool hotta hau...
and THERE ARE A LARGE NUMBER OF HADITHSS HERE..WHICH I THINK I CAN'T WRITE HERE.... R ureally thinking ....k is ratt ki fazeelat ko manan bidatt mai hai....u know tumahari battt sach hai k ham nay bohatt si chhezoon ko islam mai khudi add kar dai hai....par kai kabhi yeh socha hai k ham islam se kitnay door ho chuukay hain...?????
Age: 124
7536 days old here
Total Posts: 5562
Points: 0
Location:
San Marino, San Marino
friend_16 said:
umm .. somebody will tell me wht is so imp of this nite?? .. wht exactly should we do in it??
is raat ko Allah tala bohut sare logo ke gunah maaf fermata hai masiwaye unkey jo shirk kertey hain or keena rakhtey hain aik dosrey ke liye dilon main... is raat ki bohut fazeelut hai... is raat kasrut se durud shareef perhna chahiye or nawafil ada kerna chahiye.... isse raat ko Allah tala ke hukm se farishton ko un tamaam logo ke naam de diye jateyhain jo iss raat se dosre aney wali shab e barat ko marney wale hongey..! or bhi bohut kuch books main perho asani se dastiyab hai ..!
Age: 124
7536 days old here
Total Posts: 5562
Points: 0
Location:
San Marino, San Marino
hain biduat kese bhai...
is raat ko mananey se muraad hai ke sirf or sirf Allah kee ebadut main waqt guzara jaye...or subha ko roza rakah jaye....
haan ager dusrey kisee baat main jin ka Islam se koi taluq nahi or unko Islam ka or mazhub ka naam leker kiya jaye tu waqyee phir biduat main hi shumaar hoga...
Age: 124
7637 days old here
Total Posts: 10089
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
D!g!T@L G@L said:
assaalm-o-alikum..f-16....just raed all the postss n getting surprised... here i have some hadeetss ..i m coping them from a book...of ."ebn-e-maja".. Hazart "abu hurera" se rawat hai k hazoor (s,a) ne farmaya k nisf shabn ki shab HAZART JIBRAEEL(AS) mere pass tashreef laee or farmaya ayew ALLAH K MEHBOOB apna sir mubarik uttha k dekhiyee .Hazart MUHAMMAD (S,W)NE afrmaya yeh ratt hai..tow is par jibreel(AS) ne wazat karty hoye kaha yeh aisi raat hai k is mai ALLAH TAALH rehmat k 300 darwazay kholltay hain..or har sahib eman shakss ko bakhss dia jatta hai..or bohshat k yeh darwazyy subah honay tak khuly rehttya hain..HADIS PAKK mai hai hazart Muahmmad (s,w,a) ne farmaya shaban ki 15 ko ALLAH TALH pehaly aasman pay jalwa afrooz hotta hai..jissay asaman-e-dunai kaha jata hai..wahan se ahel dunai par kasosi rehmat ka nazool hotta hau...
and THERE ARE A LARGE NUMBER OF HADITHSS HERE..WHICH I THINK I CAN'T WRITE HERE.... R ureally thinking ....k is ratt ki fazeelat ko manan bidatt mai hai....u know tumahari battt sach hai k ham nay bohatt si chhezoon ko islam mai khudi add kar dai hai....par kai kabhi yeh socha hai k ham islam se kitnay door ho chuukay hain...?????
walikum salam DG ... thnx for the info .. just do me a lill favour .. kis ki book hai ye?? writer? .. i wanted to read it myself .. aur ye hadit kis ki hai ..? is it from Imam Bukhari??
1 thing .. main nay bhee kafee parha hai.. sunaa hai is raat ki fazeelat kay baray main .. but aik baat mujhay samaj nahi atee .. agar ye raat itnee imp hai .. is main hamaray itnay gunaah mauf hoo jatay hein .. or jo kuch bhee hai ... to is ko Quran main bhee tu hona chahyee tha .. Quran main chotay chotay ihkamaat hein .. namaz .. haj .. roza.. zakat .. to phir ye kyun nahi hai??? ye kia imp nahi the???
Age: 124
7358 days old here
Total Posts: 4265
Points: 0
Location:
Antarctica, Antarctica
f16, har cheez quran main naheen hai. humaara mazhab sirf quran par naheen hai. i mean ke kuch quran is the most important but other books with the quran make islam.....
Age: 124
7637 days old here
Total Posts: 10089
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
but shaishta our basics r in Quran ... phir hadits hein .. bohat se chezain hein jin ka zikr Quran main bohat kam hai laiken hadit main wo fully explained dein ... jaisay namaz ka sirf hukm hai aur namaz ka tareeqa hamain hadit say millta hai .. tu i just wanted to say that kay agar is ki thori bhee importance hote tu is ka quran main zikr tu hona chahyee tha na???
Age: 124
7358 days old here
Total Posts: 4265
Points: 0
Location:
Antarctica, Antarctica
ab jaise khuda ki marzee....Maybe God didn't want to mention it in the Quran. i don't remember the months but our Prophet (pbuh) said that all months are holy but 3 are the most, ramzaan for my ummat, shabaan for God i think and another for the Prophet (pbuh) i won't say wich month becoz now i am not sure...
at www.jang.com.pk there is a special edition for shab e baraat, ho sakta hai wahan tumhain woh mille jiski talaash hai.
waise pakistan main reh kar itni kam information, u can find it everywhere....
Age: 124
7637 days old here
Total Posts: 10089
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
yahee tu na .. saray yahee kehtay hein kaheen bhee mill jaiy gee .. par kahaan?? koi specific book?? .. koi specific quotes?? .. aur shaista pakistan main tu ab ye halaat hein kay kaiy jaga muslamoon ko sahee say kalma bhee nahi parhna aata ...
Age: 124
7637 days old here
Total Posts: 10089
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
aise baat nahi hai srk .. main nay app logoon ko ghalat nahi kaha .. par app loog jo keh rahay hein .. i want to read it myself thats it.. kaheen aisay recognized scholar ki book say ya koi aalim .. thats all i want .. main nay ye nahi kaha kay app loog na manay.. maanain but do think about this .. jo main nay bhee kaha hai..